Posts

Showing posts from March, 2016

EIK AHAM AMAL

๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒท      EIK       ๐ŸŒท ๐ŸŒป   AHAM     ๐ŸŒป ๐Ÿ’    AMAL     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Jis shakhs ne apney walidein ya dono me se kisi eik ki Qabr ki har Jumaa ko ziyarat ki, toa uus ki maghfirat kar di jaeygi, aur uusey neik suluk karney wala likha jaeyga. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น TABRANI -955 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ๐Ÿ…พ♦๐Ÿ…พ (SWA/264)

๐ŸšซApril Fool  [Part 5] ๐Ÿšซ

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦ ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔          ๐ŸšซApril Fool  [Part 5] ๐Ÿšซ ๐ŸJHOOT bolna ek bada Gunaah๐Ÿ ๐Ÿ“šHadith: Abu Bakr  Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam  ne farmaya kya main tumhe sabse bada gunaah na batauu, humne arz kiya zarur bataeeye, Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya ALLAH ke saath shirk aur waldein ki nafarmani karna, aur farmaya ki aagah ho jao jhoothi baat aur jhoothi gawahi bhi, aagah ho jao jhoothi baat aur jhoothi gawahi bhi (bade gunaah hain) Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ise baar baar dohrate rahe yahan tak ki humne socha Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam khamosh nahi honge. - ๐Ÿ“” Urdu Ref: (Sahih Bukhari, Vol 7, 5976) - ๐Ÿ“” Eng Ref: (Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No. 7) ●════════════════════●                          ❁ ❁ ❁

๐ŸšซApril Fool  [Part 4] ๐Ÿšซ

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦ ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔          ๐ŸšซApril Fool  [Part 4] ๐Ÿšซ ๐ŸMazaq mein bhi jhoot na bolo๐Ÿ ๐Ÿ“šHadith: Abu Umama Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya main us shakhs ke liye jannat ke beech mein ek ghar ki zamant deta hu jo mazaq mein bhi jhoot bolna chodh de. - ๐Ÿ“” Urdu Ref: (Sunan Abu Dawud, Vol 3, 1372-Hasan) - ๐Ÿ“” Eng Ref: (Sunan Abu Dawud Book 41, 4782-Hasan) ๐Ÿ’งNote: April fool manana Islam mein jayaz nahi kyunki is din jhooth bola jata hai jo kabira gunah hai๐Ÿ“› ●════════════════════●                              ❁ ❁ ❁

๐ŸšซApril Fool  [Part 3] ๐Ÿšซ

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦ ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔          ๐ŸšซApril Fool  [Part 3] ๐Ÿšซ ๐ŸJhooth burayee ki taraf le jata hai aur burayee jahannam ki taraf๐Ÿ ๐Ÿ“šHadith: Abdullah ibn masood Radhi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya Jhooth se bachte raho kyunki jhooth burayee ki taraf le jata hai aur burayee jahannam ki taraf, agar koi aadmi jhooth bolta hai aur musalsal jhooth bolta rahta hai to ALLAH ke yahan usko kazzab (jhootha) likh diya jata hai aur sach bolna tum par lazim hai kyunki sach neki ki taraf le jata hai aur neki jannat ki taraf le jati hai, agar koi aadmi sach bolta hai aur musalsal sach bolta rahta hai to ALLAH ke yahan usko siddiq (sachcha) likh diya jata hai - ๐Ÿ“” Urdu Ref: (Sunan Abu Dawud, Vol 3, 1551-Sahih) - ๐Ÿ“” Eng Ref: (Sunan Abu Dawud, Book 42 Hadith 4971-Sahih) ๐Ÿ’งNote: April fool manana Islam mein jayaz nahi kyunki is din jhooth bola jata hai jo kabira gunah hai๐Ÿ“› ●════════════════════●                      

๐ŸšซApril Fool [Part 2] ๐Ÿšซ

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦ ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔          ๐ŸšซApril Fool  [Part 2] ๐Ÿšซ ๐ŸHasane ke liye Jhooti baat๐Ÿ ๐Ÿ“šHadith: Muawiyah ibn Jaydah al-Qushayri Radhi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya halakat (barbadi) hai us shaksh ke liye jo logo ko hasane ke liye jhooti baat kare, iske liye kharabi hai, iskey liye kharabi hai. - ๐Ÿ“” Urdu Ref: (Sunan Abu Dawud, Vol 3, 1552-Hasan) - ๐Ÿ“” Eng Ref: (Sunan Abu Dawud, Book 42, 4972-Hasan) ๐Ÿ’งNote: April fool manana Islam mein jayaz nahi kyunki is din jhooth bola jata hai jo kabira gunah hai๐Ÿ“› ●════════════════════●                         ❁ ❁ ❁

๐ŸšซApril Fool  [Part 1] ๐Ÿšซ ๐ŸMomeen Jhoota nhi ho Sakta๐Ÿ

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦ ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔          ๐ŸšซApril Fool  [Part 1] ๐Ÿšซ ๐ŸMomeen Jhoota nhi ho Sakta๐Ÿ ๐Ÿ“šHadith: Safwaan bin Sulaim radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallhu Alaihi Wasallam se pucha gaya ki kya momeen buzdil ho sakta hai Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Haan, phir pucha gaya ki kya momeen Kanjus ho sakta hai Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Haan, phir Aap Sallallahu Alaihi Wasallam se pucha gaya kya Momeen JHOOTA ho sakta hai Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne faramaya nahi.   - ๐Ÿ“” Urdu Ref: (Imam Malik Muwatta,Vol 56,#19) - ๐Ÿ“” Eng Ref: (Malik Muwatta,Vol 56,#19) ๐Ÿ’งNote: April fool manana Islam mein jayaz nahi kyunki is din jhooth bola jata hai jo kabira gunah hai๐Ÿ“› ●═══════════════════                          ❁ ❁ ❁

HOUZ E KAWSAR

๐Ÿ”ถ      ﷽    ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0247)   ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 17-J.Aakhar-1437 27 - March - 2016 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ„   HOUZ     ๐Ÿ„ ♦       E         ♦ ๐Ÿ’ KAWSAR  ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Houz e kawsar ke bartan sitaron ki baraabar hongey, uus se jo bhi insaan eik ghunt pee lega toa hameisha ke liye uus ki pyaas bujh jaeygi. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น IBNEY MAAJAH -4303 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ๐Ÿ…พ♦๐Ÿ…พ (238)

๐ŸMaut ko bhi Zabah kar diya jayega phir kabhi Maut nahi Aayegi๐Ÿ

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦ ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔ ๐ŸMaut ko bhi Zabah kar diya jayega phir kabhi Maut nahi Aayegi๐Ÿ ๐Ÿ“šHadith: Ibn Umar Radi Allahu Anhu anhuma se rivayat hai ki jab Ahal-e-jannat jannat mein chale jayengey aur jab Ahal-e-Dozakh Dozakh mein chaley jayenagey to Maut ko laya jayega aur usey Jannat aur Dozakh ke darmiyan rakh kar Zabah kar diya jayega phir ek Aawaz dene wala Aawaz dega ki Ehjannat walo tumhey ab Maut nahi aayegi aur EH Dozakh walo tumhey bhi ab Maut nahi aayegi is baat se jannati aur ziyada khush ho jayengey aur Jahannami aur ziyada gamgeen ho jayengey.   - ๐Ÿ“” Urdu Ref: (Sahih Bukhari, Vol 8, 6548) - ๐Ÿ“” Eng Ref: (Sahih Bukhari, Volume 8, Book 76, Number 556) ●════════════════════●                          ❁ ❁ ❁

GHALAT HADEES BAYYAN

๐Ÿ”ถ      ﷽    ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0246)   ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 16-J.Aakhar-1437 26 - March - 2016 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ♨  GHALAT  ♨ ๐Ÿ’ข  HADEES  ๐Ÿ’ข ๐Ÿ…พ  BAYAAN  ๐Ÿ…พ ♦  KARNA    ♦ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Meri hadees bayaan karney me ehtiyaat karo, Aur wohi bayaan karo jiska tumhey yaqeeni ilm ho, Jo shakhs jaan-bujh kar meri taraf se koee ghalat baat bayaan karey, wo apna thikana jahannam me banaa ley. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น TIRMIZI -2951 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ๐Ÿ…พ♦๐Ÿ…พ (224)

๐Ÿ Dua Ibadat hai ๐Ÿ

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦ ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔          ๐Ÿ Dua Ibadat hai ๐Ÿ ๐Ÿ“šHadith: Nu'man ibn Bashir Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Dua Ibadat hai aur tumharey Rab ka farman hai mujhse dua karo mein Qubul karunga.   - ๐Ÿ“” Urdu Ref: (Sunan Abu Dawud, Vol 1, 1466) - ๐Ÿ“” Eng Ref: (Sunan Abu Dawud, Vol 1, 1474) ●════════════════════●                          ❁ ❁ ❁

NAMAZ E TAHAJJUD

๐Ÿ”ถ      ﷽    ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0245)   ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 15-J.Aakhar-1437 25 - March - 2016 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’  NAMAAZ  ๐Ÿ’ ๐Ÿ’ข        E        ๐Ÿ’ข ๐ŸŒ„TAHAJJUD๐ŸŒ„ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Tahajjud ki namaz ka ehtimaam kiya karo, isliye ke tum se pehley ke neik logon ka amal raha he, Raat ki namaz Allah T'aala ki qurbat ka zariya he, Gunahon se bachaaney wali he, Khataa'on ka kaffarah he, aur jism se bimari ko dur karney wali he. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น TIRMIZI -3549  DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH  (460)

๐Ÿ Juma ki Namaz ke baad ๐Ÿ

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦ ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔    ๐Ÿ Juma ki Namaz ke baad ๐Ÿ ๐Ÿ“šHadees: Abu Hurairah Radi allaho anho se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya jab tum mein se koi Juma ki Namaz parh chukey to usey chahiye ki uskey baad Chaar rakaat Namaz Ada karey.   - ๐Ÿ“” Urdu Ref: (Sunan Nasaii Vol 1, 1429, Sahih) - ๐Ÿ“” Eng Ref: (Sunan Nasaii, Vol 1, 1427, Sahih) ●════════════════════●                                 ❁ ❁ ❁

๐ŸNamaz ko Jamaat ke saath parhney ki Fazilat๐Ÿ

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦ ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔ ๐ŸNamaz ko Jamaat ke saath parhney ki Fazilat๐Ÿ ๐Ÿ“šHadees: Abu Hurairah Radi allaho anho se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya ki Jamaat ki namaz Akeley shaksh ki namaz se 25 darja ziyada hai. - ๐Ÿ“” Urdu Ref: (Sahih Muslim, 1472) - ๐Ÿ“” Eng Ref: (Sahih Muslim, Book 004, Hadith 1360) ●════════════════════●                          ❁ ❁ ❁

SAABIR W SHAAKIR

๐Ÿ”ถ      ﷽    ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0243)   ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 13-J.Aakhar-1437 23 - March - 2016 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’  SAABIR   ๐Ÿ’ ๐ŸŒ…       W        ๐ŸŒ… ๐ŸŒป SHAAKIR  ๐ŸŒป ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Jo shakhs deeni muaamley me apney se buland shakhs ko deikh kar uus ki peiravi karey, aur duniyavi muaamley me apney se kmtar ko deikh kar Allah T'aala ki ataa kardah  neamaton (ki fazilat) par uus ki taarif karey, toa Allah T'aala uus ko (inn do aadaton ki wajah se) sabr karney wala aur shukr karney wala likh deitey hai, Aur jo shakhs deeni muaamley me apney se kmtar ko deikhey aur duniyavi muaamley me apney se uupar waley ko deikh kar afsos karey, Toa Allah T'aala uus ko saabir w shaakir nahi likhtey. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น TIRMIZI -2512 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ๐Ÿ…พ♦๐Ÿ…พ (250)

๐ŸTeen tarah ke log kabhi Jannat mein dakhil nahi honge๐Ÿ

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦ ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔ ๐ŸTeen tarah ke log kabhi Jannat mein dakhil nahi honge๐Ÿ ๐Ÿ“šHadees: Abu Dharr Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya teen tarah ke log kabhi jannat mein dakhil nahi honge pahla apne waldein ki nafarmani karne wala dusra sharab peene ka aadi aur teesra Ehsana karke jatane wala. - ๐Ÿ“” Urdu Ref: (Sunan Nasaii, Vol 2, 473-Hasan) - ๐Ÿ“” Eng Ref: (Sunan Nasaii, Book 23, 2563-Hasan) ●════════════════════●                          ❁ ❁ ❁

JAANVAR PAR RAHAM

๐Ÿ”ถ      ﷽    ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0242)   ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 12-J.Aakhar-1437 22 - March - 2016 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒ… JAANVAR ๐ŸŒ… ๐Ÿ’ข     PAR      ๐Ÿ’ข ๐ŸŒป  RAHAM    ๐ŸŒป ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ki baargaah me sahaaba e kiraam (rd.) ne arz kiya: Ya Rasulullah ! Kya jaanvar par raham karney me bhi hamaarey liye sawaab he ? Aap sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Har jaandaar jigar rakhney waley haiwaan par (raham karney me) sawaab he. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น BUKHARI -6009 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ๐Ÿ…พ♦๐Ÿ…พ (464)

๐ŸHar qadam par ek darja buland๐Ÿ

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦ ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔ ๐ŸHar qadam par ek darja buland๐Ÿ ๐Ÿ“šHadees: Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Jab tum mein se koi wudhu kare aur achchi tarah wudhu kare, aur phir Masjid ki taraf jaye to uske har qadam par Allah subhanahu uska ek darja buland farma dete hain aur ek khata maaf farma dete hain. - ๐Ÿ“” Urdu Ref: (Sunan ibn Majah, Vol 1, 281-Sahih) - ๐Ÿ“” Eng Ref: (Sunan ibn Majah, Book 1, 281-Sahih) ●════════════════════●                                  ❁ ❁ ❁

HUSN E AKHLAQ

๐Ÿ”ถ      ﷽    ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0241)   ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 11-J.Aakhar-1437 21 - March - 2016 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒป    HUSN    ๐ŸŒป ๐ŸŒ…        E        ๐ŸŒ… ๐Ÿ’  AKHLAQ  ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Allah T'aala Jin gharwalon ko narmi ki towfiq deitey hai uunhein narmi ke zariye nafaa pahuchaatey hai, Aur jin gharwalon ko narmi se mahrum rakhtey hai, uunhein uus ke zariye nuqsaan pahuchaatey hai. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น BAIHAQI-MISHKAT ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ๐Ÿ…พ♦๐Ÿ…พ (MA/501)

๐ŸAllah ke siwa koi maabud nahi๐Ÿ

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦ ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔ ๐ŸAllah ke siwa koi maabud nahi๐Ÿ ๐Ÿ“šHadees: Al-Mugaira Radhi Allahu Anhu ne Muawiya Radi Allahu Anhu ko likha kiRasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam jab har namaz ke baad salam pherte to ye kahte ki Allah ke siwa koi maabud nahi wo Tanha hai uska koi Sharik nahi, mulk uske liye hai, aur usi ke liye tamam tareefein hain aur wo har cheej par kudrat rakhne wala hai. Eh Allah jo kuch tu dena chahe use koi rokne wala nahi, aur jo kuch tu rokna chahe use koi dene wala nahi aur tere samne daulat walon ki daulat kuch kaam nahi aa sakti. - ๐Ÿ“” Urdu Ref: (Sahih Bukhari, Vol 8, 6615) - ๐Ÿ“” Eng Ref: (Sahih Bukhari, Vol 8, Book 77, # 612) ●════════════════════●                                  ❁ ❁ ❁

NASIHAT E RASUL

๐Ÿ”ถ      ﷽    ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0240)   ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 10-J.Aakhar-1437 20 - March - 2016 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒป  NASIHAT ๐ŸŒป ๐ŸŒ…       E         ๐ŸŒ… ๐Ÿ’   RASUL    ๐Ÿ’ (Sallallahu alaihi w sallam) ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Jiska koee bachcha paida ho toa uuska achchha naam rakhey, Aur uus ki achchhi tarbiyat karey, Phir jab wo baaligh ho jaey toa uus ka nikaah karey, Agar baaligh honey ke baad bhi uus ka nikaah nahi kiya, aur wo gunah me mubtila ho gaya toa uus ka gunah uus ke baap par hoga. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น BAIHAQI -8413 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ๐Ÿ…พ♦๐Ÿ…พ (392)

▔▔▔▔ ๐ŸPaigham logon tak pahuchao๐Ÿ

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦ ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔ ๐ŸPaigham logon tak pahuchao๐Ÿ ๐Ÿ“šHadees: Abdullah bin Amr Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya mera paigham logon tak pahuchao chahe ek hi aayat ho, aur jisney mujh par jaan bujh kar (intentionally) jhoot bola usey jahannam mein apney thikaney ke liye tayyar rahna chahiye. - ๐Ÿ“” Urdu Ref: Sahih Bukhari, Vol 4, 3461 - ๐Ÿ“” Eng Ref: Sahih Bukhari, Vol 4, Book 56, No 667 ●════════════════════● ๐Ÿ“Note: kal kisi ko refnc ki vajh se prblm hue thi.. Urdu book or english book me refnce alag hota h.. aage se kisi ko prblm na ho Isliye inshaAllah ab se dono refrnce bejhe jayege.. ●════════════════════●                          ❁ ❁ ❁

DUNIYA KI HIRS

๐Ÿ”ถ      ﷽    ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0239)   ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 09-J.Aakhar-1437 19 - March - 2016 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ”ด  DUNIYA   ๐Ÿ”ด ๐Ÿ’ข       KI        ๐Ÿ’ข ♨    HIRS      ♨ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Agar insaan ko soney (gold) se bhara huwa eik jangal mil jaey toa wo dusrey ki khwahish karega Aur agar dusra jangal mil jaey toa tisrey ki khwahish karega insaan ka peit toa sirf qabar ki mitti hi bhar sakti he (yani qabar ki mitti me ja kar hi wo apni iss maal badhaney ki khwahish se ruk sakta he) Albatta Allah T'aala uus bandey par maherbani farmatey hai jo apney dil ka rukh duniya ki doulat ke bajaey Allah T'aala ki taraf karley uusey Allah T'aala duniya me dil ka itminaan naseeb farmatey hai aur maal ke badhaney ki hirs se uus ki hifaazat farmatey hai. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น BUKHARI -6438 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ๐Ÿ…พ♦๐Ÿ…พ (MA/421)

๐ŸQibla ki taraf thukne ka Azab๐Ÿ

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦ ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔  ๐ŸQibla ki taraf thukne ka Azab๐Ÿ ๐Ÿ“šHadees:Hudhayfah ibn al-Yaman Radhi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya jo shakhs Qiblah ki taraf thukey wo qayamat ke din is haal mein aayega ki uska thuk uski dono aankho ke darmiyan hoga. - ๐Ÿ“” (Sunan Abu Dawud, Vol 3, 423-Sahih) •─━━━━━══════━━━━━─•                          ❁ ❁ ❁

GUNNAH SE BACHO

๐Ÿ”ถ      ﷽    ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0238)   ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 08-J.Aakhar-1437 18 - March - 2016 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ♨  GUNAH    ♨ ๐Ÿ’ข       SE       ๐Ÿ’ข ☀  BACHO    ☀ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: 3 gunah aisey hai jo sab se pehley wujud me aaey, lihaza insey bacho. 1-Takbbur se bacho, isliye ke takbbur ne hi shaitan ko Hazrat Aadam (A.S.) ka sajdah karney se roka tha. 2-Hirs (laalach) se apney aap ko bachao, isliye ke hirs ne hi Hazrat Aadam (A.S.) ko darakht (ke phal) khaaney par ubhara tha. 3-Hasad se bacho, isliye ke Aadam (A.S.) ke eik beitey ne dusrey beitey ko hasad me qatl kar  diya tha. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น IBNEY ASAKIR jild -40 safah -4  DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH  (462)

๐ŸJab koi shaksh Zina karta hai๐Ÿ

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦ ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔  ๐ŸJab koi shaksh Zina karta hai๐Ÿ ๐Ÿ“šHadees: Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya jab koi shaksh Zina karta hai to wo Zina kartey waqt momeen nahi rahta, isi tarah jab koi sharab peeta hai to wo sharab peetey waqt momeen nahi rahta aur isi tarah jab koi chori karta hai to chori kartey waqt wo momeen nahi rahta. - ๐Ÿ“” (Sahih Bukhari, Vol 6, 5578) •─━━━━━══════━━━━━─•                          ❁ ❁ ❁

HADIYA DENA

๐Ÿ”ถ      ﷽    ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0237)   ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 07-J.Aakhar-1437 17 - March - 2016 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’   HADIYA  ๐Ÿ’ ๐Ÿ„     DENA    ๐Ÿ„ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Jo aadmi apney musalman bhai se kisi aisee chiz ke saath mulaqat karey jis se wo khush hota ho Toa Allah T'aala uus ko Qayamat ke din khush kar dengey. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น TABRANI-1175 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ ๐ŸŒทFAIDAH:๐ŸŒท Hadees se maalum huwa ke kisi deeni bhai ke yahaan jatey waqt uus ki pasand ke mutabiq koee chiz peish karna chahiye iss se Allah T'aala ki raza aur khushnudi haasil hoti he. ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ๐Ÿ…พ♦๐Ÿ…พ (264)

๐ŸAgar kisi ko kasam khani ho to Allah ki hi kasam khaye warna khamosh rahey๐Ÿ

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦ ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔  ๐ŸAgar kisi ko kasam khani ho to Allah ki hi kasam khaye warna khamosh rahey๐Ÿ ๐Ÿ“šHadees: Hazrat Abdullah bin umar Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya ki agar kisi ko kasam khani ho to Allah ki hi kasam khaye warna khamosh rahey. - ๐Ÿ“” (Sahih Bukhari, Vol 4, 2679) ๐Ÿ“šHadees: Ibn 'Umar Radi Allahu Anhuma se rivayat hai ki wo Umar bin khattab Radi Allahu Anhu ke pass gaye tab wo kuch logon ke saath they aur us waqt Hazrat Umar Radi Allahu Anhu apney walid ki kasam kha rahey they is par Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne unhey pukar kar farmaya aagaah ho jao ki Yakeenan Allah subhanahu tumhey mana karta hai ki tum apney walid ki kasam khao, agar kisi ko kasam hi khani hai to wo Allah ki kasam khaye warna chup rahey. - ๐Ÿ“” (Sahih Bukhari, Vol 7, 6108) •─━━━━━══════━━━━━─•                          ❁ ❁ ❁

DIL KA GHINA

๐Ÿ”ถ      ﷽    ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0236)   ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 06-J.Aakhar-1437 16 - March - 2016 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ       DIL              KA        ๐Ÿ„   GHINA    ๐Ÿ„ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Eik shakhs ne Rasulullah sallallahu alaihi w sallam se arz kiya: Aey Allah ke Rasul (Sallallahu alaihi w sallam) ! Mujhey koee aisa amal bata dijiye jisko mai karun taaki Allah aur log mujh se muhabbat karney lagey. Toa Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Duniya se munh moud lo toa Allah tum se muhabbat karney lagega, aur jo logon ke paas he (yani maal w doulat) uus se berukhi ikhtiyar karlo toa log tum se muhabbat karney lagengey. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น IBNEY MAAJAH -4102  DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH 

ZIYADAH AMAL KI TAMNNA

๐Ÿ”ถ      ﷽    ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0235)   ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 05-J.Aakhar-1437 15 - March - 2016 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’ข ZIYADAH  ๐Ÿ’ข ๐ŸŒท    AMAL     ๐ŸŒท ♦      KI         ♦ ๐ŸŒป  TAMNNA ๐ŸŒป ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Agar koee bandah peidaish ke din se mout aaney tak Allah ki ita'at me chehrey ke bal gira pada rahey toa wo bhi Qayamat ke din apney saarey amal ko haqeer samjhega aur ye tamnna karega ke uus ko duniya ki taraf waapas kar diya jaey taaki aur ziyadah neik amal karley. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น MUSNAD E AHMAD -17198 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ๐Ÿ…พ♦๐Ÿ…พ (268)

๐ŸJo shaksh koi buri bat dekhey๐Ÿ

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦ ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔  ๐ŸJo shaksh koi buri bat dekhey๐Ÿ ๐Ÿ“šHadees: Abu Saeed Khudri Radi Allahu Anhu se rivayat haiki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Tum Mein se jo shaksh koi buri baat dekhey aur usko apney haath se rok de to wo shaksh (zimmey se) bari ho gaya, agar usmein itni taqat na ho aur wo zuban se rokey to wo bari ho gaya, aur agar itni bhi taqat na ho to wo Dil se bura samjhey to wo bari ho gaya, ye imaan ka sabse kam darja hai. - ๐Ÿ“” (Sunan Nasaii, Vol 3, 1310 Sahih) •─━━━━━══════━━━━━─•                          ❁ ❁ ❁

PADOSI KA HAQ

๐Ÿ”ถ      ﷽     ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0234)   ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 04-J.Aakhar-1437 14- March - 2016 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’   PADOSI  ๐Ÿ’ ๐ŸŒท      KA       ๐ŸŒท ๐Ÿ„     HAQ     ๐Ÿ„ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Jo Allah aur aakhirat ke din par imaan rakhta ho uusey apney padosi ka ikraam karna chaahiye. Sahaaba (Rd.) ne arz kiya : Ya Rasulullah ! padosi ka padosi par kya haq he ? Aap Sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya : Agar wo tum se kuchh maangey toa uus ko dey diya karo. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น ATTARGIB W ATTARHEEB -3657 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ๐Ÿ…พ♦๐Ÿ…พ (280)

๐ŸJannat ya Dozakh ka thikana๐Ÿ

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦ ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔  ๐ŸJannat ya Dozakh ka thikana๐Ÿ ๐Ÿ“šHadees: Hazrat Ali Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Nabee Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya tum mein se koi shaksh aisa nahi hai jiska jannat ya Dozakh ka thikana tay nahi ho chuka ho, Sahaba ne arz kiya ki phir kyun na hum usi par bharosa kar le, RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Amal kartey raho kyunki har shaksh jis thikaney ke liye paida kiya gaya hai usko waisee hi taufiq di jayegi. - ๐Ÿ“” (Sahih Bukhari, Vol7, 6217) •─━━━━━══════━━━━━─•                          ❁ ❁ ❁

ISLAM KI KHUBI

๐Ÿ”ถ      ﷽    ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0233)   ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 03-J.Aakhar-1437 13- March - 2016 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’    ISLAM    ๐Ÿ’ ๐ŸŒ…       KI        ๐ŸŒ… ๐ŸŒป    KHUBI   ๐ŸŒป ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Aadmi ke islam ki khubi aur kamaal ye he ke wo fuzul kaamo aur baaton ko chhod dey. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น TIRMZI- 2317 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ KHULASAH: Hadees shareef ka matlab ye he ke be'zarurat baatein na karna aur fuzul mashgalon (kaamo) se bachna kamaal e imaan ki nishaani he, Aur aadmi ke islam ki ronaq w zeenat he. ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ๐Ÿ…พ♦๐Ÿ…พ (785)

๐ŸJab Allah subhanahu kisi bandey se Muhabbat karta hai to๐Ÿ

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦ ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔  ๐ŸJab Allah subhanahu kisi bandey se Muhabbat karta hai to๐Ÿ ๐Ÿ“šHadees: Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya jab Allah subhanahu kisi bandey se Muhabbat karta hai to Jibril Alaihi salam ko aawaz deta hai aur kahta hai ki Allah falah bandey se Muhabbbat karta hai tum bhi us sey Muhabbat karo, Jibril Alaihi salam bhi us sey Muhabbat karney lagtey hain phir wo tamam aasman walon ko aawaz dete hain ki Allah subhanahu falah bandey se Muhabbat karta hai tum bhi us sey Muhabbat karo phir tamam aasman waley us sey Muhabbat karney lagtey hain uskey baad wo zameen mein bhi Maqbul aur Mehboob ban jata hai. - ๐Ÿ“” (Sahih Bukhari, Vol 7, 6040) •─━━━━━══════━━━━━─•                          ❁ ❁ ❁

๐ŸAllah ki raah me kharch karna๐Ÿ

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦ ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔  ๐ŸAllah ki raah me kharch karna๐Ÿ ๐Ÿ“šHadees: Abu Hurairah Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya koi din aisa nahi jata ki jab bande subah ko uthte hain to do farishte aasman se na utarte ho, (yani har roz do farishte subah ko aasman se utarte hain) unmein se ek farishta ye kahta hai ki Eh ALLAH (teri raah mein) kharch karne wale ko iska badla de aur dusra kahta hai ki eh ALLAH bakhil (kanjus) ko tabah kar de. - ๐Ÿ“” (Sahih Bukhari, Vol2, 1442) •─━━━━━══════━━━━━─• •─━━━━━══════━━━━━─•                          ❁ ❁ ❁

เคœुเคฎเค† เค•े เคฆिเคจ เค…เคธเคฐ เค•ी เคจเคฎाเฅ› เคฌाเคฆ เค•िเคธी เคธे เคฌाเคค เค•เคฐเคจे เค”เคฐ เค…เคชเคจी เคœเค—เคน เคธे เค‰เค เคจे เคธे เคชेเคนเคฒे 80 เคฌाเคฐ เคฏเคน เคฆुเคฐुเคฆ เคชเฅे,

Image
๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ เคœुเคฎเค† เค•े เคฆिเคจ เค…เคธเคฐ เค•ी เคจเคฎाเฅ› เคฌाเคฆ เค•िเคธी เคธे เคฌाเคค เค•เคฐเคจे เค”เคฐ เค…เคชเคจी เคœเค—เคน เคธे เค‰เค เคจे เคธे เคชेเคนเคฒे 80 เคฌाเคฐ เคฏเคน เคฆुเคฐुเคฆ เคชเฅे, ๐Ÿ„ เฅžเฅ›ीเคฒเคค ๐Ÿ„ ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น 80 เคธाเคฒ เค•े เค—ुเคจाเคน เคฎुเค†เฅž เคนोंเค—ें เค”เคฐ 80 เคธाเคฒ เค•ी เค‡เคฌाเคฆเคค เค•ा เคธเคตाเคฌ เคฎिเคฒेเค—ा. (เคคเคฌเคฐाเคจी) ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ ๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡

NEKI KA HUKM

๐Ÿ”ถ      ﷽     ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0231)   ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 01-J.Aakhar-1437 11- March - 2016 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒป     NEKI     ๐ŸŒป ๐Ÿ’ข      KA       ๐Ÿ’ข ๐Ÿ„   HUKM     ๐Ÿ„ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Qasam he uus paak zaat ki jiskey qabzey me meri jaan he, Tum par zaruri aur laazim he ke bhalaaiyon ka hukm karo aur buraeeyon se roko ! warna qareeb he ke Allah T'aala gunahgaaron ke sath tum sab par apna azaab bhej de, uus waqt tum Allah T'aala se duaa maangogey toa qubul na hogi. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น TIRMIZI -2169 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ KHULASA: Nekiyon ka hukm karna aur buraaiyon se rokna ummat ke har fard par apni heisiyat aur taaqat ke mutaabiq laazim aur zaruri he.  DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH  (177)

๐ŸUskey maa baap ko Qayamat ke din ek taj pahnaya jayega๐Ÿ

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦ ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔  ๐ŸUskey maa baap ko Qayamat ke din ek taj pahnaya jayega๐Ÿ ๐Ÿ“šHadees: Mu'adh al-Juhani Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam  ne farmaya jis shaksh ne Quran parha aur uski taalim par amal kiya to uskey maa baap ko Qayamat ke din ek aisa taj pahnaya jayega jiski roshni suraj ki roshni se barh kar hogi aur us shakh ke martabey ka kya thikana hoga jisney khud us par amal kiya hoga. - ๐Ÿ“” (Sunan Abu Dawud, vol1, 1440) •─━━━━━══════━━━━━─•                          ❁ ❁ ❁

๐ŸQuran parh kar bhulne wale๐Ÿ

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦ ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔  ๐ŸQuran parh kar bhulne wale๐Ÿ ๐Ÿ“šHadees: Sa'd ibn Abu Waqqas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki jo Quran ko achchi tarah se nahi parhta wo hum mein se nahi. - ๐Ÿ“” (Sunan Abu Dawud, book 8 ,1456) ๐Ÿ“šHadees: Sa'd ibn Ubadah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo shaksh Quran parh kar bhula de wo Qayamat ke din Allah subhanahu se khali haath hokar milega. - ๐Ÿ“” (Sunan Abu Dawud, vol 1, 1461) •─━━━━━══════━━━━━─•                          ❁ ❁ ❁

NEIK AULAAD

๐Ÿ”ถ      ﷽     ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0229)   ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 28-J.Awwal-1437 09- March - 2016 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒป    NEIK      ๐ŸŒป ๐Ÿ„  AULAAD  ๐Ÿ„ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Jannat me aadmi ke darjaat buland kiye jaengey toa wo kahega: Mujhey ye martaba kaisey mil gaya ? Phir uusey bataya jaega ke (ye maqaam) tum ko tumhari aulaad ke istighfaar karney ki wajah se mila he. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น IBNEY MAAJAH -3660 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ๐Ÿ…พ♦๐Ÿ…พ (366)

๐ŸJanaze mein chalis(40) Aadmi๐Ÿ

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦ ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔  ๐ŸJanaze mein chalis(40) Aadmi๐Ÿ ๐Ÿ“šHadees: Abdullah bin Abbas Radhi Allahu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jis musalman ke janaze mein chalis (40) aadmi aise ho jinhone Allah subhanahu ke saath kisi ko sharik nahi kiya ho to Allah subhanahu us (Janazae) ke haq mein unki shafa’at qubul karta hai. - ๐Ÿ“” (Sahih Muslim, Vol 2, 2199) •─━━━━━══════━━━━━─•                          ❁ ❁ ❁

ILM W ZIKAR

๐Ÿ”ถ      ﷽     ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0228)   ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 27-J.Awwal-1437 08- March - 2016 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒป     ILM       ๐ŸŒป ๐ŸŒ…      W         ๐ŸŒ… ๐Ÿ’   ZIKAR     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Hazrat Muaawiya (rd.) farmatey hai ke Rasulullah sallallahu alaihi w sallam sahaaba (rd.) ke eik halqey (majlis) me tashreef ley gaey aur uun se daryaaft kiya: Tum yahaan kaisey beithey ho? sahaaba (rd.) ne arz kiya: Ham Allah T'aala ka zikr karney aur iss baat ka shukr adaa karney ke liey beithey hai ke Allah T'aala ne ham ko islam ki hidaayat dekar ham par ehsaan kiya he. Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Allah ki Qasam ! Kya tum sirf isee wajah se beithey ho? Sahaaba (rd.) ne arz kiya: Allah ki Qasam ! Sirf isee liey beithey hai. Nabi e kareem sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Mainey tumhey jhutha samajh kar Qasam nahi li, Balki baat ye he ke Jibraeel (a.s.) merey paas aaey the, aur ye khabar suna gaey ke Allah T'aala tum logon ki wajah se farishton par f

ANMOL MOTI

๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒป   ANMOL   ๐ŸŒป ๐Ÿ”ถ     MOTI    ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Garmi ka mousam he, Ghar ke aangan ya ghar ki chhat ya balcony (เชฌાเชฒ્เช•เชจી-เช…เช—ાเชธી) me eik bartan me paani bhar ke rakh diya jaey, Taaki koee pyasa parinda ya jaanwar aa kar apni pyaas bujha ley, Allah hamaarey iss amal ko hamaari najaat ka zariya banaadey Aameen ๐Ÿ…พ♦๐Ÿ…พ

๐ŸJab teen shaksh saath ho๐Ÿ

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦ ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔  ๐ŸJab teen shaksh saath ho๐Ÿ ๐Ÿ“šHadees: Abdullah Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jab teen shaksh saath ho to teesre shakash ko chor kar Do aapas mein Kaanafusi(chupke se baat) na karey. - ๐Ÿ“” (Sahih Bukhari, Vol7, 6288) •─━━━━━═════━━━━━─•                          ❁ ❁ ❁

DUNIYA AUR AURAT

๐Ÿ”ถ      ﷽     ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0227)   ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 26-J.Awwal-1437 07- March - 2016 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’ข   DUNIYA  ๐Ÿ’ข ♦     AUR      ♦ ๐Ÿ”ต    AURAT   ๐Ÿ”ต ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Suno ! Duniya mithi aur hari-bhari (เชนเชฐી-เชญเชฐી) he, aur Allah T'aala zarur tumhey uus ki khilaafat ataa farmaegey, taaki deikhein ke tum kaisey aamaal kartey ho, pas tum duniya se aur aurton (ke fitney) se bacho. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น MUSLIM -6948 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ๐Ÿ…พ♦๐Ÿ…พ (592)

๐ŸMaut ke waqt mein kalma tayyaba padhne ki ahmiyat๐Ÿ

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦ ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔  ๐ŸMaut ke waqt mein kalma tayyaba padhne ki ahmiyat๐Ÿ ๐Ÿ“šHadees: Muadh bin Jabal Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jis nafs ko bhi is haal mein maut aaye ki wo is baat ki gawahi deta ho ki Allah ke siwa koi mabud nahi aur main (Muhammad Sallallahu Alaihi Wasallam) Allah ka rasool hu aur ye gawahi dil ke yakeen se ho to Allah subhanahu uski maghfirat farma denga. - ๐Ÿ“” (Sunan ibn Majah, Vol 1, 677-Hasan) •─━━━━━══════━━━━━─•                          ❁ ❁ ❁

THODA AMAL

๐Ÿ’     ﷽    ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 25-J.Awwal-1437 06- March - 2016 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ”ถ   THODA   ๐Ÿ”ถ ๐ŸŒ…    AMAL     ๐ŸŒ… ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Tum itna hi amal karo jitni taaqat rakhtey ho, Kyun ke Allah T'aala (sawaab deney se) nahi thakta lekin tum thak jaogey, aur Allah T'aala ke nazdik sab se ziyadah mehbub amal wo he jo hameisha kiya jaey agarchey thoda hi ho. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น MUSLIM -1827  DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH  (486)

๐ŸLogo ko neki ki taraf bulao๐Ÿ

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦ ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔  ๐ŸLogo ko neki ki taraf bulao๐Ÿ ♥Al Quran : Tum mein se ek jamaat aisee honi chahiye jo logo ko neki ki taraf bulaye aur achche kaam karne ka hukm de aur burey kaamo se mana kare, Ye log nijat pane wale hain - ๐Ÿ“– {Surah Aal-E-Imran (3) Verse 104} ๐Ÿ“šHadees: Abu Umamah Al-Bahili Radhi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ke samne do shakhs ka zikr hua jismein se ek aabid (ibadat guzar) tha aur dusra aalim, Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Aalim ki fazeelat Aabid par aisee hai jis tarah meri tum mein se adna(aamal ke lihaz se sabse kam) aadmi par hai , Phir Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya yakeenan ALLAH subhanahu aur uske farishte aur tamam ahl-e-zameen aur aasman aur yahan tak ki cheenti apni surakh mein aur machliyan bhi us shakhs ke liye khair ki dua karte aur rahmat bhejte hain hain jo logo ko bhlayee ki baatein sikhata hai. - ๐Ÿ“” (Jamia Tirmidhi, Vol 2, 581-Hasan) ๐Ÿ“šHadees

QAYAMAT KA DIN

๐Ÿ’     (0225)    ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 24-J.Awwal-1437 05- March - 2016 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ♨ QAYAMAT♨ ๐Ÿ’ข      KA        ๐Ÿ’ข ๐ŸŒ…     DIN      .๐ŸŒ… ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam se 50,000 saal ke baraabar din (yani Qayamat) ke baarey me puchha gaya ke wo kitna lamba hoga? Toa Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: uus zaat ki qasam ! jiskey qabzey me meri jaan he ! wo din mo'amin ke liye itna mukhtsar kar diya jaega, Jitni deir me wo duniya me farz namaaz adaa kiya karta tha, ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น MUSNAD E AHMAD -11320 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ๐Ÿ…พ♦๐Ÿ…พ (280)

๐ŸJo lalach ke saath maal leta hai to uske Maal mein barket nahi hoti๐Ÿ

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦ ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔  ๐ŸJo lalach ke saath maal leta hai to uske Maal mein barket nahi hoti๐Ÿ ๐Ÿ“šHadees: Hakim bin Hizam Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki maine Rasool-Allah Sal-AllahuAlaihi Wasallam se (kuch maal) maanga to Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne ata farmaya, maine phir maanga phir ata farmaya, maine phir se maanga aur Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne phir se ata farmaya aur iske baad farmaya ki ye maal Sabz aur khushgawar nazar aaata hai jo ise neik niyat se le to ismein barkat hoti hai aur jo lalach ke saath leta hai to uske Maal mein barket nahi hoti balki wo us Shaksh ke jaisa ho jata hai jo khata hai lekin uska Pet nahi bharta, aur upar ka haath (dene wala) neeche ke haath (lene waley) se behtar hai. - ๐Ÿ“” (Sahih Bukhari, Vol 7 , 6441) •─━━━━━══════━━━━━─•                          ❁ ❁ ❁

04-03-2016... Tumhaari woh ladki jo (talaaq ya shohar ke mar jaane ke baad)

04-03-2016... Tumhaari woh ladki jo (talaaq ya shohar ke mar jaane ke baad) laut kar tumhaare hi paas aagayi ho aur tumhaare alaawa us ka koi kamaane waala na ho to tumhaara aisi ladki par kharch karna behtareen sadqa hai. (Ibne Maaja : 3667)

RAAH E LILLAH

๐Ÿ’     (0224)    ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 23-J.Awwal-1437 04- March - 2016 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒป     RAAH    ๐ŸŒป ๐ŸŒ…         E       ๐ŸŒ… ๐Ÿ’    LILLAH   ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: jo shakhs Allah T'aala ke raastey me kuchh kharch karta he, wo uus ke naam e aamaal me 700 guna likha jata he. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น TIRMIZI -1625 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ๐Ÿ…พ♦๐Ÿ…พ (MA/741)

๐Ÿkisi Momeen ko Jaan boojh kar Qatl kare ki saza๐Ÿ

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦ ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔  ๐Ÿkisi Momeen ko Jaan boojh kar Qatl kare ki saza๐Ÿ ♥Al Quran: Aur jo koi kisi Momeen ko Jaan boojh kar (intentionaly) Qatl kare uski saza Dozakh hai jismein wo hamesha rahega us par ALLAH ka Ghazab aur uski laanat hai aur ALLAH ne uske liye bada Azab tayyar kiya hai. - ๐Ÿ“– {Surah An Nisa (4), 93}. ๐Ÿ“šHadees: Abdullah bin Umar Radhi Allahu Anhuma se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya mere baad kaafir na ban jana ki tum ek dusre ki garden maarne (yani Qatl karney) lag jao. - ๐Ÿ“” (Sahih Bukhari, Vol 8, 6868) •─━━━━━══════━━━━━─•                          ❁ ❁ ❁

MAALDARI AUR FAQIRI

๐Ÿ’     (0223)    ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 22-J.Awwal-1437 03- March - 2016 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒ…MAALDARI ๐ŸŒ… ๐Ÿ’ข     AUR      ๐Ÿ’ข ๐Ÿ’    FAQIRI   ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Aey Abu Zarr ! Tum maal ki ziyadati ko maaldari samajhey ho ? Hazrat Abu zarr ne arz kiya : Haan ! phir Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Kya tum maal ki kamee ko faqiri samjhtey ho ? Arz kiya : Haan ! phir Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Maaldari aur faqiri dil me hoti he jis shakhs ke dil me gina  (maaldari) ho uus ko duniya se jo kuchh bhi miley nuqsaan nahi dega, aur jis jis shakhs ke dil me faqiri (maal ki laalach) ho, toa uus ko duniya se kitna hi mil jaey, uus ko koee faidah nahi dega, balki uus ka bukhl (kanjusi) uus ko nuqsaan pahochaaega. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น TABRANI -1619 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ๐Ÿ…พ♦๐Ÿ…พ (430)

๐ŸMard jo aurton ka chaal chalan ikhtiyar karey๐Ÿ

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦ ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔  ๐ŸMard jo aurton ka chaal chalan ikhtiyar karey๐Ÿ ๐Ÿ“šHadees: Ibn Abbas Radi Allahu Anhuma se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne un Mardon par laanat bheji jo aurton ka chaal chalan ikhtiyar karey, aur un Aurton par laanat bheji jo Mardon ka chaal chalan ikhtiyar karey. - ๐Ÿ“” (Sahih Bukhari, Vol 7, 5885) •─━━━━━══════━━━━━─•                          ❁ ❁ ❁

ARSH KA SAYA

๐Ÿ’     (0222)    ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 21-J.Awwal-1437 02- March - 2016 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒป    ARSH     ๐ŸŒป ๐ŸŒ…       KA       ๐ŸŒ… ๐Ÿ’     SAYA    ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: jo shakhs qarzdaar ko mohlat dey (yani qarz wasul karney me narmi karey) ya qarz muaaf kardey, toa Allah T'aala uus ko Qayamat ke din apney arsh ke saaye me jagah dengey, jab ke uus ke siwa koee saaya na hoga. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น TIRMIZI -1306 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ๐Ÿ…พ♦๐Ÿ…พ (429)

๐ŸALLAH kisi Takabbaur karne wale, itrane wale ko pasand nahi karta๐Ÿ

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦ ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔  ๐ŸALLAH kisi Takabbaur karne wale, itrane wale ko pasand nahi karta๐Ÿ ♥Al Quran : Logon se apna rukh na pher aur Zameen par itra kar na chal beshak ALLAH kisi Takabbaur karne wale, itrane wale ko pasand nahi karta. - ๐Ÿ“– {Surah Luqman, (31), # 18} ๐Ÿ“šHadees: Hazrat Abdullah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya jannat mein wo shaksh dakhil nahi hoga jiske dil mein Rayee ke dane ke barabar bhi takabbur mojud hai aur jahannam mein wo shaksh bhi dakhil nahi hoga jiske dil mein rayee ke dane ke barabar bhi Imaan hai. - ๐Ÿ“” (Sunan Ibn Majah, Vol 1, 59, Sahih) (Sahih Muslim, Vol 1, 266) •─━━━━━══════━━━━━─•                          ❁ ❁ ❁