Posts

Showing posts from August, 2016

DUNIYA SE MUHABBAT

πŸ”Ά      ﷽    πŸ”Ά πŸ’    (0375)   πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 28-zil Qadah-1437 01-Septembr-2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ πŸ’œ    DUNIYA  πŸ’œ πŸŒ‹        SE        πŸŒ‹ ♨MUHABBAT♨ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam ne irshaad farmaya: Mai tum se pehley jaaney wala hun, Aur mai tum par gawaah hun, Tum se milney ki jagah houz hogi, Aur ab mai yahaan khadey ho kar uusey dekh raha hun, Mujhey iss baat ka andesha nahi ke tum merey baad shirk karogey, Magar iss baat ka darr he ke tum kaheen duniya se raghbat na karney lago. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή MUSNAD E AHMAD 16949 πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦πŸ…Ύ♦ (278)

GUNNAH MUAAF

πŸ”Ά      ﷽    πŸ”Ά πŸ’    (0372)   πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 25-zil Qadah-1437 29 - August-  2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ ♨GUNAH ♨ πŸ’š MUAAF πŸ’š πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Musalman jab apney musalman bhai se milta he uus ka hath pakadta he yani musafah karta he toa dono ke gunah aisey gir jatey hai jaisey tez hawa chalney ke din sukhey darkht se pattey girtey hai aur uun dono ke gunah maaf kar diye jatey hai agarchey uun ke gunah samandar ke jhaag ke baraabar ho. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή TABRANI -8/77 πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦πŸ…Ύ♦ (MA/515)

🚫Gaali galoch se bachna🚫

☆•••••••••••••••✾✽✾•••••••••••••••☆ πŸ€πŸ€πŸ€πŸ€  ﷽  πŸ€πŸ€πŸ€πŸ€   🚫Gaali galoch se bachna🚫     Islaam ne zabaan ki hifaazat   karne aur us ko galat istemaal   se bachaane ka hukm diya hai,     Ek sachche pakke momin ki      shaan yeh hai ke woh narm     mizaaj aur sheereen kalaam      karne waala hota hai, us ki   zabaan se gandi baatein, gaali galoch aur akhlaaq se gire huwe alfaaz nahin nikalte, woh kisi ko     taana nahin deta aur na woh        kisi par laanat karta hai.    Hazrat Abdullah bin Mas'ood     Radi Allahu anhu se riwaayat        hai ke Rasoolullah ο·Ί ne   irshaad farmaaya: Momin taana   dene waala, laanat karne waala,    gandi baatein karne waala aur             behaya nahin hota.                 [Tirmizi:1977]        *✍🏻 Join Islamic Group* *Note :* Apna naam ya number            likhkr aage bejh sakte h.                 *Sbko ijazat hai.* ☆•••••••••••••••✾✽✾•••••••••••••••☆

HAJ ADA KARO

πŸ”Ά      ﷽    πŸ”Ά πŸ’    (0371)   πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 24-zil Qadah-1437 28 - August-  2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ πŸ’     HAJ      πŸ’ πŸ‚     ADA      πŸ‚ 🌻    KARO    🌻 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: jiskey paas sawaari aur tosha ka itna intizaam ho, jis se wo b'aasaani Baitullah shareef pahunch sakta ho phir bhi Haj na karey, toa koee farq nahi padta ke wo yahudi ho kar ya nasraani ho kar mrey. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή TIRMIZI -812  DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦ (464)

JANNATI AURAT

πŸ”Ά      ﷽    πŸ”Ά πŸ’    (0370)   πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 23-zil Qadah-1437 27 - August-  2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ  JANNATI   πŸ‚   AURAT   πŸ‚ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Agar aurat paanch waqt ki namaz padhey aur Ramzan shareef ke rozey rakhey aur apni sharmgaah ki hifazat karey aur apney shohar ki farmabrdari karey (toa Qayamat ke din) uus se kaha jaega: Tum Jannat ke jis darwaazey se chaaho Jannat me daakhil ho jao. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή MUSNAD E AHMAD -1664  DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦ (190)

MAGHFIRAT HI MAGHFIRAT

πŸ”Ά      ﷽    πŸ”Ά πŸ’    (0369)   πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 22-zil Qadah-1437 26 - August-  2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ πŸ‚MAGHFIRATπŸ‚ πŸŒ‹        HI        πŸŒ‹ 🌻MAGHFIRAT🌻 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Jo shakhs kisi pareshaan haal aadmi ki madad karey, Allah T'aala uus ke liye 73 martaba  maghfirat likh deitey hai, jin me eik hissa  maghfirat ka toa  uus ke tamaam kaamon ki islaah ke liye kaafi he aur 72 hissey maghfirat ke Qayamat ke din uus ke liye darjaat ki bulandi ka sabab hongey. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή BAIHAQI -7405  DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦ (104)

Islam me Behtreen cheez ye h ke

Image

BUKHAR PAR MAGFIRAT

πŸ”Ά      ﷽    πŸ”Ά πŸ’    (0365)   πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 18-zil Qadah-1437 22 - August-  2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ πŸ‚   BUKHAR  πŸ‚ πŸŒ‹      PAR      πŸŒ‹ πŸ’ŸMAGHFIRATπŸ’Ÿ πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: jis shakhs ko eik raat bukhar aaey aur wo sabar karey, aur uus bukhar ki wajah se Allah T'aala se raazi rahey, toa wo apney gunahon se iss tarah paak saaf ho jaega, jaisa ke uus din tha jis din uus ki Maa ne uus ko janaa (ΰͺœΰͺ¨ા) tha. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή ATTARGIB-4/299 πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦πŸ…Ύ♦ (MA/503)

GHIBAT KA AZAAB

πŸ”Ά      ﷽    πŸ”Ά πŸ’    (0363)   πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 16-zil Qadah-1437 20 - August-  2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ πŸ”΄   GHIBAT  πŸ”΄ ♦       KA      ♦ ♨    AZAAB  ♨ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Jab mujhey me'araj karaee gaee toa mera guzar kuchh aisey logon par huwa jinkey nakhun surkh taambey jaisey the jinsey wo apney chehrey ko aur apney sino ko noch noch kar zakhmi kar rahey the, Mainey jibra'eel (a.s.) se puchha ke ye koun log hai jo aisey sakht azaab me mubtila hai ? Jibra'eel (a.s.) ne bataya : Ye wo log he jo zindagi me logon ka gosht khaya kartey the, yani ghibat kiya kartey the aur uun ki izzat se kheila kartey the. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή ABU DAWOOD - 4878 πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦πŸ…Ύ♦ (518)

QAYAMAT TAK SAWAAB

πŸ”Ά      ﷽    πŸ”Ά πŸ’    (0362)   πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 15-zil Qadah-1437 19 - August-  2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ πŸ’QAYAMAT πŸ’ πŸŒ‹     TAK      πŸŒ‹ 🌻 SAWAAB  🌻 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Jo shakhs Haj ke iraadey se nikla aur raastey me mar gaya, toa Qayamat tak uus ke nama e aamaal me Haj karney waley ke baraabar sawaab likha jaega. aur jo aadmi umrah ke iraadey se nikla aur raastey me mar gaya, toa Qayamat tak uus ke nama e aamaal me umrah karney waley ke baraabar sawaab likha jaega. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή ABU YA'ALA -6227 πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦πŸ…Ύ♦ (530)

KAAHIN SE DUR RAHO

πŸ”Ά      ﷽    πŸ”Ά πŸ’    (0361)   πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 14-zil Qadah-1437 18 - August-  2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ ♨   KAAHIN  ♨ ⭕       SE       ⭕ πŸ”΄DUR RAHOπŸ”΄ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Jo aadmi kaaheen (ΰͺœ્ΰͺ―ોΰͺ€િΰͺ·) ke paas jaey aur uus ki kahi huee baat ko sachchi samjhey toa wo aadmi shariat e Muhammdiya se hat gaya. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή ABU DAWOOD -3904 πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’ πŸ‚ FAIDAH kisi kaahin (ΰͺœ્ΰͺ―ોΰͺ€િΰͺ·) ke paas ja kar aa'indah ki baatein maalum karna, aur uus par yaqeen karna na'jaiz aur haraam he Musalman ko iss se bachna chahiye.  DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦ (418)

Jisne mjhe khwab me dekha

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~    *✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦* ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ *πŸ•ŒJisne mjhe khwab me dekhaπŸ•Œ* °•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•° *πŸ“šHadees:* Abu Hurairah RaziyAllahu anhu se rivayat hai ki Rasoolullah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya mere naam ke upar apney naam rakho magar meri kuniyat (abul-Qasim) ikhtiyar na karo aur jis shaksh ne mujhe khwab mein dekha to beshaq usney mujhe dekha kyunki shaitan meri surat mein nahi aa sakta.. - πŸ“— (Sahih Bukhari, Vol 1, 110) °•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°           *✰​Join Islamic Group✰ ❥➖➖➖➖➖➖➖➖➖❥                          ❁ ❁ ❁

Jo ye hote hue b haj na kare

°•°•°•°•°•°•°•°•°•  ﷽  •°•°•°•°•°•°•°•° *πŸ•ŒJo ye hote hue b haj na kareπŸ•Œ* °•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•° *πŸ“šHadees:* Hazrat Ali Raziy Allahu Anhu se rivayat hai Rasoole Akram ο·Ί ne farmaaya : Jis shakhs ke paas khaane peene aur sawaari ka itna kharch ho jis se woh baitullah shareef jaasake phir woh haj na kare, to woh yahoodi hokar mare, ya nasraani hokar mare, Allah Ta'ala ko us ki koi parwaah nahin. - πŸ“— (Tirmizi, Vol 2, 812) °•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°           *✰​Join Islamic Group✰* ❥➖➖➖➖➖➖➖➖➖❥                         ❁ ❁ ❁

Hajj karne wala

°•°•°•°•°•°•°•°•°•  ﷽  •°•°•°•°•°•°•°•°            *πŸ•Œ Hajj karne wala πŸ•Œ*            °•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•° *πŸ“šHadees:* Abu Hurairah Raziy Allahu Anhu se rivayat hai ki Huzoore Aqdas ο·Ί ne farmaaya: Jis shakhs ne khaalis Allah Ta'ala ki raza ke waaste haj kiya aur woh is safar mein buraaiyon, nafsaani khwaahishaat aur ladaai jhagdon se door raha to woh gunaahon se is tarah paak-o-saaf hokar lautega jis tarah bachcha maan ke pet se paida hote waqt gunaahon se paak-o-saaf hota hai. - πŸ“— (Sahih Bukhari, Vol 2, 1521) °•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°           *✰​Join Islamic Group✰* ❥➖➖➖➖➖➖➖➖➖❥                         ❁ ❁ ❁

Hajj kitni bar kare

°•°•°•°•°•°•°•°•°•  ﷽  •°•°•°•°•°•°•°•°        *πŸ•Œ Hajj kitni bar kare πŸ•Œ*        °•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•° *πŸ“šHadees:* Hazrat Ibn Abbas Raziy Allahu Anhuma se rivayat hai ki Al-Aqra bin Habis Raziy Allahu Anhu ne Rasoolullah Sallallahu Alaihi Wasallam se pucha ki hajj har saal (karna chahiye) ya ek baar to Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya sirf Ek baar magar jisko baar baar ki istataat ho to wo Nafli hajj karey.. - πŸ“— (Ibney Majah, 1043, 2886) °•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°           *✰​Join Islamic Group✰* ❥➖➖➖➖➖➖➖➖➖❥                         ❁ ❁ ❁

Hajj or Umrah Talbiyah

°•°•°•°•°•°•°•°•°•  ﷽  •°•°•°•°•°•°•°•°     *πŸ•Œ Hajj or Umrah Talbiyah πŸ•Œ*      °•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•° *πŸ“šHadees:* Hazrat Abdullah bin umar Raziy allahu anhuma se rivayat hai ki Rasoolullah Sallallahu alaihi wasallam ka labbek pukarna (talbiya parna) ye tha Ω„َΨ¨َّيْΩƒَ Ψ§Ω„Ω„َّΩ‡ُΩ…َّ Ω„َΨ¨َّيْΩƒَ، Ω„َΨ¨َّيْΩƒَ Ω„Ψ§َ Ψ΄َΨ±ِΩŠΩƒَ Ω„َΩƒَ Ω„َΨ¨َّيْΩƒَ، Ψ₯ِΩ†َّ Ψ§Ω„ْΨ­َΩ…ْΨ―َ وَΨ§Ω„Ω†ِّΨΉْΩ…َΨ©َ Ω„َΩƒَ وَΨ§Ω„ْΩ…ُΩ„ْΩƒَ، Ω„Ψ§َ Ψ΄َΨ±ِΩŠΩƒَ Ω„َΩƒَ‏ (LaBbaika Allahumma LaBbaik, Labbaika la sharika Laka Labbaik, Inna-l-hamda wan-ni'mata Laka walmu Lk, La sharika Laka') *πŸ“ƒ Tarjama:* Hazir hu main teri khidmat mein, Ya Allah hazir hu main teri khidmat mein, Hazir hu mein koi sharik nahi tera beshaq sab taarif aur naimat tere liye hi hai aur mulk tera hi hai Aur tera koi sharik nahi.. - πŸ“— (Sahih Bukhari, Vol 2, 1549) °•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°           *✰​Join Islamic Group✰* ❥➖➖➖➖➖➖➖➖➖❥                         ❁ ❁ ❁

SHAB E JUM'AA

πŸ”Ά      ﷽    πŸ”Ά πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ πŸŒ‹    SHAB     πŸŒ‹ πŸ‚        E        πŸ‚ πŸ’œ  JUM'AA   πŸ’œ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: jo shaks jum'aa ki raat SURA E DUKHAN (para no-25) padhega uski bakhshish kardi jaeygi, dusri riwayat me hai, subah tak 70 hazar farishtey uskey liye istighfaar kartey hai. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή Attarghib wat tarheeb 1/345 πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦🌷♦

Mahram ke sath Safar

°•°•°•°•°•°•°•°•°•  ﷽  •°•°•°•°•°•°•°•°     *πŸ•Œ Mahram ke sath Safar πŸ•Œ*      °•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•° *πŸ“šHadees:* Hazrat Ibn Abbas RaziyAllahu Anhu se rivayat hai ki unhoney nabee ο·Ί se suna ki koi Mard kisi (gair mahram) aurat ke saath tanhaii mein na baithey aur koi aurat us waqt tak safar na karey jab tak uskey saath uska mahram na ho itney mein ek sahabi khadey huye aur farmaya Ya Rasoolullah ο·Ί mainey falah jihad mein apna naam likhwa diya hai aur meri Biwi hajj ke liye ja rahi hai to Aap ο·Ί ne farmaya tu bhi uskey saath hajj ke liye ja.. - πŸ“— (Sahih Bukhari, Vol 4, 3006) °•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°           *✰​Join Islamic Group✰* ❥➖➖➖➖➖➖➖➖➖❥                          ❁ ❁ ❁

Maidan Arafat

°•°•°•°•°•°•°•°•°•  ﷽  •°•°•°•°•°•°•°•°            *πŸ•Œ Maidan Arafat πŸ•Œ*            °•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•° *πŸ“šHadees:* Ibn Abbas RaziyAllahu anhuma se rivayat hai ki ek shaksh maidan Arafat mein tha ki apni sawari se gir parha aur mar gaya (ya sawari ne unhey kuchal diya) Nabee Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya pani aur beri ke patton se usey ghusal do aur Do kapdo mein unhey kafan do aur farmaya ki inhey khushbu na lagao aur na inka sir chupao kyunki ye Qayamat ke din Labbaik kahta hua utheyga. - πŸ“— (Sahih Bukhari, Vol 2, 1265) °•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°           *✰​Join Islamic Group✰* ❥➖➖➖➖➖➖➖➖➖❥                          ❁ ❁ ❁

Hajar-e-Aswad

°•°•°•°•°•°•°•°•°•  ﷽  •°•°•°•°•°•°•°•°           *πŸ•Œ Hajar-e-Aswad πŸ•Œ* °•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•° *πŸ“šHadees:* Abis bin Rabia Raziy Allahu Anhu se rivayat hai ki Hazrat Umar Raziy Allahu Anhu Hajar-e-Aswad ke pass aaye aur usey Bosa diya aur farmaya ki main khub janta hu tu ek paththar hai, na kisi ko Nuksaan pahuncha sakta hai na nafaa, Agar Rasoollullah ο·Ί ko tujhe Bosa detey huye (chumtey huye) na dekhta to main tujhe kabhi Bosa na deta.. - πŸ“— (Sahih Bukhari, Vol2, 1597) °•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°   *❖ Plz Forward to others also ❖*           *✰​Join Islamic Group✰ ❥➖➖➖➖➖➖➖➖➖❥                          ❁ ❁ ❁

HIDAYAT KE CHIRAGH

πŸ”Ά      ﷽    πŸ”Ά πŸ’    (0351)   πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 04-zil Qadah-1437 08 - August-  2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ πŸ’œ  HIDAYAT  πŸ’œ πŸŒ‹      KE        πŸŒ‹ πŸ’ CHIRAGH  πŸ’ 🌻(Sahaba rd.)🌻 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam ne irshaad farmaya: Mere sahaba (rd.) ke baarey me Allah se dartey rehna, Mere baad uun ko nishana mat banana, Jo uun se muhabbat karega, Wo mujh se muhabbat ki beena par uun se muhabbat karega, Aur jo uun se bughz rakhega, Wo mujh se bughz ki beena uun se bughz rakhega, Aur jis ne uun ko takleef di uus ne mujhey takleef di, Aur jis ne mujh ko takleef di, Goya uus ne Allah ko takleef pahuchaai, Aur jis ne Allah ko takleef pahuchaai, Qareeb he ke Allah T'aala uus ko azaab me pakad ley. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή TIRMIZI -3862 πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦πŸ…Ύ♦ (402)

Masjid Al-haram me Namaz

°•°•°•°•°•°•°•°•°•  ﷽  •°•°•°•°•°•°•°•° *πŸ•ŒMasjid Al-haram me Namaz πŸ•Œ* °•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•° *πŸ“šHadees:* Jaber Raziy Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya meri masjid mein ek namaz masjid-Al-haram ke siwa baqi masajido ki hazar namazo se afzal hai aur Masjid Al-haram mein ek namaz dusri masajido ki ek lakh namazo se afzal hai. - πŸ“— (Ibney Majah, Vol 1, 1406) °•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°   *❖ Plz Forward to others also ❖*           *✰​Join Islamic Group✰* ❥➖➖➖➖➖➖➖➖➖❥                          ❁ ❁ ❁

NAMAZ SE MUNH MODNA

πŸ”Ά      ﷽    πŸ”Ά πŸ’    (0350)   πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 03-zil Qadah-1437 07 - August-  2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ πŸ’œ   NAMAZ  πŸ’œ πŸŒ‹      SE       πŸŒ‹ ☀   MUNH    ☀ ♨  MODNA   ♨ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Mearaj ki raat Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam ka guzar aisey logon par huwa, Jin ke saron (ΰ€Έΰ€°ों) ko kuchla ja raha tha, Jab sar kuchal diya jata toa dubarah phir apni haalat par lout aata, Phir kuchal diya jata, iss azaab me zarrah baraabar kamee na hoti thi. Huzur Sallallahu alaihi wa sallam ne Hazrat Jibraeel (a.s.) se puchha: Ye koun log he ? Hazrat Jibraeel ne jawaab me farmaya: Ye wo log he Jin ke chehrey Namaz ke waqt bhaari ho jatey the. (Yani Namaz se munh churaatey the). πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή ATTARGHIB WAT TARHIB -795 πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦πŸ…Ύ♦ (692)

Hajj Aur Umrah

-----------------------------------------------------   * ✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦ * -----------------------------------------------------          * πŸ•Œ Hajj Aur Umrah πŸ•Œ * °•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•° * πŸ“šHadees: * Abu Hurairah Raziyallahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya HAJJ mabrur ka jannat ke siwa koi sila nahi hai aur ek umrah dusrey umrah tak hone wale gunaho ka kaffara hai. - πŸ“— (Sunan Nasaii, 533, 2623) °•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°   * ❖ Plz Forward to others also ❖ *           * ✰​Join Islamic Group✰ * ❥➖➖➖➖➖➖➖➖➖❥                          ❁ ❁ ❁

GUNAH KA VABAAL

πŸ”Ά      ﷽    πŸ”Ά πŸ’    (0348)   πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 02-zil Qadah-1437 06 - August-  2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ ♨   GUNAH   ♨ πŸ”΄      KA        πŸ”΄ ☀   VABAAL  ☀ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Jab ru'ey zameen par koee gunah ka kaam kiya jaey aur wahan moujud log uusey napasand kartey ho toa wo log uus aadmi ke hukm me hai jo wahan par  moujud nahi, Aur jo log wahan par moujud nahi lekin wo iss gunah par khush hotey hai toa wo log uus aadmi ke maanind he jo wahan par moujud he. (yani  uun ko gunah hoga). πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή ABU DAWOOD -4345 πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦πŸ…Ύ♦ (410)

Marhum walid ki taraf se hajjπŸ•Œ

-----------------------------------------------------   *✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦* ----------------------------------------------------- *πŸ•ŒMarhum walid ki taraf se hajjπŸ•Œ* °•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•° *πŸ“šHadees:* Ibn Abbbas Raziy Allahu Anhu se rivayat hai ki ek aurat ne Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam se apni walid ke bare mein pucha jiska inteqal bagair hajj kiye ho gaya to Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya tum unki taraf se hajj karo. - πŸ“— (Sunan Nasai, 545, 2635) °•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°   *❖ Plz Forward to others also ❖*           *✰​Join Islamic Group✰* ❥➖➖➖➖➖➖➖➖➖❥                          ❁ ❁ ❁

ROSHNI KE MINAR

πŸ”Ά      ﷽    πŸ”Ά πŸ’    (0348)   πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 01-zil Qadah-1437 05 - August-  2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ πŸ’œ  ROSHNI   πŸ’œ πŸŒ‹      KE        πŸŒ‹ πŸ’   MINAR    πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Hazrat umar (rd.) ne apney dowr e khilafat me Hazrat usama bin zaid (rd.) ka wazifa (tankhwah) 3500 aur apney betey Abdullah bin Umar (rd.) ka wazifa 3000 muqarrar kiya. Hazrat Abdullah bin umar (rd.) ne arz kiya; Abbajaan ! Aap ne usama ko tarjeeh (priority,afzaliyat) kyun di ? Wo kisi jang me mujh se aagey nahi rahey, Hazrat umar (rd.) ne jawaab diya ke usama (rd.) tumhari nisbat Nabi Sallallahu alaihi wa sallam ko ziyadah mehbub the Aur usama ka baap tumharey baap ki nisbat Nabi Sallallahu alaihi wa sallam ko ziyadah pyare the. Pas Nabi Sallallahu alaihi wa sallam ke Mehbub ko apney Mehbub par tarjeeh di. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή πŸ‚TIRMIZIπŸ‚ Kitabul Manaqib bin Harisa πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦πŸ…Ύ♦ (ATW/49)

Sabse Afzal Aaamal

-----------------------------------------------------   *✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦* -----------------------------------------------------      *πŸ•Œ Sabse Afzal Aaamal πŸ•Œ* °•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•° *πŸ“šHadees:* Abu Hurairah Raziy Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi wasallam se pucha gaya ki kaunsa amal sabse afzal hai farmaya Allah aur uskey Rasool par Imaan lana, kaha gaya uskey baad kaunsa ? Aap ο·Ί ne farmaya Allah ki raah mein Jihad karna kaha gaya phir kya hai ? Aap ο·Ί ne farmaya Hajj Mabroor. - πŸ“— (Sahih Bukhari, 1519) °•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°   *❖ Plz Forward to others also ❖*           *✰​Join Islamic Group✰* ❥➖➖➖➖➖➖➖➖➖❥                          ❁ ❁ ❁

MUSALMAN KA HAQ

πŸ”Ά      ﷽    πŸ”Ά πŸ’    (0347)   πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 29-shavval- 1437 04 -August- 2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ πŸ’œMUSALMANπŸ’œ πŸŒ‹        KA       πŸŒ‹ πŸ’     HAQ       πŸ’ ♨  MAARNA  ♨ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam ne irshaad farmaya: (Jhuti) qasam ke zariye musalman ka haq chhin leney waley par Allah T'aala ne Dozakh waajib kardi he, Aur Jannat haraam kardi he. Eik shakhs ne arz kiya: Ya Rasulallah ! Agar mamuli chiz ho ? Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam ne irshaad farmaya: Agarchey pilu ki eik lakdi hi kyun na ho. (Pilu ki lakdi ka miswak kartey hai). πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή MUSLIM-353 πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦πŸ…Ύ♦ (584)

Imaan mukammal kar liya

-----------------------------------------------------   *✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦* ----------------------------------------------------- *πŸ•Œ Imaan mukammal kar liya πŸ•Œ* °•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•° *πŸ“šHadees:* Abu Umama Raziy Allahu Anhu se rivayat hai ki RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jisney Allah ki khatir Muhabbat ki, Allah ki khatir nafrat ki, aur Allah ki khatir (maal) diya aur Allah ki khatir roka to beshak usne apna imaan mukammal kar liya. - πŸ“— (Abu Dawud, 4681, 4664) °•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°   *❖ Plz Forward to others also ❖*           *✰​Join Islamic Group✰* ❥➖➖➖➖➖➖➖➖➖❥                          ❁ ❁ ❁

Haya bhi imaan ka hissa h

-----------------------------------------------------   *✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦* ----------------------------------------------------- *πŸ•Œ Haya bhi imaan ka hissa h πŸ•Œ* °•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•° *πŸ“šHadees:* Salim RaziyAllahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne ek shaksh ko suna wo apney bhai ko Haya ki naseehat kar raha tha to Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya haya bhi imaan ka hissa hai. - πŸ“— (Ibney Majah, Vol 1, 58) °•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°   *❖ Plz Forward to others also ❖*           *✰​Join Islamic Group✰* ❥➖➖➖➖➖➖➖➖➖❥                          ❁ ❁ ❁

Sari raat ibadat mein

-----------------------------------------------------   *✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦* -----------------------------------------------------      *πŸ•Œ Sari raat ibadat mein πŸ•Œ* °•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•° *πŸ“šHadees:* Usman bin Affan RaziyAllahu Anhu se rivayat hai ki RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo shaksh Isha ki Namaz Jamaat se ada karega, wo aisa hai jaisey ki aadhi raat tak ibadat ki, aur jo shaksh Isha aur fajar ki Namaz Jamaat se ada karega to wo aisa hai jaise ki usney Sari raat ibadat mein Guzari. - πŸ“— (Tirmizi, Vol 1, Hadees 221) °•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°   *❖ Plz Forward to others also ❖*           *✰​Join Islamic Group✰*              ❥➖➖➖➖➖➖➖➖➖❥                          ❁ ❁ ❁