Posts

Showing posts from November, 2016

NAFAL ROZEY KA SAWAAB

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0465)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 29  -  Safar  -  1438 30-November-2016 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’œ  NAFAL  ๐Ÿ’œ ๐ŸŒ‹ ROZEY  ๐ŸŒ‹ ๐Ÿ‚     KA     ๐Ÿ‚ ๐ŸŒปSAWAAB ๐ŸŒป ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam ne irshaad farmaya: Agar koee shakhs Allah ke vaastey eik din ka naflee rozah rakhey aur uus ke badley me uus ko saari zameen bhar kar sona (rozana) diya jaey Toa Qayamat ke din tak bhi uus rozey ke sawaab ka badla adaa nahi ho sakta. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น KNZUL OMMAL -24151 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦๐ŸŒท♦ (666)

30-11-2016.

Achchha sawaal aadha ilm hai. (Shoabul Imaan : 6568)

Raat ko wuzu krke Allah ka zikr

๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄   *Raat ko wuzu krke Allah ka zikr* ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁ *๐Ÿ“š Hadees :* Hazrat Muadh ibn Jabal RaziyAllahu anhu se rivayat hai ki Rasoolullah ๏ทบ ne farmaya jo musalman bhi raat ko wuzu karke Allah ka zikr karte huye sota hai aur jab kisi bhi waqt uski aankh khul jati hai aur phir wo Allah se duniya aur aakhirat ki kisi bhi cheez ka sawal karta hai to Allah subhanahu usey wo cheez zarur ata farmata hai.. - ๐Ÿ“— [Abu Dawood: 1605, 5042]   *​ Download App*​​ goo.gl/SB46QM ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

NASIHAT E RASUL (Sallallahu alaihi wa sallam)

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0464)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 28  -  Safar  -  1438 29-November-2016 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’œ NASIHAT ๐Ÿ’œ ๐ŸŒ‹       E        ๐ŸŒ‹ ๐Ÿ’   RASUL   ๐Ÿ’ (Sallallahu alaihi wa sallam) ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam ne irshaad farmaya: Marizon ki iyaadat karo Aur janaazey ke pichhey chalo Ye tum ko aakhirat ki yaad dilaeyga. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น IBNEY HIBBAN -3017 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦๐ŸŒท♦ (358)

29-11-2016.

Nek logon se muhabbat karna aadhi aqalmandi hai. (Shoabul Imaan : 6568)

Jis Shakhs ne Nikaah kar liya

๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄     *Jis Shakhs ne Nikaah kar liya* ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁ *๐Ÿ“š Hadees :* Rasoolullah ๏ทบ ka irshaad hai: Jis shakhs ne nikaah kar liya, us ne apna aadha Deen mukammal kar liya, ab use chaahiye ke baqiya aadhe Deen ke baare mein Allah Ta'ala se darta rahe. - ๐Ÿ“— [Shoabul Imaan: 5486]   *​ Download App*​​ goo.gl/SB46QM ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

GHIBAT KI BADBU

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0463)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 27  -  Safar  -  1438 28-November-2016 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ♨   GHIBAT  ♨ ♦       KI        ♦ ⭕   BADBU   ⭕ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Eik sahaabi Huzur sallallahu alyhi w sallam Ke sath the, ke eik badbu uthi, Aap sallallahu alaihi w sallam ne farmaya: jaantey ho ye badbu kis ki he? Ye badbu uun logon ki he jo musalmano ki ghibat kartey hai. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น MUSNAD E AHMAD ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNE KI GUZARISH ♦๐ŸŒท♦

28-11-2016.

Rozaana jab Allah ke bande subah ko uthhte hain, to 2 farishte aasmaan se utarte hain; un mein se ek kehta hai: Aye Allah! (achchhe kaamon mein) Kharch karne waale ko aur maal ata farma,  doosra kehta hai: Aye Allah! Maal ko rok kar rakhne waale ka maal barbaad farma. (Bukhaari : 1442)

Izaar latkaane waalon ki saza

๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄     *Izaar latkaane waalon ki saza* ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁ *๐Ÿ“š Hadees :* Rasoolullah ๏ทบ ne farmaaya: Jo shakhs apna kapda fakhr ke taur par ghaseet kar chalega, to Qayaamat ke din Allah Ta'ala us ki taraf (rahmat ki) nazar nahin farmaayeinge. - ๐Ÿ“— [Bukhaari: 3665] *๐Ÿ“š Hadees :* Huzoor ๏ทบ ka irshaad hai ke momin ka izaar nisf saaq (aadhi pindli) tak hona chaahiye aur takhnon ke darmiyaan ho, to yeh bhi jaaiz hai aur jo is se neeche ho, to woh Jahannam mein hai. Aap ๏ทบ ne yeh baat 3 martaba farmaai. - ๐Ÿ“— [Abu Daawood: 4093]   *​ Download App*​​ goo.gl/SB46QM ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

27-11-2016.

Allah Ta'ala farmaate hain: Jab main duniya waalon mein se apne kisi momin bande ka koi azeez le leta hoon aur woh sabr karta hai, to us ke liye siwaaye Jannat ke mere paas koi ajr nahin hai. (Bukhaari: 6424)

IKRAAM E MUSLIM

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0462)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 26  -  Safar  -  1438 27-November-2016 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’œ IKRAAM ๐Ÿ’œ ๐ŸŒ‹      E       ๐ŸŒ‹ ๐Ÿ’MUSLIM ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam ne irshaad farmaya: Hazrat Moosa (a.s.) ne Allah T'aala ki baargah me arz kiya: Aey merey Rab ! Aap ke Bandon me aap ke nazdik izzat wala koun he ? Allah T'aala ne irshaad farmaya: Wo bandah jo badlaa ley sakta ho Phir bhi muaaf kar dey. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น BAIHAQI-6/319 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦๐ŸŒท♦ (MA/496)

GUNAH MAAF

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0461)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 25  -  Safar  -  1438 26-November-2016 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ♨   GUNAH   ♨ ๐ŸŒป     MAAF    ๐ŸŒป ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Allah T'aala ke raastey me jis shakhs ke sar me dard ho aur wo uus par sawaab ki niyyat rakhey toa uus ke pehley tamaam gunah maaf kar diye jaengey. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น TABRANI - 3/30 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦๐ŸŒท♦ (MA/715)

26-11-2016.

Tum gawaahi ko mat chhupaao aur jo shakhs gawaahi ko chhupaaye, bila shubah us ka dil gunehgaar hoga aur jo amal bhi tum karte ho Allah Ta'ala use khoob jaanta hai. (Sura-e-Baqarah : 283)

25-11-2016.

Agar insaan ke pass maal-o-daulat ke 2 jungal bhi ho jaaein to woh teesre ki khawaahish karega aur insaan ka pet to qabr ki mitti hi bhar sakti hai. (Bukhaari : 6436)

HAR QADAM EIK NEIKI

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0460)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 24  -  Safar  -  1438 25-November-2016 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒท     HAR     ๐ŸŒท ๐Ÿ’ข   QADAM  ๐Ÿ’ข ๐Ÿ‚     EIK      ๐Ÿ‚ ๐Ÿ’    NEIKI    ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Jo shakhs ba'jamaat ke liye masjid jaey toa aatey jaatey har qadam par eik gunah muaaf hota he aur (har har qadam par) uus ke liye eik neiki likhi jaati he. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น MUSNAD E AHMAD -6583 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦๐ŸŒท♦ (235)

ROZI ME BARKAT

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0459)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 23  -  Safar  -  1438 24-November-2016 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ„     ROZI     ๐Ÿ„ ๐Ÿ‚       ME      ๐Ÿ‚    BARKAT  ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Jo shakhs ghar me daakhil hotey waqt Sura e IKHLAAS (Qul huwallahu ahad) padh ley toa Allah T'aala uus ghar walon se aur uskey padosiyon se faqiri dur kar dengey. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น TABRANI, TAFSIR IBNEY KASIR Jild-05 safah-616 ๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦๐ŸŒท♦

24-11-2016.

Rasoolullah Sallallahu Alaihi Wasallam ne sone chaandi ke bartan mein khaane peene se mana farmaaya. (Bukhaari : 5837)

Jo 40 hadeesein yaad karega

๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄     *Jo 40 hadeesein yaad karega* ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁ *๐Ÿ“š Hadees :* Allah ke Rasool ๏ทบ ne farmaaya: Jo shakhs meri Ummat ke nafe ke liye chaalees hadeesein yaad karega to us se (Qayaamat ke din) kaha jaayega, Jannat ke jis darwaaze se chaaho daakhil ho jaao. - ๐Ÿ“— [Kanzul Ummal : 29186]   *​ Download App*​​ goo.gl/SB46QM ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

23-11-2016.

Jab aadmi hamesha sach bolta hai aur sach bolna us ki aadat ban jaati hai to Allah ke nazdeek Siddique  (sachcha) likh diya jaata hai. (Muslim : 6805)

ALLAH KA QURB

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0458)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 22  -  Safar  -  1438 23-November-2016 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’  ALLAH   ๐Ÿ’ ๐Ÿ‚     KA      ๐Ÿ‚ ๐Ÿ’œ  QURB   ๐Ÿ’œ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam ne irshaad farmaya: Tum log Allah T'aala ka qurb (เคจเฅ›เคฆीเค•ी) uus chiz se badh kar kisi aur chiz se haasil nahi kar saktey, Jo khud Allah T'aala se niklee he, Yani Quraan e kareem. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น MUSTDRK-1/555 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦๐ŸŒท♦ (MA/328)

Nahaq Zameen Lene Wale

๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄         *Nahaq Zameen Lene Wale* ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁ *๐Ÿ“š Hadees :* Nabi kareem ๏ทบ ne irshaad farmaya: Jis shakhs ne thodi si zameen bhi nahaq leli qayamat ke din wo iski wajha se saat zameenon tak dhansa diya jayega. - ๐Ÿ“— [Sahih Bukhaari: 2454] *๐Ÿ“š Hadees :* Rasoolullah ๏ทบ ne irshaad farmaaya: Jis shakhs ne baalisht bhar zameen ka koi hissa zulm ke taur par daba liya, to qayaamat ke din us ke gale mein 7 zameenon ka tauq daala jaayega. - ๐Ÿ“— [Sahih Bukhaari: 3198]   *​ Download App*​​ goo.gl/SB46QM ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

Saamaan ka aib na chupaana

๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄     *Saamaan ka aib na chupaana* ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁ *๐Ÿ“š Hadees :* Rasoolullah ๏ทบ ka irshaad hai: Poori sachchaai aur imaandaari ke saath kaarobaar karne waala taajir Nabiyon, Siddeeqon aur Shohada ke saath hoga. - ๐Ÿ“— [Tirmizi : 1209] *๐Ÿ“š Hadees :* Rasoolullah ๏ทบ ka irshaad hai ke jis shakhs ne koi aib waali cheez kisi ke haath farokht ki aur khareedaar ko woh aib batla nahin diya to us par hamesha Allah ka gazab rahega. Aur Allah ke farishte hamesha us par laanat karte raheinge. - ๐Ÿ“— [Ibne Maaja : 2247]   *​ Download App*​​ goo.gl/SB46QM ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

Zameen Walo par Rahem karo

๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄     *Zameen Walo par Rahem karo* ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁ *❤ Al Qur'aan :* Allah Ta'ala ka irshaad hai: Aur tum logon se achchhi baat kaho. - ๐Ÿ“– {Sura-e-Baqrah: 84 } *๐Ÿ“š Hadees :* Rasoolullah ๏ทบ ne farmaaya: Tum log zameen waalon par rahem karo, aasmaan waala rab tum par rahem karega. - ๐Ÿ“— [Abu Daawood: 4941]   *​ Download App*​​ goo.gl/SB46QM ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

Us se Jodo jo Tum se Tode

๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄        *Us se Jodo jo Tum se Tode* ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁ *๐Ÿ“š Hadees :* Hazrat Uqba Bin Aamir RaziyAllahu Anhu kehte hain ke main Rasoolullah ๏ทบ ke paas aaya, to Aap ๏ทบ ne mujh se farmaaya: Aye Uqba Bin Aamir! Us se jodo jo tum se tode, us ko do jo tumhein mahroom kare aur use maaf kar do jo tum par zulm wa ziyaadati kare. - ๐Ÿ“— [Musnade Ahmad: 17452]   *​ Download App*​​ goo.gl/SB46QM ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

NEKIYAN HI NEKIYAN

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0454)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 18  -  Safar  -  1438 19-November-2016 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’œNEKIYAN๐Ÿ’œ ๐Ÿ‚      HI     ๐Ÿ‚ ๐Ÿ’NEKIYAN๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam ne irshaad farmaya: Jo shakhs momin mardon aur momin aurton ke liye maghfirat ki duaa karta he Allah T'aala uus ke liye har momin mard aur har momin aurat ke badley eik neki likh deitey hai. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น TABRANI-5306 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦๐ŸŒท♦ (142)

Padosi ko takleef na pohnchaye

๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄   *Padosi ko takleef na pohnchaye * ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁ *๐Ÿ“š Hadees :* Allah ke Rasool ๏ทบ ne farmaaya : Allah ki qasam woh shakhs momin nahin! Allah ki qasam woh shakhs momin nahin! Allah ki qasam woh shakhs momin nahin! kisi ne poochha: Aye Allah ke Rasool! Kaun shakhs momin nahin? Rasoolullah ๏ทบ ne farmaaya: Woh shakhs jis ki takleef wa sharaarat se us ka padosi mahfooz na ho. - ๐Ÿ“— [Sahih Bukhaari: 6016]   *​ Download App*​​ goo.gl/SB46QM ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

NARMI IKHTIYAAR KRO

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0453)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 17  -  Safar  -  1438 18-November-2016 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’œ  NARMI  ๐Ÿ’œ ๐ŸŒปIKHTIYAR๐ŸŒป ๐ŸŒฟ   KARO   ๐ŸŒฟ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam ne irshaad farmaya: Kya mai tum ko aisey shakhs ki khabar na dun Jo Dozakh ke liye haraam he, Aur Dozakh ki aag uus par haraam he, Har aisey shakhs par jo teiz mizaaj na ho, Balki narm ho, Logon se qareeb honey wala ho, Narm tabiyat ho. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น TIRMIZI-2488 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦๐ŸŒท♦ (200)

QARZ ADAA KR DO

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0452)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 16  -  Safar  -  1438 17-November-2016 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ♨   QARZ  ♨ ๐ŸŒฟ   ADAA  ๐ŸŒฟ ๐Ÿ‚    KAR   ๐Ÿ‚ ☀     DO    ☀ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam ne irshaad farmaya: Jo shakhs kisi se qarz ley, Aur dil me ye pakka iradah kar rakhey Ke qarz pura pura nahi loutaega Toa wo Allah T'aala se eik chor ki haalat me mulaqat karega. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น IBNEY MAAJAH -2410 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦๐ŸŒท♦ (712)

ALLAH KI RAHMAT

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0451)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 15  -  Safar  -  1438 16-November-2016 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’œ ALLAH  ๐Ÿ’œ ๐Ÿ‚      KI     ๐Ÿ‚ ๐Ÿ’RAHMAT๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam ne irshaad farmaya: Allah T'aala Qayamat ke din uun farishton ko jo Dozakh par muqarrar hongey Hukm dengey ke jis ne mujhey Kabhi yaad kiya, Ya kisi mouqey par jo bandah mujh se daraa uus ko Dozakh se nikaal diya jaey. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น TIRMIZI-2594 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦๐ŸŒท♦ (734)

NASIHAT E RASUL

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0450)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 13  -  Safar  -  1438 14-November-2016 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’œ NASIHAT ๐Ÿ’œ ๐Ÿ‚      E        ๐Ÿ‚ ๐Ÿ’   RASUL ๐Ÿ’ (Sallallahu alaihi wa sallam) ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam ne irshaad farmaya: Jiska koee bachcha paida ho toa uus ka achchha naam rakhey, Aur uus ki achchhi tarbiyat karey, Phir jab wo baaligh ho jaey toa uus ka nikaah karey Agar baaligh honey ke baad bhi uus ka nikaah nahi kiya aur wo gunah me mubtila ho gaya toa uus ka gunah uus ke Baap par hoga. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น BAIHAQI-8413 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦๐ŸŒท♦ (392)

Suni sunai bato ko bagair tahqeq ke bayan nahin karna chaahiye

๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄ *Suni sunai bato ko bagair tahqeq*    *ke bayan nahin karna chaahiye* ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁ *๐Ÿ“š Hadees :* Huzoor ๏ทบ ne farmaaya: "Kafaa bilmar'i kaziban ainyyuhaddisa bikulli maa sami'a". *​❧ Tarjama :* Aadmi ke jhoota hone ke liye yahi kaafi hai ke woh har suni sunaai baat ko bayaan karta phire. - ๐Ÿ“— [Sahih Muslim: 8] *๐Ÿ“š Hadees :* Rasoolullah ๏ทบ ne farmaaya: "Izaa kazabal 'abdu, tabaa'ada 'anhul malaku meelan min natni maajaa'a bihee" *​❧ Tarjama :* Jab banda jhoot bolta hai, to farishta us ke jhoot ki badbu ki wajaah se ek meel door chala jaata hai. - ๐Ÿ“— [Tirmizi: 1972]   *​ Download App*​​ goo.gl/SB46QM ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

HAJJ AUR UMRAH

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0449)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 13  -  Safar  -  1438 14-November-2016 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’œ   HAJJ     ๐Ÿ’œ ๐Ÿ‚    AUR      ๐Ÿ‚ ๐ŸŒป  UMRAH  ๐ŸŒป ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam ne irshaad farmaya: Haj aur umrah karney waley log Allah ki jamaat he, Jab wo log duaa kartey hai toa Allah T'aala uun ki duaa qubul farmatey hai, Aur jab maghfirat talab kartey hai toa Allah T'aala uun ki maghfirat farma deitey hai. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น IBNEY MAAJAH -2892 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦๐ŸŒท♦ (648)

Kanjoosi se bacho

14-11-2016. Kanjoosi se bacho ! Is liye ke Kanjoosi ne un logon ko halaak kar diya hai jo tum se pehle the,  bukhl hi ne un ko logon ka khoon bahaane aur haraam ko halaal karne par ubhaara tha. (Muslim : 6741)

Behtareen aur Badtareen bande

๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄   *Behtareen aur Badtareen bande* ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁ *๐Ÿ“š Hadees :* Aap ๏ทบ ne farmaaya: Allah ke behtareen bande woh hain jin ko dekh kar Allah yaad aaye aur badtareen bande woh hain jo chugliyaan khaane waale, doston mein judaai dalne waale hain aur jo log is koshish mein lage rehte hain ke paak daaman bandon ko kisi gunaah ya pareshaani aur museebat mein mubtila kar dein.. - ๐Ÿ“— [Musnade Ahmad: 17998]   *​ Download App*​​ goo.gl/SB46QM ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

Tum apne bhai ki museebat par khush mat huwa karo,

13-11-2016. Tum apne bhai ki museebat par khush mat huwa karo, is liye ke ho sakta hai ke Allah Ta'ala us ki museebat khatm kar de aur tum ko us museebat mein mubtala kar de. (Trimizi : 2506)

JAMAAT KA SAWAAB

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0448)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 12  -  Safar  -  1438 13-November-2016 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’œJAMAAT ๐Ÿ’œ ๐ŸŒฟ     KA     ๐ŸŒฟ ๐Ÿ’SAWAAB๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam ne irshaad farmaya: Jo shakhs achchhi tarah wuzu karey, Phir masjid me namaaz ke liye jaey, Aur wahaan pahuch kar maalum ho ke jamaat ho chuki, Phir bhi uus ko jamaat ki namaaz ka sawaab hoga, Aur uus sawaab ki wajah se uun logon ke sawaab me kuchh kamee nahi hogi, Jinho ne jamaat se namaaz padhi he. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น ABU DAWOOD -564 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦๐ŸŒท♦ (721)

Farz Namaaz ko us ke Muqarrarah waqt me ada kre

๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄            *Farz Namaaz ko us ke*      *Muqarrarah waqt me ada kre * ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁ *❤ Al Qur'aan :* Allah Ta'ala ka irshaad hai: Beshak namaaz imaan waalon par waqt ki paabandi ke saath farz hai. - ๐Ÿ“– [Sura-e-Nisa: 103] *๐Ÿ“š Hadees :* Rasoolullah ๏ทบ ka irshaad hai: Jis shakhs ki ek bhi namaaz chhoot gai, woh aisa hai jaisa ke us ke ghar ke log aur maal-o-daulat sab chheen liya gaya ho. - ๐Ÿ“— [Musnade Ahmad: 23642]   *​ Download App*​​ goo.gl/SB46QM ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

ISHRAAQ KI FAZILAT

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0447)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 11  -  Safar  -  1438 12-November-2016 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒ‹ISHRAAQ๐ŸŒ‹ ๐Ÿ‚      KI       ๐Ÿ‚ ๐Ÿ’ FAZILAT ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam ne irshaad farmaya: Jo shakhs Fajr ki namaaz baa jamaat padhey, Phir (uusi jagah par) beith kar Allah T'aala ka zikr karta rahey, Yahaan tak ke suraj tulu'a ho jaey, Phir wo do rakaat (ishraaq ki) namaaz padhey, Toa uusey eik kaamil Hajj aur umrah ka sawaab ataa kiya jaega. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น TIRMIZI-586 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦๐ŸŒท♦ (516)

Gareeb ko sadqa dena

12-11-2016. Gareeb ko sadqa dena buri maut se bachaata hai. (Shoabul Imaan : 3463)

Bachchon ko bhi Salaam karo*

๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄     *Bachchon ko bhi Salaam karo* ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁ *๐Ÿ“š Hadees :* Hazrat Anas Bin malik Raziyallahu anhu se rivayat hai ki jab wo bachchon ke pass se guzre to unhone bachchon ko salam kiya aur kaha ki Rasoolallah ๏ทบ bhi aisa hi kiya karte the (yani bachchon ko salam karte they) - ๐Ÿ“— (Sahih Bukhari : 6247)   *​ Download App*​​ goo.gl/SB46QM ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

Gareebi ki wajah se apne bachchon

11-11-2016. Gareebi ki wajah se apne bachchon ko qatl na karo, ham tumhein bhi rizq denge aur un ko bhi. (Sura-e-Anaam : 151)

DUAA KHUB KARO

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0446)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 10  -  Safar  -  1438 11-November-2016 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’œ    DUAA    ๐Ÿ’œ ๐Ÿ‚    KHUB    ๐Ÿ‚ ๐ŸŒป    KARO    ๐ŸŒป ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam ne irshaad farmaya: Be'shak tumhara Rabb sharm w haya wala aur bada sakhi he, Wo apney bandey se iss baat  par sharmata he Ke bandah uus ki taraf apney hath uthaey aur wo uusey khaali loutaey.(เคฒौเคŸाเค) ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น TIRMIZI -3556 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦๐ŸŒท♦ (718)

Khadim ke Saath Husn e Suluq

๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄    *Khadim ke Saath Husn e Suluq* ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁ *๐Ÿ“š Hadees :* Hazrat Anas Raziyallahu anhu ne kaha ki maine Rasoolullah ๏ทบ ki 10 saal tak khidmat ki lekin Aap ๏ทบ ne kabhi mujhe uff tak nahi kaha aur na kabhi ye kaha ki Falah kaam kyun kiya aur falah kaam kyun nahi kiya.. - ๐Ÿ“— (Sahih Bukhari : 6038)   *​ Download App*​​ goo.gl/SB46QM ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

IKRAAM E MUSLIM

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0444)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 08  -  Safar  -  1438 09-November-2016 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒบ  IKRAAM  ๐ŸŒบ ๐Ÿ‚       E        ๐Ÿ‚ ๐Ÿ’œ  MUSLIM  ๐Ÿ’œ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Jo shakhs apney (musalman) bhai ko khana khilaey hatta ke usey seir (เคธैเคฐ) kara de, aur usko paani pilaey yahan tak ke uski pyaas bujha de toa Allah T'aala usko jahannam se saat khndqein dur kar dengey jin me se har do khndaq ke darmiyan 500 saal ki duri hogi. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น MUSTADRAK -7172  DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦๐ŸŒท♦

Logon ka Maal Karz ke taur par

๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄   *Logon ka Maal Karz ke taur par* ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁ *๐Ÿ“š Hadees :* Hazrat Abu Hurairah Raziyallahu anhu se rivayat hai ki Rasoolullah ๏ทบ ne farmaya jo logon ka Maal Karz ke taur par ada karney ke niyat se leta hai to Allah Taala bhi uski taraf se ada karega aur jo koi tabah karney ki (yani Na dene ki) niyat se le to Allah Taala bhi usko Tabah kar dega. - ๐Ÿ“— (Sahih Bukhari : 2387)   *​ Download App*​​ goo.gl/SB46QM ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

Jo Koi apne gusse ko rokega,

08-11-2016. Jo Koi apne gusse ko rokega, Allah Ta'ala qayaamat ke din us se apne azaab ko rokega. (Shoabdul Imaan : 831)

ALLAH KA AZAAB

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0443)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 07  -  Safar  -  1438 08-November-2016 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’  ALLAH ๐Ÿ’ ๐ŸŒ‹    KA     ๐ŸŒ‹ ♨ AZAAB ♨ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam ne irshaad farmaya: Jab logon ka ye haal ho jaey ke wo shariat ke khilaaf kaam hotey huey dekhein, Aur uus ki islah ke liye kuchh na karein, Toa andesha he ke Allah ki taraf se uun sab hi par azaab aa jaey. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น IBNEY MAAJAH -4009 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦๐ŸŒท♦ (390)

Log jahilon ko sardar bana lenge

๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄   *Log jahilon ko sardar bana lenge * ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁ *๐Ÿ“š Hadees :* Hazrat Abdullah bin 'Amr bin Al' As Raziyallahu anhu se rivayat hai ki Rasoolullah ๏ทบ ne farmaya Allah Ilm ko is tarah se nahi utha lega ki iskey bando se cheen lega balki wo Aalimo ko maut dekar Ilm ko utha lega phir jab koi Aalim baqi nahi rahega to log jahilon ko sardar bana lengey unsey sawalat kiye jayengey aur wo bagair Ilm ke jawab dengey isliye khud bhi gumraah hongey aur logo ko bhi gumraah karengey. - ๐Ÿ“— (Sahih Bukhari : 100)   *​ Download App*​​ goo.gl/SB46QM ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

NASIHAT E RASUL

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0442)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 06  -  Safar  -  1438 07-November-2016 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’œ NASIHAT ๐Ÿ’œ ๐Ÿ‚       E       ๐Ÿ‚ ๐Ÿ’  RASUL   ๐Ÿ’ (Sallallahu alaihi wa sallam) ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam ne irshaad farmaya: Apney imaan ko taazah kartey raha karo. Sahaba (rd.) ne arz kiya, Ya Rasulallah ! Ham apney imaan ko kis tarah taazah karein ? Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam ne irshaad farmaya: LAA ILAA'HA ILLALLAH ko kasrat se padhtey raha karo. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น MUSNAD E AHMAD -8493 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦๐ŸŒท♦ (532)

07-11-2016.

Jis musalmaan ki 2 betiyaan hon aur woh un ke saath achchha bartaao kare jab tak woh donon us ke paas rahein, to yeh betiyaan us ko Jannat mein daakhil karaaengi. (Ibne Maaja : 3670)

Achche Suluq ka Haqdar

๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄    *✦ Achche Suluq ka Haqdar ✦​* ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁ *๐Ÿ“š Hadees :* Hazrat Abu Hurairah RaziyAllahu Anhu se rivayat hai ki Ek sahabi Rasoolullah ๏ทบ ki khidmat mein hazir huye aur arz kiya ki Ya Rasoolallah ๏ทบ mere achche suluq ka sabse ziyada haqdar kaun hai ? farmaya ki tumhari Maa, pucha ki iskey baad kaun hai ? farmaya tumhari Maa, unhoney phir pucha iskey baad kaun hai ? Aap ๏ทบ ne phir farmaya tumhari Maa, unhoney pucha ki iskey baad kaun hai Aap ๏ทบ ne farmaya tumharey walid (father). - ๐Ÿ“— (Sahih Bukhari : 5971)   *​ Download App*​​ goo.gl/SB46QM ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

06-11-2016.

Jab tumhein koi shakhs salaam kare to tum us se bhi behtar tareeqe par salaam karo (jawaab do) ya (kam az kam) un hi alfaaza mein us ka jawaab de do. (Sura-e-Nisa : 86)

ALLAH KI TARIFF

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0441)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 05  -  Safar  -  1438 06-November-2016 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’œ  ALLAH  ๐Ÿ’œ ๐ŸŒ‹     KI       ๐ŸŒ‹ ๐Ÿ’  TAARIF ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam ne irshaad farmaya: Sab se pehley Jannat ki taraf wo log pukarey jaengey, Jo khushi aur ghami, aasaani aur pareshani me Allah ki taarif aur hamd bayaan kartey hai. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น MUSTDRK-1851 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦๐ŸŒท♦ (596)

MO'AJIZA E RASUL

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0440)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 04  -  Safar  -  1438 05-November-2016 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ„  MO'AJIZA  ๐Ÿ„ ๐Ÿ‚          E         ๐Ÿ‚ ๐Ÿ’     RASUL    ๐Ÿ’ (Sallallahu alaihi w sallam) ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Abu Zarr (rd.) Farmatey hai ke ham eik martaba Rasulullah Sallallahu alaihi wa sallam ke sath beithey huey the, Aap Sallallahu alaihi wa sallam ke hath me Chand (เคšंเคฆ) kankariyan thi, Achanak uun se tasbeeh aawaaz aaney lagi, Jisko saari Majlis sun rahi thi, Phir Huzur Sallallahu alaihi wa sallam ne wo kankriyan baari baari Hazrat Abu bakr (rd.) phir Hazrat Umar (rd.) phir Hazrat Usman (rd.) Ke hath me di, Toa uun ke hathon me bhi tasbeeh padhti thi, Lekin uun ke alaawah logon ko di toa kankriyon ne tasbeeh padhna band kar diya. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น BAIHAQI Dalaeel al nabuwwah -327 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦๐ŸŒท♦ (721)

05-11-2016.

Rasoolullah Sallallahu Alaihi Wasallam ne (ek martaba ek sahaabi ko) apni zabaane mubaarak pakad kar farmaaya ke mujhe sab se ziyaada khatra is (zabaan) se hai. (Trimizi : 2410)

MUSALMAN KA QATL

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0439)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 03  -  Safar  -  1438 04-November-2016 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’œMUSALMAN๐Ÿ’œ ๐ŸŒ‹        KA         ๐ŸŒ‹ ๐Ÿ’      QATL       ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam ne irshaad farmaya: Jo shakhs kisi musalman ko qatl karney me madad karey, Agarchey eik lafz bol kar hi ho. Toa wo Qayamat ke din iss haalat me aaega Ke uus ki peshaani par likha hoga ke ye shakhs Allah ki rahmat se mehroom he. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น IBNEY MAAJAH -2620 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦๐ŸŒท♦ (720)

PEHLEY SALAAM KARNA

๐Ÿ”ถ      ﷽       ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0438)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 02  -  Safar  -  1438 03-November-2016 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒท     PEHLEY    ๐ŸŒท ๐Ÿ„    SALAAM    ๐Ÿ„ ๐Ÿ’Ÿ     KARNA     ๐Ÿ’Ÿ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Logon me Allah T'aala ke qurb (เคจเฅ›เคฆीเค•ी) ka ziyadah mustahiq wo he, Jo salaam karney me pehel karey. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น ABU DAWUD -5197 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦๐ŸŒท♦ (MA/511)

Ghar mein daakhil hone ki Dua

๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄ *✦ Ghar mein daakhil hone ki Dua ✦​* ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁ *๐Ÿ“š Hadees :* Hazrat Abu Maalik Ash'ari Raziyallahu anhu se marwi hai ke Rasoolullah ๏ทบ ne irshaad farmaaya: Jab aadmi apne ghar mein daakhil ho to yeh dua padhe: ุงَู„ู„ّٰู‡ُู…َّ ุฅِู†ِّูŠ ุฃَุณْุฃَู„ُูƒَ ุฎَูŠْุฑَ ุงู„ْู…َูˆْู„َุฌِ ูˆَุฎَูŠْุฑَ ุงู„ْู…َุฎْุฑَุฌِ ุจِุณْู…ِ ุงู„ู„ู‡ِ ูˆَู„َุฌْู†َุง ูˆَุจِุณْู…ِ ุงู„ู„ู‡ِ ุฎَุฑَุฌْู†َุง ูˆَุนَู„َู‰ ุงู„ู„ู‡ِ ุฑَุจِّู†َุง ุชَูˆَูƒَّู„ْู†َุง ‌‌‌ *Allaahumma inni as-aluka Khairal maulaji wa khairal Makhraji bismillaahi walajnaa Wa bismillaahi kharajnaa Wa'alallaahi rabbinaa tawakkalnaa* Phir use chaahiye ke apne ghar waalon ko salaam kare. *๐Ÿ“ƒ Tarjama :* Aye Allah ! Main aap se andar jaane aur baahar nikalne ki bhalaai ka Sawaal karta hoon, ham Allah Ta'ala hi ke naam se daakhil Hote hain aur Allah Ta'ala hi ke naam se baahar nikalte hain, aur ham ne apne Rab Allah hi Par bharosa kiya. - ๐Ÿ“— (Abu Dawood: 5096) ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

IBAADAT PAR INAAM

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0437)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 01  -  Safar  -  1438 02-November-2016 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’œIBAADAT๐Ÿ’œ ๐Ÿ‚   PAR     ๐Ÿ‚ ๐Ÿ’ IN'AAM  ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam ne irshaad farmaya: Allah T'aala farmatey hai, Aey ibney Aadam ! Tu meri ibaadat ke liye faarigh hoja, Mai terey siney ko ghina (เคฎाเคฒเคฆाเคฐी) se bhar dunga, Aur teri mohtaji ko khatm kar dunga, Aur agar aisa nahi karega, Toa mai tere siney ko mashghuli se bhar dunga, Aur teri mohtaji ko dur nahi karunga. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น TIRMIZI-2466 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦๐ŸŒท♦ (360)