Posts

Showing posts from June, 2017

​01-07-2017​

Beshak Allah Ta'ala insaaf ka aur ehsaan karne ka aur rishtedaaron ko (un ke huqooq) dene ka hukm deta hai. (Sura-e-Nahl : 90)

Dusron ki Aurto se dur raho

๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄ *✦​ Dusron ki Aurto se dur raho ✦​* ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁ *๐Ÿ“š Hadees:* Rasoolullah ๏ทบ ne irshaad farmaya: Dusron ki aurton se dur raho, Tumhari aurtein bhi paak daaman rahegi. Apney Walidein ke sath husney sulook karo, Tumhari Aulaad bhi tumharey sath husney sulook karegi.   - ๐Ÿ“” [Mustadrak: 7258]   *​ Download App*​​ goo.gl/SB46QM ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

30-06-2017​

​ Jo haq par rehte huwe jhagda chhod de, us ke liye Jannat ke beech mein ghar banaaya jaayega. (Tirmizi: 1983)

Apne Mehmaan ki izzat kare

๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄ *✦​ Apne Mehmaan ki izzat kare ✦​* ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁ *๐Ÿ“š Hadees:* Rasoolullah ๏ทบ ne farmaya jo koi ALLAH aur aakhirat ke din par Imaan rakhta hai use chahiye ki achchi baat kahe warna khamosh rahe aur jo koi ALLAH aur aakhirat ke din par Imaan rakhta hai wo apne Padosi (neighbor) ko takleef na pahunchaye aur jo koi ALLAH aur aakhirat ke din par yakeen rakhta ho wo apne mehmaan ki izzat kare.   - ๐Ÿ“” [Sahih Bukhari: 6475]   *​ Download App*​​ goo.gl/SB46QM ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

29-06-2017​

​ Jis shakhs ne naabeena (Andhe) ki 40 qadam tak rehbari ki to us ke liye Jannat waajib ho gayi. (Tabraani Kabeer: 13322)

Dusro ki bat chupkar na sune

๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄ *✦​ Dusro ki bat chupkar na sune ✦​* ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁ *๐Ÿ“š Hadees:* Rasoolullah ๏ทบ ne farmaya jo shakhs dusre logo ki baat sunne ke liye kaan lagaye (yani chup kar suney) jo usko pasand nahi karte ya us se bhagte hain to Qayamat ke din uske kaano mein sheesha pighla kar daala jayega.   - ๐Ÿ“” [Sahih Bukhari: 7042]   *​ Download App*​​ goo.gl/SB46QM ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

28-06-2017​

​ Jab tum log khaane ke liye baithho, to chappal utaar liya kro, kyun ke yeh cheez tumhaare pairon ke liye raahat ka sabab hai. (Kanzul Ummaal: 40726)

Shawwal ke 6 Rozo ki Fazilat

๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄ *✦​ Shawwal ke 6 Rozo ki Fazilat ✦​* ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁ *๐Ÿ“š Hadees:* Rasoolullah ๏ทบ ne farmaya jo ramzan ke rozey rakhey aur uskey baad 6 (roze) shawwal ke bhi rakhe to usko hamesha ke rozo ka sawab hoga.   - ๐Ÿ“” [Muslim: 2758, 2614] *๐Ÿ“š Hadees:* Rasoolullah ๏ทบ ne farmaya jo Eid ul Fitar ke baad 6 din roza rakhe to usko purey sal roza rakhne ka sawab milega, jo ek neki laayega usko iska 10 guna ajar milega.   - ๐Ÿ“” [Ibne Maja: 1715]   *​ Download App*​​ goo.gl/SB46QM ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

27-06-2017

​ ​Agar koi tumhaare saath bhalaai ka muaamla kare, to tum us ko us ka badla do. (Nasai : 2567)

26-06-2017​

​ Apne fursat ke waqt ki qadr karo, mashgooli aane se pehle. (Mustadrak : 7846)

In'aam ki Raat

๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄             *✦​  In'aam ki Raat   ✦​* ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁ *๐Ÿ“š Hadees:* Rasoolullah ๏ทบ ne irshaad farmaya: Jab Eid ul fitr ki raat hoti he to us ka naam aasmaano par Lailatul jaaeyzah (in'aam ki raat) se liya jata he. Aur jab Eid ki subah hoti he to Allah Ta'ala farishton ko tamaam bastiyon me bhejtey hai Wo zameen par utar kar tamaam galiyon aur raaston ke siron (เคจुเค•्เค•เฅœ) par khadey ho jatey hai, Aur aisee aawaaz se jisko jinnaat aur insaan ke alaawah har makhlooq sunti he. Pukartey hai ke Aey Muhammad ๏ทบ ki ummat ! Us kareem Rab ki baargah ki taraf chalo, Jo bahot ziyadah ataa karney wala he, Aur Badey se Badey qusoor muaaf karney wala he.    - ๐Ÿ“” [Baihaqi: 3540]   *​ Download App*​​ goo.gl/SB46QM ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

25-06-2017​

​ Shaitaan to yahi chaahta hai ke sharaab aur juwe ke zariye tumhaare darmiyaan dushmani aur nafrat paida kar de, aur tumhein Allah ki yaad aur namaaz se rok de. (Sura-e-Maaidah : 91)

เฅžเฅ›ाเค‡เคฒ เค เคฆुเคฐुเคฆ 

๐Ÿ”ถ      ﷽    ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’ เคฆीเคจ เค เค‡เคธ्เคฒाเคฎ ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 28-Ramzan-1438 24 -  June - 2017 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒป     เฅžเฅ›ाเค‡เคฒ    ๐ŸŒป ๐ŸŒ…         เค       ๐ŸŒ… ♥       เคฆुเคฐुเคฆ      ♥ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ เคฐเคธूเคฒुเคฒ्เคฒाเคน เคธเคฒ्เคฒเคฒ्เคฒाเคนु เค…เคฒैเคฏเคนी เคต เคธเคฒ्เคฒเคฎ เคจे เค‡เคฐเคถाเคฆ เคซเคฐเคฎाเคฏा : เฅ˜เคฏाเคฎเคค เค•े เคฆिเคจ เคฎुเคเคธे เฅ˜เคฐीเคฌเคคเคฐीเคจ เคฎेเคฐा เคตो เค‰เคฎ्เคฎเคคी เคนोเค—ा เคœो เคฎुเค เคชเคฐ เฅ›िเคฏाเคฆाเคน เคฆुเคฐुเคฆ เคญेเคœเคจे เคตाเคฒा เคนोเค—ा. ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Qayamat ke din mujhse kareebtareen mera vo ummati hoga Jo mujh par ziyadah durood bejhne wala hoga. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น ๐Ÿ‚เคคिเคฐเคฎिเคœी-484๐Ÿ‚ ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ ๐Ÿ’   เค—ुเฅ›ाเคฐिเคถ    ๐Ÿ’ เคฆीเคจ เค•ी เคฌाเคค เคฆूเคธเคฐों เค•ो เคชเคนोเคšा เค•เคฐ เคธเคตाเคฌ เคนाเคธिเคฒ เค•เคฐे ๐Ÿ…พ♦๐Ÿ…พे (MA/406) *●═══════════════●* *๐Ÿ‘ฅPlz Share to others also๐Ÿ‘ฅ*

Eid ki Raat

๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄                *✦​ Eid ki Raat ✦​* ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁ *๐Ÿ“š Hadees:* Rasoolullah ๏ทบ ne irshaad farmaya: Jo shakhs Eid ul fitr aur Eid ul Azha (Bakra Eid) ki dono raaton ko jaag kar Allah Ta'ala ki ibaadat karega to Qayamat ke din us ka dil zindah rahega ke jis din logon ke dil murdah ho jaengey.    - ๐Ÿ“” [Ibne Majah: 1782]   *​ Download App*​​ goo.gl/SB46QM ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

24-06-2017​

​ Bhoole bhatke aadmi ko sahi raasta bataana sadqa hai. (Tirmizi : 1956)

Do din ke Roze mana

๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄        *✦​ Do din ke Roze mana ✦​* ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁ *๐Ÿ“š Hadees:* Hazrat Aisha Raziy Allahu Anha se riwayat hai ki Rasoolullah ๏ทบ ne Do din ke roze se mana farmaya hai (ek) Eid ul fitr aur (dusra) Eid ul Azha.   - ๐Ÿ“” [Sahih Muslim: 2676]   *​ Download App*​​ goo.gl/SB46QM ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

23-06-2017​

​ Duniya mein is tarah raho, jaise koi ajnabi pardesi rehta hai ya raasta chalta musaafir. (Bukhaari: 6416)

Eid Ki Namaz se pehle

๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄       *✦​ Eid Ki Namaz se pehle ✦​* ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁ *๐Ÿ“š Hadees:* Hazrat Anas bin Malik Raziy Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoolullah ๏ทบ Eid ul Fitr ke din tab tak (namaz ke liye) nahi nikalte jab tak khuch khajure na kha lete aur Aap ๏ทบ Taaq (1,3,5,7…) khajurain khaya karte they.   - ๐Ÿ“” [Sahih Bukhari: 953]   *​ Download App*​​ goo.gl/SB46QM ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

22-06-2017​

​ Qayaamat ke din Allah ke nazdeek sab se bada gunaah paak daaman aurat par tohmat lagaana hai. (Mustadrak: 1447)

Eidgaah jaane ke liye

๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄        *✦​ Eidgaah jaane ke liye ✦​* ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁ *๐Ÿ“š Hadees:* Hazrat Abdullah Ibn Umar RaziyAllahu Anhu se rivayat hai ki Rasoolullah ๏ทบ eidgaah jaane ke liye ek raaste ko ikhtiyar karte aur wapas aatey waqt dusre raste ko ikhtiyar karte they.   - ๐Ÿ“” [Abu Dawood: 1144]   *​ Download App*​​ goo.gl/SB46QM ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

21-06-2017​

​ Maal kharch karo, gin gin kar na rakho, warna Allah Ta'ala bhi tum ko gin gin kar dega (phir rozi se barkat khatm ho jaayegi) aur maal ko rok kar na rakho, warna Allah Ta'ala tum se rizq ko rok lega. (Bukhaari: 2591)

Sadqa-e-Fitr Kyu

๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *✦​  Sadqa-e-Fitr Kyu   ✦​* ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁ *๐Ÿ“š Hadees:* Hazrat Abdullah bin Abbas Raziyallahu Anhu se rivayat he k Rasoolullah ๏ทบ ne Rozo ko fuzool wa la'ayani aur Fahash baato ke asraat se paak saaf karne ke liye aur miskeeno mohtaajo ke khane ka bandobast karne ke liye Sadqatul Fitr waajib qaraar diya hai.   - ๐Ÿ“” [Abu dawood: 1609]   *​ Download App*​​ goo.gl/SB46QM ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

20-06-2017​

​ Ek doosre ki geebat na karo, kya tum mein se koi yeh pasand karega ke woh apne mare huwe bhaai ka gosht khaaye? Is se to tum khud nafrat karte ho. (Sura-e-Hujuraat: 12)

3 CHEEZO KO RAD NAHI KRNI CHAHIYA

๐Ÿ”ถ      ﷽    ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 23-Ramzan-1438 19 -  June - 2017 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ‚    RADD    ๐Ÿ‚ ๐ŸŒ‹      NA       ๐ŸŒ‹ ๐ŸŒฟ    KARO    ๐ŸŒฟ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: 3 chizon ko radd nahi karna chahiye, ๐Ÿ’ Takiya, ๐Ÿ’ Khushbu,       Aur ๐Ÿ’ Dudh. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น TIRMIZI-2790 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ๐Ÿ…พ♦๐Ÿ…พ (MA/561) *●══════════════●* *๐Ÿ‘ฅPlz Share to others also ๐Ÿ‘ฅ

Sadqa-e-Fitr

.๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄              *✦​  Sadqa-e-Fitr   ✦​* ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁ *๐Ÿ“š Hadees:* Hazrat Abdullah bin Umar Raziyallahu Anhu se rivayat hai ki Rasoolullah ๏ทบ ne musalmano me se har gulaam azaad per, har mard aur Aurat per chhote aur bade per sadqa e fitr laazim kiya he, ek saa'a khajoor ya ek saa'a Jou aur hukm diya hai ki ye sadqa e fitr Namaz (Eid) ke liye Jane se pehle adaa kar diya jaye..   - ๐Ÿ“” [Sahih Bukhari: 1503]   *​ Download App*​​ goo.gl/SB46QM ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

​19-06-2017​

Har ummat ke liye ek fitna hota hai aur meri ummat ka fitna maal hai. (Tirmizi: 2336)

NASIHAT E RASUL

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 22-Ramzan-1438 18 -  June - 2017 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’œ NASIHAT ๐Ÿ’œ ๐Ÿ‚      E        ๐Ÿ‚ ๐Ÿ’   RASUL ๐Ÿ’ (Sallallahu alaihi wa sallam) ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam ne irshaad farmaya: Jiska koee bachcha paida ho toa uus ka achchha naam rakhey, Aur uus ki achchhi tarbiyat karey, Phir jab wo baaligh ho jaey toa uus ka nikaah karey Agar baaligh honey ke baad bhi uus ka nikaah nahi kiya aur wo gunah me mubtila ho gaya toa uus ka gunah uus ke Baap par hoga. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น BAIHAQI-8413 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦๐ŸŒท♦ (392) *●══════════════●​​​* *​​​๐Ÿ‘ฅPlz Share to others also๐Ÿ‘ฅ​​​*

18-06-2017​

​ Huzoor (s.a.w) ne aurton ko apne sar ke baal chhote kar ke sirf kandhe tak baal rakhne se mana farmaaya hai. (Kanzul Ummaal: 45051)

Shabe Qadr ki Fazilat

๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄        *✦​ Shabe Qadr ki Fazilat ✦​* ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁ *๐Ÿ“š Hadees:* Hazrat Abu Hurairah RaziyAllahu anhu se riwayat hai ki Rasoolullah ๏ทบ ne farmaya Jo koi Shabe Qadr mein Imaan ke saath aur sawab ki niyat se Ibadat ke liye khada ho to uskey tamam pichle gunaah baksh diye jayenge aur jisne Ramzan mein Imaan aur sawab ki niyat ke saath roze rakhe uske pichle tamam gunaah maaf ho jayenge.    - ๐Ÿ“” [Sahih Bukhari: 1901]   *​ Download App*​​ goo.gl/SB46QM ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

Ikraam e Muslim

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 21-Ramzan-1438 17 -  June - 2017 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒบ  IKRAAM  ๐ŸŒบ ๐Ÿ‚       E        ๐Ÿ‚ ๐Ÿ’œ  MUSLIM  ๐Ÿ’œ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Jo shakhs apney (musalman) bhai ko khana khilaey hatta ke usey seir (เคธैเคฐ) kara de, aur usko paani pilaey yahan tak ke uski pyaas bujha de toa Allah T'aala usko jahannam se saat khndqein dur kar dengey jin me se har do khndaq ke darmiyan 500 saal ki duri hogi. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น MUSTADRAK -7172  DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦๐ŸŒท♦ *●══════════════●​​* *​​๐Ÿ‘ฅPlz Share to others also๐Ÿ‘ฅ​​*

​17-06-2017​

Allah Ta'ala ke nazdeek sab se bada gunaah yeh hai ke aadmi kisi aurat se shaadi kare aur phir jab us ki zaroorat poori ho jaaye, to us ko talaaq de de aur maher bhi na de. (Mustadrak: 2743)

Shabe Qadr ki khaas Dua

๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄    *✦​ Shabe Qadr ki khaas Dua ✦​* ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁ *๐Ÿ“š Hadees:* Hazrat Aaisha Raziy Allahu anha se riwayat hai ki main ne Rasoole Akram ๏ทบ se poochha: Allah ke Rasool! agar mujhe shabe qadr ka pata chal Jaaye to mein us raat mein kya dua maangoon? Huzoor Akram ๏ทบ ne yeh dua batlaayi,         ุงَู„ู„َّู‡ُู…َّ ุฅِู†َّูƒَ ุนَูُูˆٌّ ุชُุญِุจُّ ุงู„ْุนَูْูˆَ ูَุงุนْูُ ุนَู†ِّูŠ Allahumma innaka afuwwun tuhibbul-afwa, fafu anni *Tarjama:* Aye Allah! tu be shak maaf karne waala hai aur maaf karna tujhe pasand hai, pas tu mujhe maaf farma de.   - ๐Ÿ“” [Tirmizi: 3513, Ibne Maajah: 3850]   *​ Download App*​​ goo.gl/SB46QM ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

SAWAAB HI SAWAAB

๐Ÿ”ถ      ﷽    ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 20-Ramzan-1438 16 -  June - 2017 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’Ÿ SAWAAB  ๐Ÿ’Ÿ ๐ŸŒ‹       HI        ๐ŸŒ‹ ๐Ÿ’œ  SAWAAB ๐Ÿ’œ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Jab tum me se koee shakhs apney ghar se wuzu kar ke masjid aata he toa ghar waapas aaney tak uusey namaaz ka sawaab milta rehta he, uus ke baad Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne apney hathon ki ungliyan eik dusrey me dakhil ki aur irshaad farmaya: uusey aisa nahi karna chahiye. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น MUSTDRK HAKIM -1/206 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ ๐Ÿ”ด  FAIDAH  ๐Ÿ”ด Matlab ye he ke jaisey namaaz ki haalat me dono hathon ki ungliyan eik dusrey me daalna durust nahi aur bila wajah aisa karna pasandidah amal nahi isee tarah jo ghar se wuzu kar ke namaaz ke iradey se masjid aaey uus ke liye ye bhi munasib nahi kyun ki namaaz ka sawaab haasil karney ki wajah se ye shakhs bhi goya namaaz ke hukm me hota he. ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ๐Ÿ…พ♦๐Ÿ…พ (MA/191) *●══════════════●​* *​๐Ÿ‘ฅPlz Share to o

16-06-2017​

​ Allah Ta'ala farmaata hai: Main 2 saath mil kar kaam karne waalon ke saath hota hoon jab tak ke koi saathi khayaanat na kare, jab koi ek bhi khayaanat karta hai to meri madad uthh jati hai. (Abu Daaood: 3383)

15-06-2017​

​ Aarzuon ka lamba hona bad naseebi ki nishaani hai. (Targeeb Lil Munziri: 2647)

Shab-e-Qadr ki talaash

๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄      *✦​ Shab-e-Qadr ki talaash ✦​* ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁ *๐Ÿ“š Hadees:* Hazrat Aayesha Raziy Allahu anha se rivayat hai ki Rasoolullah ๏ทบ ne farmaya Shab-e-Qadr ko Ramzan ki Aakhri Ashre ki Taaq (21, 23, 25, 27, 29) raaton mein talaash karo.   - ๐Ÿ“” [Sahih Bukhari: 2017]   *​ Download App*​​ goo.gl/SB46QM ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

TIJARAT ME DHOKA DENA

๐Ÿ”ถ      ﷽    ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 19-Ramzan-1438 15 -  June - 2017 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ”ต  TIJARAT  ๐Ÿ”ต ๐Ÿ’ข      ME       ๐Ÿ’ข ♨   DHOKA   ♨ ๐Ÿ”ด    DENA     ๐Ÿ”ด ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Jo shakhs koee aibdaar chiz uska aib bataaey bagair bechega Wo baraabar Allah ki narazgi me rahega Aur farishtey uus par la'anat kartey rahengey. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น IBNEY MAAJAH -2247  DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ๐Ÿ…พ *●══════════════●* *๐Ÿ‘ฅPlz Share to others also๐Ÿ‘ฅ

Ziyada se ziyada ajr w sawab

๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄ *✦​ Ziyada se ziyada ajr w sawab ✦​* ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁ *๐Ÿ“š Hadees:* Rasoolullah ๏ทบ ne irshaad farmaya: Agar koi apni paidaeesh ke din se mout ke din tak baraabar Allah Ta'ala ko khush karney ke liye sajdey me pada rahey, To Qayamat ke din apney is amal ko bhi bahot km samjhega, aur tamanna karega ke usko duniya me bhej diya jaaey, taaki ziyadah se ziyadah ajr wa sawaab haasil kar sakey. - ๐Ÿ“” [Musnade Ahmad: 17198]   *​ Download App*​​ goo.gl/SB46QM ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

SAB SE BEHTER

๐Ÿ”ถ      ﷽    ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 18-Ramzan-1438 14 -  June - 2017 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’œ      SAB    ๐Ÿ’œ ๐ŸŒ‹       SE      ๐ŸŒ‹ ๐Ÿ’  BEHTAR  ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Tum me sab se behtar wo log he, Jo tum me sab se achchhey akhlaaq waley hai, Jab ke sath sath uun me deen ki samajh bhi ho. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น IBNEY HIBBAN -1/294 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ๐Ÿ…พ♦๐Ÿ…พ (MA/302) *●══════════════●* *๐Ÿ‘ฅPlz Share to others also๐Ÿ‘ฅ*

14-06-2017​

​ Tum aapas mein ek doosre se bugz wa dushmani na rakho aur na hi hasad karo. (Bukhaari: 6065)

Ramzan ka Aakhri Ashra ​(Last 10 days of Ramzan)

๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄   *✦​ Ramzan ka Aakhri Ashra ✦​*        *(Last 10 days of Ramzan )* ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁ *๐Ÿ“š Hadees:* Hazrat Aayesha Raziy Allahu anha se rivayat hai ki jab (Ramzan ka) Aakhri ashra aata to Nabee ๏ทบ apna tehband mazboot baandh letey (yani ibadat ke liye apni kamar kas letey) aur un raaton mein Aap ๏ทบ khud bhi jagtey aur apney ghar walon ko bhi jagaya kartey they.   - ๐Ÿ“” [Sahih Bukhari: 2024]   *​ Download App*​​ goo.gl/SB46QM ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

MEHBUB AUR MABGHUZ

๐Ÿ”ถ      ﷽    ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 17-Ramzan-1438 13 -  June - 2017 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’ MEHBUB  ๐Ÿ’ ๐Ÿ’ข     AUR      ๐Ÿ’ข ⭕ MABGHUZ⭕   (Na pasndidah) ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Hazrat Musa (A.S.) ne Eik martaba Allah T'aala se arz kiya ke mehbub aur mabghuz (na pasandidah) bandey ki pehchan kya he, Allah T'aala ne irshaad farmaya: Mehbub bandey ki do alaamatey hai aur mabghuz ki bhi do nishaniya he. ๐Ÿ’œ Mehbub bandey ki do alaamatey, ๐Ÿ’œ 1-Mai usko zikr ki touwfiq deta hun taaki jab woh mera zikr karey toa mai farishton me uska tazkirah karun. ๐Ÿ’œ 2-Apni naafarmani se usko bachata hun taaki azaab ka mustahiq na ho. ♨ Mabghus ki alaamatey, ♨ 1-Usko apna zikr karna bhoola deta hun, ♨ 2-Nafsaani khwahishat me mubtila kar deta hun taaki azaab ka mustahiq ho. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น RWDTUS SALEHIN JILD-2  DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH  *●═══════════════●* *๐Ÿ‘ฅPlz Share to others also๐Ÿ‘ฅ*

13-06-2017​

​ Dil ka sakht hona bad naseebi ki nishaani hai. (Targeeb Lil Munziri: 2647)

Ramzan ke Rozey

๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *✦​  Ramzan ke Rozey   ✦​* ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁ *๐Ÿ“š Hadees:* Rasoolullah ๏ทบ ne irshaad farmaya: Jo shakhs (qasdan, janbujh kar) kisi shar'ee uzr ke bagair Ramzan ke ek rozey ko toud dey, To umr bhar roza rakhna bhi us (ek rozey) ka badal nahi ho sakta.   - ๐Ÿ“” [Abu Dawood: 2396]   *​ Download App*​​ goo.gl/SB46QM ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM

๐Ÿ”ถ      ﷽    ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 16-Ramzan-1438 12 -  June - 2017 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’œ   PYARE    ๐Ÿ’œ ๐Ÿ’     NABI     ๐Ÿ’ (Sallallahu alaihi w sallam) ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Hazrat Umar (rd.) farmatey hai: Mainey Allah ke Nabi Sallallahu alaihi w sallam se umrah me jaaney ki ijaazat talab ki, Toa mujhey ijaazat mil gaee, Aur Aap Sallallahu alaihi w sallam ne mujh se irshaad farmaya: Aey merey chhotey bhaai ! Mujhey apni duaaon me mat bhulna. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น ABU DAWOOD -1498 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ๐Ÿ…พ♦๐Ÿ…พ (SAW/177) *●═══════════════●* *๐Ÿ‘ฅPlz Share to others also๐Ÿ‘ฅ*

12-06-2017​

​ Allah Ta'ala farmaata hai: Tum doosron par kharch karte raho, main tum par kharch karta rahoonga. (Bukhaari: 5352)

Mo'atakif ke liye Sunnat

๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄     *✦​ Mo'atakif ke liye Sunnat ✦​* ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁ *๐Ÿ“š Hadees:* Hazrat Aaisha Raziy Allahu anha farmati hai: Mo'atakif (eatikaaf karne wala) ke liye sunnat ye hai ke Wo na mareez ki iyaadat karey, Na janaazey me shirkat karey, Na biwi ko hath lagaey, Na us se mubashirat (sohbat) karey, Aur na kisi aur zarurat ke liye masjid se baahar nikley, illa ye ke us ke bagair chaarah e kaar na ho.   - ๐Ÿ“” [Abu Dawood: 2473]   *​ Download App*​​ goo.gl/SB46QM ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

Aakhri Ashrey ka Eatikaaf

๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄    *✦​ Aakhri Ashrey ka Eatikaaf ✦​* ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁ *๐Ÿ“š Hadees:* Hazrat Aaisha Raziy Allahu anha farmati hai: Allah ke Rasool ๏ทบ wafaat tak Ramzan ke aakhri ashrey ka eatikaaf farmaya kartey the, Phir Aap ke baad aap ki biwiyon ne (apney apney hujron me) eatikaaf karna shuru kar diya.   - ๐Ÿ“” [Sahih Bukhaari: 2026]   *​ Download App*​​ goo.gl/SB46QM ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

ALLAH SE AAFIYAT MAANGO

๐Ÿ”ถ      ﷽    ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 15-Ramzan-1438 11 -  June - 2017 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’   ALLAH    ๐Ÿ’ ๐Ÿ‚       SE       ๐Ÿ‚ ๐ŸŒป  AAFIYAT  ๐ŸŒป ๐Ÿ„  MAANGO ๐Ÿ„ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Azaan aur iqaamat ke darmiyaani waqt me duaa radd nahi hoti yani qubul hoti he. Sahaba e kiraam (rd.) ne arz kiya: Ya Rasulullah ! Ham kya duaa maangey ? Aap sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Allah T'aala se duniya w aakhirat ki aafiyat maanga karo. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น TIRMIZI -3594 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ ALLAHUMMA INNI AS'ALU'KA AAFIYAH FIDDUNIYA WAL AAKHIRAH ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ๐Ÿ…พ♦๐Ÿ…พ (M.A./190) *●═══════════════●* *๐Ÿ‘ฅPlz Share to others also๐Ÿ‘ฅ*

11-06-2017​

​ Us aadmi mein koi bhalaai nahin, jis mein mehmaan nawaazi nahin. (At Targeeb Lil Munziri: 3919)

MAGFIRAT HI MAGFIRAT

๐Ÿ”ถ      ﷽    ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 14-Ramzan-1438 10 -  June  - 2017 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒปMAGFIRAT๐ŸŒป ๐ŸŒ‹       HI       ๐ŸŒ‹ ๐Ÿ’œMAGFIRAT๐Ÿ’œ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Jo aadmi namaaz ke iradey se wuzu karney ke liey uuthta he, phir apney dono hath gatto tak dhota he, toa uus ke hatheliyon ke gunah paani ke pehley qatrey ke sath hi jhad jatey hai, phir jab kulli karta he naak me paani daalta he aur naak saaf karta he, toa uus ki zubaan aur honton ke gunah paani ke pehley qatrey ke sath hi jhad jatey hai, phir jab apney chehrey ko dhota he toa uus ke kaan aur aankh ke gunah paani ke pehley qatrey ke sath hi jhad jatey hai, phir jab hathon ko kohniyon tak aur pairon ko takhno tak dhota he toa apney har gunah aur ghaltiyon se iss tarah paak saaf ho jata he jaisey aaj hi uus ki maa ne uusey jana (เคœเคจा) ho, Phir jab namaaz padhney ke liye khada hota he toa Allah T'aala uus namaaz ki wajah se darjah buland kar deitey hai, aur agar beitha rehta he (y

Aakhri Ashrey ka Eatikaaf

๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄    *✦​ Aakhri Ashrey ka Eatikaaf ✦​* ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁ *๐Ÿ“š Hadees:* Hazrat Aaisha Raziy Allahu anha farmati hai: Allah ke Rasool ๏ทบ wafaat tak Ramzan ke aakhri ashrey ka eatikaaf farmaya kartey the, Phir Aap ke baad aap ki biwiyon ne (apney apney hujron me) eatikaaf karna shuru kar diya.   - ๐Ÿ“” [Sahih Bukhaari: 2026]   *​ Download App*​​ goo.gl/SB46QM ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

​10-06-2017​

Momin aurton se keh do ke woh apni nigaahen neechi rakhein aur apni sharmgaahon ki hifaazat karein, aur apni zeenat ko kisi par zaahir na karein. (Sura-e-Noor: 31)

Fazaail E Zikr

๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄              *✦​ Fazaail E Zikr ✦​* ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁ *๐Ÿ“š Hadees:* Hazrat Sa'ad bin Abi Waqas RaziyAllahu anhu farmatey hai ke ham Rasoolullah ๏ทบ ki khidmat me baithey huey the, Aap ๏ทบ ne irshaad farmaya: Kya tum me se koi shakhs har roz eik hazaar (1000) nekiyan kamaaney se aajiz hai? Aap ๏ทบ ke paas baithey huey logon me se eik ne sawaal kiya: Ham me se koi aadmi eik hazaar nekiyan kis tarah kama sakta hai? Aap ๏ทบ ne irshaad farmaya: SUB'HANALLAH 100 martaba padhey us ke liye eik hazaar (1000) nekiyan likh di jaegi, Aur us ke eik hazaar gunah muaaf kar diye jaengey.   - ๐Ÿ“” [Sahih Muslim: 6852]   *​ Download App*​​ goo.gl/SB46QM ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

09-06-2017​

​ Aap (s.a.w) ne wazan karne waale se farmaaya ke wazan karo to jhukta tola karo. (Tirmizi: 1305)

Roza Dozakh se dhal hai

๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄     *✦​ Roza Dozakh se dhal hai ✦​* ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁ *๐Ÿ“š Hadees:* Hazrat Uthman bin Abu Aas RaziyAllahu Anhu se rivayat hai ki Rasoolullah ๏ทบ ne farmaya Roza Dozakh se aisee dhal hain jaise ladaii mein tumhare pass dhal hoti hai.   - ๐Ÿ“” [Ibne Maaja: 1639]   *​ Download App*​​ goo.gl/SB46QM ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

ALLAH KI TAARIF

๐Ÿ”ถ      ﷽    ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 12-Ramzan-1438 08 -  June - 2017 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’   ALLAH    ๐Ÿ’ ๐ŸŒ‹       KI        ๐ŸŒ‹ ๐ŸŒป   TAARIF   ๐ŸŒป ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Sab se pehley Jannat ki taraf wo log pukarey jaengey Jo khushi aur ghamee, aasaani aur pareshani me Allah ki taarif aur hamd bayaan kartey hai. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น MUSTDRK-1851 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ๐Ÿ…พ♦๐Ÿ…พ (596) ●════════════════════● *๐Ÿ‘ฅPlz Share to others also๐Ÿ‘ฅ*

08-06-2017​

​ Jo aurat shaan aur badaai zaahir karne ke liye sone ka zewar pehnegi, use us ki wajah se azaab hoga. (Abu Daaood: 4237)

Jisne haram maal jama kiya

๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄ *✦​ Jisne haram maal jama kiya ✦​* ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁ *๐Ÿ“š Hadees:* Rasoolullah ๏ทบ ne irshaad farmaya: Jisney haraam maal jamaa kiya Phir us me se sadqa kiya, To ajro sawaab ke bajaaey ulta wabaal hoga.   - ๐Ÿ“” [Mustadrak: 1440]   *​ Download App*​​ goo.gl/SB46QM ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

RAMZAN KI FAZILAT

๐Ÿ”ถ      ﷽    ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 11-Ramzan-1438 07 -  June - 2017 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒป  RAMZAN ๐ŸŒป ๐Ÿ„        KI       ๐Ÿ„ ๐Ÿ’   FAZILAT  ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Agar bandon ko malum ho jaey  ke Ramzan kya he ? Toa meri Ummat tamanna karti ke  kaash pura Saal Ramzan hi ho jaey. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น IBNEY KHUZAIMA -1886 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ๐Ÿ…พ♦๐Ÿ…พ

07-06-2017​

​ Tumhaara apne padoosi ki biwi ke saath badkaari karna (sab se bada gunaah hai). (Bukhaari: 6001)

Dozakh se Aazad

๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄            *✦​ Dozakh se Aazad ✦​* ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁ *๐Ÿ“š Hadees:* Hazrat Jabir RaziyAllahu Anhu se rivayat hai ki Rasoolullah ๏ทบ ne farmaya iftari ke waqt Allah subhanahu bahut se logo ko (dozakh se) aazad farma dete hain aur aisa har raat hota hai.   - ๐Ÿ“” [Ibne Maaja: 1643]   *​ Download App*​​ goo.gl/SB46QM ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

06-06-2017​

​ Salaam mein pahel karne waala takabbur se paak hai. (Shoabul Imaan: 8786)

FAZAAIL E RAMAZAN

๐Ÿ”ถ      ﷽    ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 09 Ramazaan, 1438 05 -  June - 2017 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒป  FAZAAIL  ๐ŸŒป ๐ŸŒ‹        E        ๐ŸŒ‹ ๐Ÿ’  RAMZAN ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Jo shakhs Allah T'aala ki raza ke liye eik din ka rozah rakhega Toa Allah T'aala uus ke aur jahannam ke darmiyaan eik aisee khandaq bana dega Jis ki masaafat (distance) aasmaan w zameen ke darmiyaan ke baraabar hogi. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น TIRMIZI-1624 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ๐Ÿ…พ♦๐Ÿ…พ (492)

Agar koi Rozedar se ladey

๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄   *✦​ Agar koi Rozedar se ladey ✦​* ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁ *๐Ÿ“š Hadees:* Hazrat Abu Huraira RaziyAllahu anhu se rivayat hai ki Rasoolullah ๏ทบ ne farmaya Roza Dozakh se bachney ke liye ek dhaal hai isliye (jo rozedar ho) wo na to biwi se hambistari karey aur na fahash (buri) aur jahalat ki batein kare aur agar koi shaksh ussey ladey ya usey gaali de to uska jawab sirf ye kahna chaahiye ki main Rozedar hun do baar (kahey), us zaat ki kasam jiskey haath mein meri jaan hai Rozedar ke munh ki Bu Allah ke nazdeek musk ki khushbu se bhi ziyada pasandeeda aur pakeeza hai (Allah ta'ala farmata hai) banda apna khana peena aur apni Shahwat meri liye chodta hai Roza mere liye hai aur main hi iska badla dunga aur nekiyon ka sawab bhi asal neki ke 10 guna hota hai.   - ๐Ÿ“” [Sahih Bukhari: 1894]   *​ Download App*​​ goo.gl/SB46QM ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

05-06-2017​

​ Patthar, kaanta, haddi (wagaira) ka raaste se hata dena sadqa hai. (Tirmizi: 1956)

Ramzan me ye chaar chize

๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄   *✦​ Ramzan me ye chaar chize ✦​* ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁ *๐Ÿ“š Hadees:* Rasoolullah ๏ทบ ne (Ramzan ke mutaallliq) irshaad farmaya: Aur chaar chizon ki is (Ramzan) me kasrat rakha karo, Kalimah Taiyebah Aur Istighfaar ki kasrat karo, Jannat ki talab karo Aur aag se panaah maango.   - ๐Ÿ“” [Ibne Khuzaimah: 1887]   *​ Download App*​​ goo.gl/SB46QM ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

FAZAAIL E RAMAZAN

๐Ÿ”ถ      ﷽    ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 08-Ramzan-1438 04 -  June - 2017 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒป  FAZAAIL  ๐ŸŒป ๐ŸŒ‹        E        ๐ŸŒ‹ ๐Ÿ’  RAMZAN ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: jo shakhs kisi rozadar ko iftaar karaey uus ke liye gunahon ke muaaf honey aur aag se khalaasi ka sabab hoga aur rozadar ke sawaab ke maanind uus ko sawaab milega Magar rozadar ke sawaab me se kuchh km nahi kiya jaega. Sahaba (rd.) ne arz kiya : Ham me har shakhs itnee wus'at nahi rakhta ke iftaar karaey toa Aap Sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Ye sawaab toa Allah T'aala eik khajoor se koee iftaar karaey ya eik ghunt paani pila dey ya eik ghunt dudh pila dey uus ko bhi ataa kar deitey hai. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น IBNEY KHUZAIMA -1780 ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ๐Ÿ…พ♦๐Ÿ…พ (502)

​04-06-2017​

Jo shakhs muaamle ke galat hone ka ilm hone ke baawajood naahaq jhagda kare, woh hamesha Allah ke gazab mein rehta hai. (Abu Daaood: 3597)

Jo Zakaat adaa na Karey

๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄    *✦​ Jo Zakaat adaa na Karey ✦​* ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁ *๐Ÿ“š Hadees:* Rasoolullah ๏ทบ ne irshaad farmaya: Jo aadmi soney chaandi ka maalik ho aur us ka haq (yaani zakaat) adaa na karey, To Qayamat ke din us soney chaandi ke patrey bana kar jahannam ki aag me tapaaya jaega, Phir us shakhs ke pehlu, peshaani aur kamar ko daaga jaega, Aur ye daagney ka amal Qayamat ke din tak baraabar jaari rahega, Jiski miqdaar pachaas hazaar saal ke baraabar hogi, Yahaan tak ke bandon ke darmiyaan faisla ho jaega, Phir us ka thikana Jannat ya Jahannam hoga.   - ๐Ÿ“” [Sahih Muslim: 2290]   *​ Download App*​​ goo.gl/SB46QM ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

FAZAAIL E RAMAZAN

๐Ÿ”ถ      ﷽    ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 03 -  June - 2017 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒป  FAZAAIL  ๐ŸŒป ๐ŸŒ‹        E        ๐ŸŒ‹ ๐Ÿ’  RAMZAN ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Jannat ke aanth (8) darwazey hai, jinmey se eik ka naam Babur Raiyaan hai, uus darwazey me se (sirf) roza rakhney waley daakhil hongey. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น ๐Ÿ‚BUKHARI๐Ÿ‚  DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ​ •─━━━━━══════━━━━━─•

03-06-2017​

​ Subah ka sona rizq ko rok deta hai. (Musnade Ahmad: 530)

Iftar ke waqt Rozedar ki Dua

๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄ *✦​ Iftar ke waqt Rozedar ki Dua ✦​* ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁ *๐Ÿ“š Hadees:* Hazrat Abdullah bin Amr bin As RaziyAllahu Anhu se rivayat hai ki Rasoolullah ๏ทบ ne farmaya iftar ke waqt rozedar ki dua radd nahi hoti.   - ๐Ÿ“” [Ibne Maaja: 1753]   *​ Download App*​​ goo.gl/SB46QM ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

02-06-2017​

​ (Isi wajah se ham ne Bani Israail ko yeh farmaan likh diya tha ke) jis ne kisi insaan ki jaan bachaai to goya us ne tamaam insaanon ki jaan bachaai. (Sura-e-Maaidah: 32)

Gunahon ke liye kaffarah

๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ๐Ÿ•Œ        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄    *✦​ Gunahon ke liye kaffarah ✦​* ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁ *๐Ÿ“š Hadees:* Rasoolullah ๏ทบ ne irshaad farmaya: Paancho namazein, Jumaa ki namaz pichhley jumaa tak, aur Ramzan ke rozey pichhley Ramzan tak Darmiyaani owqaat ke tamaam gunahon ke liye kaffarah hai, Jab ke in aamaal ko karney wala kabirah gunahon se bachey.   - ๐Ÿ“” [Sahih Muslim: 552]   *​ Download App*​​ goo.gl/SB46QM ❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁