9 Aur 10 Muharram ka Roza


      ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄
        *Bismillahirrahmanirrahim*
      ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄

*✦ 9 Aur 10 Muharram ka Roza ✦​*
✾✾✾✾✾✾✾✾✾✾✾✾✾✾✾✾✾

*📚 Hadees :* Hazrat Abu Qatada al-Ansari RaziyAllahu Anhu se rivayat hai ki Rasoolullah ﷺ se Ashura (10 Muharram) ke din ke rozey ke bare mein pucha to Aap ﷺ ne faramaya ye Guzrey huye saal ke gunahon ka kaffara hai..
- 📗 (Muslim, Vol 3, 2747, 2528)

*📚 Hadees :* Hazrat Abdullah Bin Abbas Raziy Allahu Anhu se rivayat hai ki Jab Roza rakha Rasoolullah ﷺ Ne Aashurey ke din (10 Muharram) ka aur Huqm (Order) Kiya is Rozey ka, to logo ne Arz kiya Ya RasoolAllah ﷺ ye din to aisa hai ki iski Taazim karte hain Yahud aur Nasara, To Aap ﷺ Ne farmaya Ki Jab Agla Saal aayega to Insha-Allah Hum 9 ka Roza Rakhege, Aakhir Agla Saal na aane paya ki Aap ﷺ Duniya se wafat pa gaye..
- 📗 (Muslim, Vol 3, 2666, 2603)

*Note:* India mein Insha Allah ​9 muharram (11-Oct-2016) Tuesday

Aur ​10 Muharram (12-Oct-2016) Wednesday ko Roza rakhna hai..

         *✰​ Join Islamic Group ✰*
  Islamiguide.com/Islamic-Group
✾✾✾✾✾✾✾✾✾✾✾✾✾✾✾✾✾

Comments

Popular posts from this blog

QAYAMAT KA DIN

UMMAT KA FITNA

▔▔▔▔ 🍁Jhooti Hadees bejhne ka Anjam🍁