DUAA KI FAZILAT

🕌🕌🕌

       ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄
         *Bismillahirrahmanirrahim*
       ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄

         *✦​ DUAA KI FAZILAT ✦​*
❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

*📚 Hadees:* Rasoolullah ﷺ ne irshaad farmaya: Jo musalman bhi Allah Ta'ala se koee aisee duaa karey, Jis me koee gunah ya qataa rahmi ki baat na ho, To Allah Ta'ala ya to usey wahi ataa farmatey hai, Jo us ne maanga he, Ya koee taklif us duaa ke bqadr us se hata leitey hai, Ya us ke liye us duaa ke baraabar ajr ka zakhirah kar deitey hai. Eik shakhs ne arz kiya: Jab baat ye he (ke duaa zarur qubul hoti he aur us ke badley me kuchh na kuchh zarur milta he) to ham bahot ziyadah duaayein karenge. Rasoolullah ﷺ ne irshaad farmaya: Allah Ta'ala bhi bahot ziyadah deney waley hai.

  - 📔 [Tirmizi: 3573]

  *​ Download App*​​ goo.gl/SB46QM
❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

Comments

Popular posts from this blog

QAYAMAT KA DIN

UMMAT KA FITNA

▔▔▔▔ 🍁Jhooti Hadees bejhne ka Anjam🍁