Jum’ah Ke Din Ek Maqbool Ghadi Hai Jis Me Du’a Qabool Hoti Hai

*جمعہ کے دن ایک مقبول گھڑی ہے جس میں دعا قبول ہوتی ہے*

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا:
*’’جمعہ کے دن ایک گھڑی ایسی ہوتی ہے کہ کوئی بھی مسلمان اس میں کھڑا ہو کر نماز پڑھے، اور بھلائی کی دعا مانگے تو اللہ تعالیٰ اس کو وہ عطا فرمادیتے ہیں۔‘‘*(بخاری:۹۳۵)

*(اُس گھڑی کو عصر سے سورج ڈوبنے کے درمیان میں تلاش کرو۔)*

*Jum’ah Ke Din Ek Maqbool Ghadi Hai Jis Me Du’a Qabool Hoti Hai*

Rasoolullaah صلی اللہ علیہ وسلم Ne Farmaaya:
*“ Jum’ah Ke Din Ek Ghadi Aesi Hoti hai Ke Koi Bhi Musalmaan Us Me Khada Ho Kar Namaaz Padhe, Aur Bhalaayi ki Du’aa Maange To Allah ta’ala Us Ko Woh Ataa Farma Dete Hain”*

📓 [BUKHARI : 935]

*Us Ghadi Ko Asr Se Suraj Dubne Ke Darmiyaan Me Talaash Karo.*

Comments

Popular posts from this blog

QAYAMAT KA DIN

UMMAT KA FITNA

▔▔▔▔ 🍁Jhooti Hadees bejhne ka Anjam🍁