MO'AJIZA E RASUL
πΆ ο·½ πΆ
π (0324) π
πππππ
06-shavval- 1437
12 - June - 2016
πππππ
π» MO'AJIZA π»
π E π
π RASUL π
(Sallallahu alaihi w sallam)
πππππ
Hazrat Abu salma (rd.) farmatey hai ke khaibar me eik yahudi aurat ne eik bhooni huee bakri Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ki khidmat me b'tour e hadiya peish ki
Jis me uus ne zahar mila diya tha,
Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne uus me se kuchh khaya
aur sahaba e kiraam (rd.) jo majlis me haazir the uunho ne bhi uus me se kuchh khaya,
Magar fowran hi Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne sahaba (rd.) se farmaya:
Apna hath khinch lo,
iss bakri ne mujhey khabar dee he ke mujh (bakri) me zahar milaya gaya he.
πΉπΉπΉπΉπΉ
ABU DAWOOD
- 4512
ξ·ξ·ξ·ξ·ξ·
DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ξ΅ξξ΅
(539)
Comments
Post a Comment