๐ŸDil mein Gurur ya Ghamand๐Ÿ

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔ 
🍁Dil mein Gurur ya Ghamand🍁

📚Hadees: Abdullah bin masood Radi Allahu Anhu  se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya wo shakhs jannat mein nahi jayega jiske dil mein zarre ke barabar bhi gurur ya  ghamand hoga , ek shakhs bola har  ek aadmi chahta hai ki uske kapde achche ho aur uske jutey achche ho (to kya ye bhi gurur mein hai) Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Allah khubusurat hai aur khubsurti ko pasand karta hai, gurur ya ghamand ye hai ki insaan haq ko nahaq bata de aur logo ko haqeer samjhe.
- 📔 (Sahih Muslim, Jild 1, 265)

•─━━━━━══════━━━━━─•
                         ❁ ❁ ❁

Comments

Popular posts from this blog

QAYAMAT KA DIN

UMMAT KA FITNA

▔▔▔▔ ๐ŸJhooti Hadees bejhne ka Anjam๐Ÿ