🍁  Geebat Aur bohtan  🍁

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
     🍁  Geebat Aur bohtan  🍁

📚Hadith: Abu hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Tum jaante ho geebat kya hai? logo ne kaha ki Allah aur uske Rasool Sallallahu Alaihi wasallam hi khub jante hain, Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Geebat ye hai ki tum apne bhai ka zikr is tarah karo ki (agar wo samne hota to) usko bura lagta, logo ne kaha ki Ya Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam agar hamare bhai mein wo aib mojud ho to, Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya wo hi to geebat hai Agar usmein wo mojud na ho to wo bohtan hai.

- 📔 Urdu Ref: (Sahih Muslim, Jild 6, Hadees 6593)
- 📔 Eng Ref: (Sahih Muslim, Book 32, Hadith 6265)
●════════════════════●
   👥  Plz Share to others also 👥
●════════════════════●
                         ❁ ❁ ❁

Comments

Popular posts from this blog

QAYAMAT KA DIN

UMMAT KA FITNA

▔▔▔▔ 🍁Jhooti Hadees bejhne ka Anjam🍁