Posts

Showing posts from July, 2016

MO'AJIZA E RASUL

*πŸ”Ά      ﷽    πŸ”Ά* *πŸ’    (0344)   πŸ’* πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ *26-shavval- 1437* *01 -August- 2016* πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ *πŸ’œ MO'AJIZA πŸ’œ* *πŸ‚        E.       πŸ‚* *    RASUL   * *(sallallahu alaihi w sallam)* πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Hazrat Abdullah bin Ateek (Rd.) jab Abu Raafe'a ko qatl kar ke waapas aaney lagey toa sidee se utertey huwey gir padey aur peir toot gaya Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne uus par apna haath mubarak phera toa fowran aisa achchha ho gaya goya kabhi toota hi na tha. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή *BUKHARI -4039*  *DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH* ♦ *(403)*

NIND ME MUHAFIZ

πŸ”Ά      ﷽    πŸ”Ά πŸ’    (0343)   πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 25-shavval- 1437 31 -  July  - 2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ πŸŒ‹    NIND      πŸŒ‹ πŸ‚      ME       πŸ‚ πŸ’œ MUHAFIZ  πŸ’œ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Jo bhi musalman bistar par ja kar Quran e kareem ki koee si bhi surat padh leita he, toa Allah T'aala uus ki hifazat ke liye eik farishta muqarrar farma deitey hai, Phir jab bhi wo bedaar hota he  uus ke bedaar honey tak koee takleef deney wali chiz uus ke qareeb bhi nahi aati. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή TIRMIZI -3407 πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦πŸ…Ύ♦ (MA/348)

NASHIHAT E RASUL

πŸ”Ά      ﷽    πŸ”Ά πŸ’    (0341)   πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 23-shavval- 1437 29 -  July  - 2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ πŸ’œ  NASIHAT πŸ’œ πŸŒ‹        E        πŸŒ‹     RASUL    (sallallahu alaihi w sallam) πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Tum me se har eik daaein (sidhey-right) haath se khaaey Aur daaein haath se piye, Aur daaein haath se hi (koee chiz) ley, Aur daaein haath se hi (dusrey ko) koee chiz dey, Kyun ke shaitaan baaein (left-ultey) haath se khaata peeta he aur baaein haath se hi leta deta he. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή IBNEY MAAJAH 3266  DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦♦ (318)

KHIDMAT E KHALQ

πŸ”Ά      ﷽    πŸ”Ά πŸ’    (0338)   πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 20-shavval- 1437 26 -  July  - 2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 🌻  KHIDMAT 🌻 πŸ‚        E        πŸ‚ πŸ’œ   KHALQ   πŸ’œ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Bewah aur miskino ki zarurat puri karney wala Allah ke raastey ke mujahid ki tarah, ya din me rozah rakhney waley aur raat bhar namaz padhney waley ki tarah he. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή BUKHARI -6006  DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦πŸ…Ύ♦ (406)

3 SHAKHS ALLAH KI ZIMMEDARI ME

πŸ”Ά      ﷽    πŸ”Ά πŸ’    (0337)   πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 19-shavval- 1437 25 -  July  - 2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ πŸ”΅3 SHAKHS πŸ”΅ πŸ’    ALLAH   πŸ’ πŸŒ‹        KI       πŸŒ‹ πŸ’œZIMMEDARIπŸ’œ 🌻      ME       🌻 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: 3 shakhs aisey he jo Allah T'aala ki zimmedari me hai, Agar zindah rahein toa uunhey rozi dee jaegi aur uun ke kaamo me madad ki jaegi aur uunhey mout aa gaee toa Allah T'aala uunhey jannat me dakhil farmaengey, πŸ‚ Eik wo jo apney ghar me dakhil ho kar salaam karey, πŸ‚ Dusra wo jo masjid jaey, πŸ‚ Tisra wo jo Allah T'aala ke raastey me nikley. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή IBNEY HIBBAN jild-2 safah-252 πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦πŸ…Ύ♦ (M.A./719)

SULAH KARAANA

πŸ”Ά      ﷽    πŸ”Ά πŸ’    (0336)   πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 18-shavval- 1437 24 -  July  - 2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ πŸ’   SULAH    πŸ’ πŸ‚ KARAANA πŸ‚ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Kya mai tum ko aisee chiz na bata'uun jis ka darja namaz,roza (nafal) sadqa se bhi badha huwa he. Sahaba (Rd.) ne arz kiya: Aey Allah ke Rasul (Sallallahu alaihi wa sallam) zarur bataein. Aap Sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Do aadmiyon ke darmiyan sulah karaana, aur aapas ka ikhtilaaf toa deen ko tabaah w barbaad karney waali chiz he. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή ABU DAWOOD -4919 πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦πŸ…Ύ♦ (386)

Do sajdo ke darmiyan ye dua padhe

*✦✦Bismillahirrahmanirrahim✦✦* ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔ *Do sajdo ke darmiyan ye dua padhe * *πŸ“šHadees:* Abdullah ibn Abbas RaziyAllahu Anhuma se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam Do sajdo ke darmiyan (baith-te waqt) ye dua padhte the Ψ§Ω„Ω„َّΩ‡ُΩ…َّ Ψ§ΨΊْفِΨ±ْΩ„ِي وَΨ§Ψ±ْΨ­َΩ…ْΩ†ِي وَΨΉَافِΩ†ِي وَΨ§Ω‡ْΨ―ِΩ†ِي وَΨ§Ψ±ْΨ²ُΩ‚ْΩ†ِي Allahumma Aghfirli, wa Arhamni, wa Aafini, Wa Ahdini, wa Arzuqni (Eh ALLAH mujhe bakhs de aur mujh par raham farma aur mujhe Aafiyat de aur mujhe Hidayat de aur mujhe Rizq ata farma) - πŸ“— (Abu Dawud, Vol 1, 842)   *❖ Plz Forward to others also ❖*           *✰​Join Islamic Group✰* ❥➖➖➖➖➖➖➖➖➖❥

🍁 Hair cutting ke mutaliq 🍁

*✦✦Bismillahirrahmanirrahim✦✦* ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔   *🍁 Hair cutting ke mutaliq 🍁* *πŸ“šHadees:* Hazrat Abdullah Umar Raziy Allahu anhu bayan farmate hai ki Rasoolullah ο·Ί ne Qaza! Se mana farmaya.. - πŸ“— (Sahih Bukhari, 5921) ⚜ *Khulasa:* Qaza ka matlab sar ke Baaz hisse ko moondhwana or Baaz ko chod dena hai.. Agar jaiza liya jaiye to aaj kal fashion k naam par Aqsar ladke aesi hi cutting karwate hai.. Farz kar lete hai hamare baiyon ko hadees ka ilm nahi hoga, Aese halaat mein unko samjhana unki rehnumai karna ek musalman hone ki hasiyat se hamara mazhabi fariza bhi hai. Duniya mein kuch logo se tareef k chand alfaz sunne k liye hadees k khilaf ja kar apni Aakhirat barbaad na kare!! Apni or apne azizon ki islah k liye ek baar zaroor share kare           *✰​Join Islamic Group✰* ❥➖➖➖➖➖➖➖➖➖❥

ZUBAAN KA ISTEMAAL

πŸ”Ά      ﷽    πŸ”Ά πŸ’    (0334)   πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 16-shavval- 1437 22 -  July  - 2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ πŸ’  ZUBAAN  πŸ’ πŸ‚       KA      πŸ‚ πŸ„ ISTIMAAL πŸ„ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Aadmi ki neikbakhti aur badbakhti uus ke dono jabdon ke darmiyan he, yani zubaan ka sahi istimaal neikbakhti aur ghalat istimaal badbakhti ka zariya he. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή TABRANI, MAJMUAZ ZAWAID 1/538 πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH πŸ…Ύ♦πŸ…Ύ (M.A./790)

EIK AHAM AMAL

πŸ”Ά      ﷽    πŸ”Ά πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 🌷      EIK       🌷 🌻   AHAM     🌻 πŸ’    AMAL     πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Jis shakhs ne apney walidein ya dono me se kisi eik ki Qabr ki har Jumaa ko ziyarat ki, toa uus ki maghfirat kar di jaeygi, aur uusey neik suluk karney wala likha jaeyga. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή TABRANI -955 πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH πŸ…Ύ♦πŸ…Ύ (SWA/264)

🍁Wuzu krke Namaz ko Jana🍁

*✦✦Bismillahirrahmanirrahim✦✦* ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔ *🍁Wuzu krke Namaz ko Jana🍁* *πŸ“šHadees:* Rasoolullah ο·Ί ne farmaya ki jab tum mein se koi shaksh achchi tarah wuzu karke Namaz ke liye nikalta hai to Daayan (right) Qadam uthatey hi Allah Subhanahu uskey liye ek neki likh dete hain aur baayan (left) Qadam rakhtey hi uska Ek gunaah maaf kar detey hain so ab jo chahey (masjid se) Qareeb rahey ya dur rahey, phir jab wo Masjid mein aakar namaz Parhta hai to usko bakhsh diya jata hai, - πŸ“— (Abu Dawud, Vol 1, 561)   *❖ Plz Forward to others also ❖ ❥➖➖➖➖➖➖➖➖➖❥

SHAB E JUM'AA

πŸ”Ά      ﷽    πŸ”Ά πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ πŸŒ‹    SHAB     πŸŒ‹ πŸ‚        E        πŸ‚ πŸ’œ  JUM'AA   πŸ’œ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: jo shaks jum'aa ki raat SURA E DUKHAN (para no-25) padhega uski bakhshish kardi jaeygi, dusri riwayat me hai, subah tak 70 hazar farishtey uskey liye istigfaar kartey hai. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή Attargeeb wat tarheeb 1/345 πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH πŸ…ΎπŸŒ·πŸ…Ύ

🍁Raastey me kaantedaar dali🍁

*✦✦Bismillahirrahmanirrahim✦✦* ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔ *🍁Raastey me kaantedaar dali🍁* *πŸ“šHadees:* Abu Hurairah Raziy allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya ek shaksh raastey par chal raha tha ki usney wahan par kaantedaar dali dekhi usney usey hata diya to allah taala ne uska ye amal Qubul kiya aur uski maghfirat kar di. - πŸ“— (Sahih Bukhari, Vol 3, 2472)   *❖ Plz Forward to others also ❖*           *✰​Join Islamic Group✰ ❥➖➖➖➖➖➖➖➖➖❥

NASIHAT E RASUL

πŸ”Ά      ﷽    πŸ”Ά πŸ’    (0332)   πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 14-shavval- 1437 20 -  July  - 2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ πŸ’œ NASIHAT πŸ’œ πŸŒ‹       E        πŸŒ‹ πŸ’   RASUL   πŸ’ (Sallallahu alaihi wa sallam) πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam ne irshaad farmaya: Aurat Ramzan ke rozon ke alaawah kisi bhi din ka rozah apney shohar ki ijaazat ke bagair na rakhey, Jab ke uus ka shohar ghar par moujood ho. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή TIRMIZI -782 πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH πŸ…Ύ♦πŸ…Ύ (SWA/232)

NASIHAT E RASUL

πŸ”Ά      ﷽    πŸ”Ά πŸ’    (0331)   πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 13-shavval- 1437 19 -  July  - 2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ πŸ’œ  NASIHAT πŸ’œ πŸŒ‹        E        πŸŒ‹ πŸ’    RASUL   πŸ’ (Sallallahu alaihi wa sallam) πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam ne irshaad farmaya: Tum apney musalman bhai se jhagda mat karo, Aur na uus se aisa mazaaq karo, Jo jhagdey ka sabab baney, Aur na uus se aisa waadah karo Jisko tum pura na kar sako. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή TIRMIZI-1995 πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH πŸ…Ύ♦πŸ…Ύ (404)

🍁 Kisi se badla nahi liya 🍁

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦ ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔    *🍁 Kisi se badla nahi liya 🍁* *πŸ“šHadees:* Hazrat Aisha Raziy Allahu Anha bayan karti hain ki ALLAH ki Qasam Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne kabhi apne zaati Muaamle mein kisi se badla nahi liya, haan magar jab ALLAH ki hurmaton ko toda jata to Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ALLAH subhanahu ke liye badla lete they. - πŸ“” (Sahih Bukhari, Vol 8, 6786) *><><><><><><><><><><><><><><* πŸ‘₯ *Read, Follow & Forward* *><><><><><><><><><><><><><><*                          ❁ ❁ ❁

IKRAAM E MUSLIM

πŸ”Ά      ﷽    πŸ”Ά πŸ’    (0330)   πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 12-shavval- 1437 18 -  July  - 2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ πŸ’œ  IKRAAM  πŸ’œ πŸŒ‹       E        πŸŒ‹ πŸ’  MUSLIM  πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam ne irshaad farmaya: Koee shakhs kisi musalman ko haqeer na samjhey, (Mumkin he) jo musalman chhota ho (yani jisko haqeer samjho) Allah T'aala ke yahaan uska bada maqaam ho. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή KNZUL OMMAL -44279 πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH πŸ…Ύ♦πŸ…Ύ (SWA/422)

🍁Cheenkne par Alhamdulillah🍁

⚜πŸ”…⚜           ┄─━━━━□□□━━━━─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*           ┄─━━━━□□□━━━━─┄ *🍁Cheenkne par Alhamdulillah🍁* πŸ“šHadees: Abu Hurairah Raziy Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah SallAllahu Alaihi Wasallam ne farmaya ALLAH taala cheenk (sneezing) ko pasand karta hai aur jamaayee (yawning) ko napasand karta hai isliye tum mein se koi shaksh cheenke aur Alhamdulillah (Tamam Taarif ALLAH ke liye hai) kahe to har musalman par haq hai ki jo use sune uska jawab Yarhamukallah se de, jamaayee (yawning) shaitan ki taraf se hoti hai isliye jahan tak ho sake use roke kyonki jab wo munh khol kar Haaaaa kahta hai to shaitan us par hasta hai. - πŸ“” (Sahih Bukhari, Vol 7, 6223) ❥➖➖➖➖➖➖➖➖➖❥          *☆ Join Islamic Group ☆* ❥➖➖➖➖➖➖➖➖➖❥                          ❁ ❁ ❁

NASIHAT E RASUL

πŸ”Ά      ﷽    πŸ”Ά πŸ’    (0329)   πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 11-shavval- 1437 17 -  July  - 2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ πŸ’œ  NASIHAT πŸ’œ πŸŒ‹        E        πŸŒ‹ πŸ’    RASUL   πŸ’ (Sallallahu alaihi wa sallam) πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam ne irshaad farmaya: Jab tum me se koee shakhs apni biwi ke paas (tanhaai me) jaey, Toa jahaan tak ho sakey satr ka khyaal rakhey. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή BAIHAQI-7543 πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’ πŸ‚Faidah: Tanhaai me biwi ke paas janey me bhi satr ka khyaal rakhney ka hukm diya gaya he, Toa dusron mouqo par satr chhupaney ka aur ziyadah ehtimaam hona chahiye . πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH πŸ…Ύ♦πŸ…Ύ (528)

🍁"Lambi Umar Allah Ki Neymat"🍁

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦ ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔ *🍁"Lambi Umar Allah Ki Neymat"🍁* πŸ’"Ek Aadmi ne Pucha 'Ae Allah ke Rasool _(Sal-Allahu-alaihe-wasallam)_ logo me sab se *Behtar* Aadmi kaun hai, Aap ne farmaya Jiski *Zindagi lambi ho aur uska Amal Nek ho,* Usne pucha logo me sab se *Bura* kaun hai, Aap ne farmaya Jis ki *Umar lambi ho aur Amal Bura ho*"πŸ’ *🌹Sunan Tirmizi #2330🌹* *πŸ—£Don't Forget to ShareπŸ—£*

🍁Jo ye chahe ki uski rozi bade🍁

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦ ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔ *🍁Jo ye chahe ki uski rozi bade🍁* *πŸ“šHadith:* Abu Hurairah Raziy Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo ye chahe ki uski rozi bad jaye aur uski umar lambi ho jaye use chahiye ki sila-rahmi (rishteydaron ke saath achcha suluq) kare. - πŸ“” (Sahih Bukhari, Vol 7, 5985) ●════════════════════●    πŸ‘₯ *Read, Follow & Forward* πŸ‘₯ ●════════════════════●                          ❁ ❁ ❁

NASIHAT E RASUL

πŸ”Ά      ﷽    πŸ”Ά πŸ’    (0328)   πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 10-shavval- 1437 16 -  July  - 2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ πŸ’œ  NASIHAT πŸ’œ πŸŒ‹       E         πŸŒ‹ πŸ’   RASUL    πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam ne irshaad farmaya: Dusron ki aurton se dur raho Tumhari aurtein bhi paak daaman rahegi. Apney walidein ke sath husney sulook karo Tumhari aulaad bhi tumharey sath husney sulook karegi. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή MUSTDRK-7258 πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH πŸ…Ύ♦πŸ…Ύ (520)

*🍁Ek Darkht ka Paudha lagaye🍁*

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦ ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔ *🍁Ek Darkht ka Paudha lagaye🍁* *πŸ“šHadith:* Anas bin Malik Raziy Allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Koi bhi musalman jo ek darkht ka paudha (small tree) lagaye ya khet mein beej boye phir us sey parinada ya insaan ya janwar jo bhi khatey hain wo uski taraf se sadqa hai.. - πŸ“” (Sahih Bukhari, Vol 3, 2320) ●════════════════════●    πŸ‘₯ *Read, Follow & Forward* πŸ‘₯ ●════════════════════●                          ❁ ❁ ❁

TIBBEY NABWI

πŸ”Ά      ﷽    πŸ”Ά πŸ’    (0327)   πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 09-shavval- 1437 15 -  July  - 2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ πŸ‚   TIBBEY   πŸ‚    NABWI     πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Har insaan ke sar me juzaam (kodh) ki josh maarney wali eik rag hoti he, Jab wo josh maarti he toa Allah T'aala uus par zukaam (sardi) ko musallat kar deita he lihaza zukaam ka ilaaj mat karo. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή MUSTADRAK -8262 πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’ πŸ‚FAIDAH: Hukma (hakeem) hazraat bhi zukaam ka fowry ilaaj behtar nahi samjhtey balke kuchh dino baad ilaaj karney ka mashwarah deitey hai.  DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH  (694)

🍁Allah aur Aakhirat par imaan🍁*

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦ ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔ *🍁Allah aur Aakhirat par imaan🍁* πŸ“šHadees: Abu Huraira Raziyallahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo koi ALLAH aur aakhirat ke din par Imaan rakhta hai use chahiye ki achchi baat kahe warna khamosh rahe aur jo koi ALLAH aur aakhirat ke din par Imaan rakhta hai wo apne Padosi (neighbor) ko takleef na pahunchaye aur jo koi ALLAH aur aakhirat ke din par yakeen rakhta ho wo apne mehmaan ki ezzat kare. - πŸ“” (Sahih bukhari, Vol 7, 6475) ●════════════════════●    πŸ‘₯ *Read, Follow & Forward* πŸ‘₯ ●════════════════════●                          ❁ ❁ ❁

🍁Haddi (bones), Leed (Gobar) aur koyley Mein Jinno ki rozi hoti hai🍁

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦ ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔ *🍁Haddi (bones), Leed (Gobar) aur koyley Mein Jinno ki rozi hoti hai🍁* *πŸ“šHadees:* Abdullah ibn Mas'ud Raziy Allahu Anhu  se rivayat hai ki Jinno ki ek jamaat Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ke khidmat mein hazir huyee unhoney arz kiya ki Eh Muhammad SallAllahu Alaihi Wasallam Aap apni ummat ko mana farma dijiye Haddi (bones), Leed (Gobar) aur koyley se istinja karney se kyuki ALLAH Subhanahu ne ismein hamari Rozi rakhi hai, iskey baad Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne aisa karney se mana farma diya. - πŸ“” _(Abu Dawood, Vol 1, 39)_ ●════════════════════●    πŸ‘₯ *Read, Follow & Forward* πŸ‘₯ ●════════════════════●                          ❁ ❁ ❁

🍁Jannat me dakhil hone wale🍁

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦ ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔ *🍁Jannat me dakhil hone wale🍁* πŸ“šHadees: Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya main jannat ke darwaze par khada hua to wahan aksar dakhil hone wale log miskeen (gareeb) the aur maaldar log ek taraf rok diye gaye hain unka hisab lena baki hai aur jo log Dozakhi the wo Dozakh ke liye bhej diye gaye hain aur maine jahanamm ke darwaje par khade hokar dekha to usmein aksar dakhil hone wali aurtein thi. - πŸ“” (Sahih bukhari, Vol 8, 6547) ●════════════════════●    πŸ‘₯ *Read, Follow & Forward* πŸ‘₯ ●════════════════════●                          ❁ ❁ ❁

MO'AJIZA E RASUL

πŸ”Ά      ﷽    πŸ”Ά πŸ’    (0324)   πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 06-shavval- 1437 12 -  June - 2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 🌻 MO'AJIZA 🌻 πŸŒ‹       E         πŸŒ‹ πŸ’   RASUL    πŸ’ (Sallallahu alaihi w sallam) πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Hazrat Abu salma (rd.) farmatey hai ke khaibar me eik yahudi aurat ne eik bhooni huee bakri Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ki khidmat me b'tour e hadiya  peish ki Jis me uus ne zahar mila diya tha, Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne uus me se kuchh khaya aur sahaba e kiraam (rd.) jo majlis me haazir the uunho ne bhi uus me se kuchh khaya, Magar fowran hi Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne sahaba (rd.) se farmaya: Apna hath khinch lo, iss bakri ne mujhey khabar dee he ke mujh (bakri) me zahar milaya gaya he. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή ABU DAWOOD - 4512  DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH  (539)

*🍁ALLAH se Jannat Mangna🍁*

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦ ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔ *🍁ALLAH se Jannat Mangna🍁* πŸ“šHadees: Anas bin malik Raziy Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo shakhs ALLAH se 3 martaba jannat maangta hai to jannat kahti hai ki YA ALLAH isko jannat mein dakhil farma. Aur jo shakhs 3 martaba dozakh ki aag se panah maangta hai to dozakh ki aag kahti hai. YA ALLAH isko dozakh ki aag se mehfooz farma. - πŸ“” (Nasai, Vol 3, 1822, 5523) ●════════════════════●   πŸ‘₯  *Read, Follow & Forward* πŸ‘₯ ●════════════════════●                          ❁ ❁ ❁

SAWAAB HI SAWAAB

πŸ”Ά      ﷽    πŸ”Ά πŸ’    (0323)   πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 05-shavval- 1437 11 -  June - 2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ πŸ’Ÿ SAWAAB  πŸ’Ÿ πŸŒ‹       HI        πŸŒ‹ πŸ’œ  SAWAAB πŸ’œ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Jab tum me se koee shakhs apney ghar se wuzu kar ke masjid aata he toa ghar waapas aaney tak uusey namaaz ka sawaab milta rehta he, uus ke baad Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne apney hathon ki ungliyan eik dusrey me dakhil ki aur irshaad farmaya: uusey aisa nahi karna chahiye. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή MUSTDRK HAKIM -1/206 πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’ πŸ”΄  FAIDAH  πŸ”΄ Matlab ye he ke jaisey namaaz ki haalat me dono hathon ki ungliyan eik dusrey me daalna durust nahi aur bila wajah aisa karna pasandidah amal nahi isee tarah jo ghar se wuzu kar ke namaaz ke iradey se masjid aaey uus ke liye ye bhi munasib nahi kyun ki namaaz ka sawaab haasil karney ki wajah se ye shakhs bhi goya namaaz ke hukm me hota he. πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH πŸ…Ύ♦πŸ…Ύ (MA/191) @IslamicGroup

*🍁 Allah Subhanahu ka Zikr 🍁*

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦ ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔ *🍁 Allah Subhanahu ka Zikr 🍁* πŸ“šHadith: Abu Saeed khudri Raziyallahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya jab koi jamaat Allah subhanahu ka zikr karti hai to farishte unhe gher lete hain, aur rahmat un par chaa jati hai aur un par taskeen nazil ki jati hai phir ALLAH subhanahu apne (farishto ki) majlis mein unka zikr karta hai. - πŸ“” (Tirmizi, Vol 2, 1302, 3378) ●════════════════════●   πŸ‘₯  *Plz Share to others also* πŸ‘₯ ●════════════════════●                          ❁ ❁ ❁

MO'AJIZA E RASUL

πŸ”Ά      ﷽    πŸ”Ά πŸ’    (0322)   πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 04-shavval- 1437 10 -  June - 2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ πŸ„ MO'AJIZA πŸ„ 🌷        E        🌷 πŸ’    RASUL   πŸ’ (sallallahu alaihi w sallam) πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Hazrat Anas bin Maalik (rd.) farmatey hai ke ham log Aap Sallallahu alaihi w sallam ke saath ghazwa e tabuk me gaey huey the uus din suraj itni aab o taab ke saath nikla ke mainey itni taabnaaki ke saath pehley kabhi nahi deikha tha, Chunanchey Hazrat Jibra'eel (a.s.) Huzur Sallallahu alaihi w sallam ki khidmat me haazir huey toa Aap Sallallahu alaihi w sallam ne iski wajah maalum ki toa Jibra'eel (a.s.) ne arz kiya: iski wajah ye he ke aaj Madinah Munawwrah me Mu'aawiyah bin Mu'aawiyah allaisi ki wafaat huee he, aur Allah T'aala ne uun ki namaz e janazah padhey ke liye 70,000 farishtey uutaarey hai. Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne farmaya: uunhey kis bina par ye darja haasil huwa? Hazrat Jibra'eel (a.s.) ne arz kiya: Hazrat Mu'aawiyah (rd.) ra

*🍁Dusre ki bat chupkar na sune🍁*

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦ ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔ *🍁Dusre ki bat chupkar na sune🍁* πŸ“šHadith: Ibn Abbas Raziyallahu anhuma se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo shakhs dusre logo ki baat sunne ke liye kaan lagaye (yani chup kar suney) jo usko pasand nahi karte ya us se bhagte hain to Qayamat ke din uske kaano mein sheesha pighla kar daala jayega. - πŸ“” Urdu (Sahih Bukhari, 7042) ●════════════════════●   πŸ‘₯  *Plz Share to others also* πŸ‘₯ ●════════════════════●                          ❁ ❁ ❁

DUNIYA KI NE'AMAT

πŸ”Ά      ﷽    πŸ”Ά πŸ’    (0321)   πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 03-shavval- 1437 09 -  June - 2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Tum me se jis shakhs ko sehat aur tandrusti haasil ho, Aur apney ghar walon ki taraf se uska dil mutmaeen ho, Aur eik din ka khaana uskey paas moujud ho, Toa samajh lo ke duniya ki tamaam ne'amat uskey paas moujud he. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή IBNEY MAAJAH -4141  DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH  (522)

🍁Shawwal ke 6 Rozo ki Fazilat🍁*

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦ ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔ *🍁Shawwal ke 6 Rozo ki Fazilat🍁* πŸ“šHadith: Abu Ayyub al-Ansari RaziyAllahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo ramzan ke rozey rakhey aur uskey baad 6 (roze) shawwal ke bhi rakhe to usko hamesha ke rozo ka sawab hoga. - πŸ“” (Muslim, Vol 3, 2758, 2614) πŸ“šHadith: Soban RaziyAllahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo Eid ul Fitar ke baad 6 din roza rakhe to usko purey sal roza rakhne ka sawab milega, jo ek neki laayega usko iska 10 guna ajar milega. - πŸ“” (Ibne Maja, Vol 1, 1715) Note : Ulma kahte hain ki agar koi eid ke foran baad na rakh saka ho to pure shawwal mahine mein kabhi bhi ek ek karke ya ek hi saath ye 6 rozey rakhe ja sakte hain. ●════════════════════●   πŸ‘₯  *Plz Share to others also* πŸ‘₯ ●════════════════════●                          ❁ ❁ ❁

EID KI TAKBIR

πŸ”Ά      ﷽    πŸ”Ά πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 01-Shwwal-1437 07 -  July  - 2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 🌷       EID      🌷 🌺        KI       🌺 πŸ„   TAKBIR   πŸ„ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Hazrat Abdullah bin Umar (Rd.) farmatey hai ke Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam Eid ul Fitr ke din ghar se nikal kar eidgaah jatey huwey (rastey me) takbir padha kartey the. (Takbir ye he) ALLAHU AKBAR ALLAHU AKBAR LA ILAAHA ILLALLAHU WALLAHU AKBAR, ALLAHU AKABAR WA LILLAHIL HAMD. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή DAR E QUTNI -1733  DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH 

FAZAAIL E RAMZAN

πŸ”Ά      ﷽    πŸ”Ά πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 30-Ramzan-1437 06  -  July  - 2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 🌻  FAZAAIL  🌻 πŸŒ‹        E        πŸŒ‹ πŸ’  RAMZAN πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam ne irshaad farmaya: Jisney haraam maal jamaa kiya Phir uus me se sadqa kiya Toa ajro sawaab ke bajaaey uulta wabaal hoga. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή MUSTDRK -1440 πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH πŸ…Ύ♦πŸ…Ύ (554)

*🍁Eid ke din Roza Rakhna mana🍁*

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦ ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔ *🍁Eid ke din Roza Rakhna mana🍁* πŸ“šHadith: Hazrat Aisha Raziy Allahu Anha se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne Do din ke roze se mana farmaya hai (ek) Eid Al-fitar aur (dusra) Eid Al-Zuha. - πŸ“” Urdu (Muslim, Vol 3, 2676) - πŸ“” Eng (Muslim, Book 6, 2538) ●════════════════════●   πŸ‘₯  *Plz Share to others also* πŸ‘₯ ●════════════════════●                          ❁ ❁ ❁

*🍁 Eid ke din ki Sunnatein 🍁*

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦ ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔    *🍁 Eid ke din ki Sunnatein 🍁* πŸ”ΆGusl karna,            πŸ“’ [Bayhaqi: 3/278] πŸ”ΆMiswaak karna,            πŸ“’ [Ibne Majaa: 1098] πŸ”ΆUmdah Kapde pahenna,            πŸ“’ [Bayhaqi: 3/281] πŸ”ΆKhushboo Lagana,            πŸ“’ [Ibne Majaa: 1098] πŸ”ΆEid ki namaz ke liye jane se pehle taak(1,3,5,7...) khajoor (Dates) khana,             πŸ“’ [Bukhari: 953] πŸ”ΆEid ki namaz ke liye jaane se pehle Sadqa-e-fitr ka adaa karna,             πŸ“’ [Muslim: 984] πŸ”ΆEid ki namaz ke liye EidGaah jaana,             πŸ“’ [Bukhari: 956] πŸ”ΆEid ki namaz ke liye paidal jaana,             πŸ“’ [Tirmizi: 530] πŸ”ΆEk raaste se EidGaah jaana aur Dusre raaste se waapas aana,           πŸ“’ [Abu Dawood: 1144] πŸ”ΆNamaze eid ke liye jaate huye takbeer kehna,       *Allaahu'akbar Allaahu'akbar*    *Laailaha illallahu wallahu'akbar*     *Allaahu'akbar walillaahilhamd*        πŸ“’ [Ibn Abi Shaybah:5652] ●════════════════════●   πŸ‘₯ *Plz Share to other

*🍁 Eidgaah jaane ke liye 🍁*

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦ ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔     *🍁 Eidgaah jaane ke liye 🍁* πŸ“šHadith: Abdullah Ibn Umar RaziyAllahu Anhuma se rivayat hai ki Rasool-Allah SallAllahu Alaihi Wasallam eidgaah jaane ke liye ek raaste ko ikhtiyar karte aur wapas aatey waqt dusre raste ko ikhtiyar karte they. - πŸ“” Urdu (Abu Dawud, Vol 1, 1144) - πŸ“” Eng (Abu Dawud, Book 3, 1152) ●════════════════════●   πŸ‘₯  *Plz Share to others also* πŸ‘₯ ●════════════════════●                          ❁ ❁ ❁

*🍁 Eid Ki Namaz se pehle 🍁*

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦ ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔   *🍁 Eid Ki Namaz se pehle 🍁* πŸ“šHadith: Anas bin Malik Raziy Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam Eid ul Fitar ke din tab tak (namaz ke liye) nahi nikalte jab tak khuch khajure na kha lete aur Aap Sallallahu Alaihi Wasallam Taaq (1,3,5,7…) khajurain khaya karte they. - πŸ“” Urdu (Bukhari, Vol 2, 953) - πŸ“” Eng (Bukhari, Book 15, 73) ●════════════════════●   πŸ‘₯  *Plz Share to others also* πŸ‘₯ * ●════════════════════●                          ❁ ❁ ❁

FAZAAIL E RAMZAN

πŸ”Ά      ﷽    πŸ”Ά πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 27-Ramzan-1437 03  -  July  - 2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 🌻  FAZAAIL  🌻 πŸŒ‹        E        πŸŒ‹ πŸ’  RAMZAN πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Jo shakhs Eid ul fitr aur Eid ul Ada'ha (Bakra Eid) ki dono raaton ko jaag kar Allah T'aala ki ibaadat karega toa Qayamat ke din uus ka dil zindah rahega ke jis din logon ke dil murdah ho jaengey. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή IBNEY MAJAH -1782  🌷FAIDAH🌷 Eid ul fitr ki raat Allah T'aala ki ibaadat aur purey Ramzan ka in'aam leney ki raat he. πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH  (552)

*🍁 Sadqa-e-Fitr Kitna ada kre 🍁*

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦ ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔ *🍁 Sadqa-e-Fitr Kitna ada kre 🍁* πŸ“šHadith: Abdullah bin Umar RaziyAllahu Anhuma se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne Zakat-ul-Fitra ek sa khajur ya ek sa jou (barley) (One Sa'= 3 Kilograms approx) farz qarar di hai jo Ghulam, Aazad, Mard, Aurat, chotey aur badey tamam musalmano par farz hai aur Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne ye hukm diya hai ki Namaz (Eid) ke liye jane se pahle ye Sadqa Ada kar diya jaye. - πŸ“” Urdu (Bukhari, Vol 2, 1503) - πŸ“” Eng (Bukhari, Book 25, 579) ●════════════════════●   πŸ‘₯  *Plz Share to others also* πŸ‘₯ ●════════════════════●                          ❁ ❁ ❁

FAZAAIL E RAMZAN

πŸ”Ά      ﷽    πŸ”Ά πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 26-Ramzan-1437 02  -  July  - 2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 🌻  FAZAAIL  🌻 πŸŒ‹        E        πŸŒ‹ πŸ’  RAMZAN πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam ne irshaad farmaya: Jab Eid ul fitr ki raat hoti he toa uus ka naam aasmaano par Lailatul jaaeyzah (in'aam ki raat) se liya jata he. Aur jab Eid ki subah hoti he toa Allah T'aala farishton ko tamaam bastiyon me bhejtey hai Wo zameen par utar kar tamaam galiyon aur raaston ke siron (ΰ€¨ुΰ€•्ΰ€•ΰ₯œ) par khadey ho jatey hai, Aur aisee aawaaz se jisko jinnaat aur insaan ke alaawah har makhlooq sunti he. Pukartey hai ke Aey Muhammad Sallallahu alaihi wa sallam ki ummat ! Uus kareem Rab ki baargah ki taraf chalo, Jo bahot ziyadah ataa karney wala he, Aur Badey se Badey qusoor muaaf karney wala he. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή BAIHAQI-3540 πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH πŸ…Ύ♦πŸ…Ύ (554)

_*🍁 Zakat-ul-Fitr kis liye 🍁*_

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦ ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔     _*🍁 Zakat-ul-Fitr kis liye 🍁*_ πŸ“šHadith: Ibn Abbas Raziy Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne Zakat-ul-Fitr ko bekar aur behuda baat se Roze ko paak karne aur Miskeeno ki parwarish ke liye muqarar farmaya hai jo shaksh Eid ki namaz se pehle ise ada karega wo zakat ki tarah qubul kiya jayega aur aur agar koi Namaz ke baad ada karega to wo dusre sadqe ki tarah ek sadqa hoga. - πŸ“” Urdu (Abu Dawud, Jild 1, 1596) - πŸ“” Eng (Abu Dawud, Book 9, 1605) ●════════════════════●   πŸ‘₯  *Plz Share to others also* πŸ‘₯ ●════════════════════●                          ❁ ❁ ❁