๐ŸShawwal ke 6 Rozo ki Fazilat๐Ÿ*

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
*🍁Shawwal ke 6 Rozo ki Fazilat🍁*

📚Hadith: Abu Ayyub al-Ansari RaziyAllahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo ramzan ke rozey rakhey aur uskey baad 6 (roze) shawwal ke bhi rakhe to usko hamesha ke rozo ka sawab hoga.
- 📔 (Muslim, Vol 3, 2758, 2614)

📚Hadith: Soban RaziyAllahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo Eid ul Fitar ke baad 6 din roza rakhe to usko purey sal roza rakhne ka sawab milega, jo ek neki laayega usko iska 10 guna ajar milega.
- 📔 (Ibne Maja, Vol 1, 1715)

Note : Ulma kahte hain ki agar koi eid ke foran baad na rakh saka ho to pure shawwal mahine mein kabhi bhi ek ek karke ya ek hi saath ye 6 rozey rakhe ja sakte hain.
●════════════════════●
  👥  *Plz Share to others also* 👥
●════════════════════●
                         ❁ ❁ ❁

Comments

Popular posts from this blog

QAYAMAT KA DIN

UMMAT KA FITNA

▔▔▔▔ ๐ŸJhooti Hadees bejhne ka Anjam๐Ÿ