🍁 Hair cutting ke mutaliq 🍁

*✦✦Bismillahirrahmanirrahim✦✦*
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
  *🍁 Hair cutting ke mutaliq 🍁*

*📚Hadees:* Hazrat Abdullah Umar Raziy Allahu anhu bayan farmate hai ki Rasoolullah ﷺ ne Qaza! Se mana farmaya..
- 📗 (Sahih Bukhari, 5921)

⚜ *Khulasa:* Qaza ka matlab sar ke Baaz hisse ko moondhwana or Baaz ko chod dena hai..

Agar jaiza liya jaiye to aaj kal fashion k naam par Aqsar ladke aesi hi cutting karwate hai..

Farz kar lete hai hamare baiyon ko hadees ka ilm nahi hoga, Aese halaat mein unko samjhana unki rehnumai karna ek musalman hone ki hasiyat se hamara mazhabi fariza bhi hai.

Duniya mein kuch logo se tareef k chand alfaz sunne k liye hadees k khilaf ja kar apni Aakhirat barbaad na kare!!

Apni or apne azizon ki islah k liye ek baar zaroor share kare

          *✰​Join Islamic Group✰*
❥➖➖➖➖➖➖➖➖➖❥

Comments

Popular posts from this blog

QAYAMAT KA DIN

UMMAT KA FITNA

▔▔▔▔ 🍁Jhooti Hadees bejhne ka Anjam🍁