Jis Ko Allah Ta’ala Se Milna Pasand Ho, To Allah Ta’ala Ko Bhi Us Se Milna Pasand Hota Hai,

حضرت عبادہ بن صامت رضی اللہ عنہ سے روایت ہے کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے ارشاد فرمایا:

*’’ جس کو اللہ تعالیٰ سے ملنا پسند ہو، تو اللہ تعالیٰ کو بھی اس سے ملنا پسند ہوتا ہے،*

*اور جس کو اللہ تعالیٰ کی ملاقات ناگوار ہو ، اللہ رب العزت کو بھی اس سے ملنا ناگوار ہوتا ہے۔‘‘*(بخاری:۶۵۰۷)

Hazrat Ubaadah Bin Saamit رضی اللہ عنہ Se Riwaayat Hai Ke Rasoolullah صلی اللہ علیہ وسلم Ne Irshaad Farmaaya:

*“ Jis Ko Allah Ta’ala Se Milna Pasand Ho, To Allah Ta’ala Ko Bhi Us Se Milna Pasand Hota Hai,*

*Aur Jis Ko Allah Ta’ala Ki Mulaaqaat Naa Gawaar Ho,  Allah Rabb-ul-Izzat Ko Bhi Us Se Milna Naa Gawaar Hota Hai.”*

📓 [BUKHARI: 6507]

Comments

Popular posts from this blog

QAYAMAT KA DIN

UMMAT KA FITNA

▔▔▔▔ 🍁Jhooti Hadees bejhne ka Anjam🍁