Posts

Showing posts from September, 2016

HAJEE SE DUAA

πŸ”Ά      ﷽     πŸ”Ά πŸ’    (0405)   πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 28-zil Hajjah-1437 01- October - 2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ πŸ„   HAJEE  πŸ„ πŸ‚       SE      πŸ‚     DUAA     πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Jab kisi Hajee se mulaqaat ho toa usko salaam karo, aur uus se musaafah karo, aur uskey ghar me dakhil hone se pehley apney liye duaa e maghfirat ki darkhwast karo, kyun ke wo apney gunahon se paak saaf hokar aaya he. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή MUSNAD E AHMAD -5348  DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦🌷♦ (730)

Jo nikah ki taqat na rakhta ho

*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄ *✦ Jo nikah ki taqat na rakhta ho ✦​* ✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾ *πŸ“š Hadees :* Hazrat Abdullah ibn Masood RaziyiAllahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollullah ο·Ί farmaya Eh Naujawano ki jamaat tum mein jisey bhi Nikah karney ki maali taqat ho usey Nikaah kar lena chahiye kyunki ye nazar ko neechi rakhney wala aur Sharamgaah ki hifazat karney wala amal hai aur jo nikah ki taqat na rakhta ho usey chahiye ki roza rakhey kyunki Roza uski khwahishaat-e-nafsani ko tod dega.. - πŸ“— (Sahih Bukhari, Vol 6, 5066)          *✰​ Join Islamic Group ✰*    Islamiguide.com/islamic-group ✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾

NASIHAT E RASUL

πŸ”Ά      ﷽     πŸ”Ά πŸ’    (0404)   πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 27-zil Hajjah-1437 30-Septembr-2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ πŸ„    NASIHAT   πŸ„ πŸ‚          E           πŸ‚ πŸ’     RASUL      πŸ’ (Sallallahu alaihi w sallam) πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Jab tum me se koee khana khaey toa uusey apni ungliyon ko chaat lena chahiye, Kyunki uusey maalum nahi ke uus ki kounsi ungli me barkat he. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή MUSLIM-5307 πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦🌷♦ (330)

JUMA KO NAAKHUN KAATNA

πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 🌻    JUMA     🌻 πŸ€      KO       πŸ€ ♦NAAKHUN ♦ πŸ’’  KAATNA   πŸ’’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Hazrat ibney Abbas (rd.) se marvi he : Juma ke din naakhun kaatna shifa ka baais he aur bimari ko dur bhagaata he. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή KNZUL OMMAL -17258 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Hazrat Aaisha (rd.) se marvi he ke jis ne Juma ke din naakhun kaatey wo aaindah Juma tak na'gawaar haalat se mahfuz rakha jaeyga. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή KNZUL OMMAL -17241 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Hazrat Jabir (rd.) se marvi he ke apney khoon, baalon aur naakhuno ko dafan kardo taaki jaadu karney wala uus se na kheilein. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή KNZUL OMMAL - 17245 πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH πŸ…Ύ♦πŸ…Ύ (SWA/68)

EIK AHAM AMAL

πŸ”Ά      ﷽    πŸ”Ά πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 🌷      EIK       🌷 🌻   AHAM     🌻 πŸ’    AMAL     πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Jis shakhs ne apney walidein ya dono me se kisi eik ki Qabr ki har Jumaa ko ziyarat ki, toa uus ki maghfirat kar di jaeygi, aur uusey neik suluk karney wala likha jaeyga. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή TABRANI -955 πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH πŸ…Ύ♦πŸ…Ύ (SWA/264)

Paanch waqt ki Namaz

*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄      *✦  Paanch waqt ki Namaz   ✦​* ✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾ *πŸ“š Hadees :* Hazrat Abu Hurairah RaziyiAllahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollullah ο·Ί ne farmaya agar kisi shaksh ke darwazey par Nahar jari ho aur wo rozana usmein paanch baar nahaye to tumhara kya ghuman hai kya uskey badan par kuch bhi mail baqi rah sakta hai sahaba RaziyAllahu Anhuma ne farmaya hargiz nahi Aapney farmaya ki yahi haal paancho waqt ki namazo ka hai ki Allah Paak unkey zariye se Gunahon ko mita deta hai.. - πŸ“— (Sahih Bukhari, Vol 1, 528)          *✰​ Join Islamic Group ✰* ✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾

ALLAH KI QUDRAT

πŸ”Ά      ﷽     πŸ”Ά πŸ’    (0403)   πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 26-zil Hajjah-1437 29-Septembr-2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ    ALLAH    🌻       KI        🌻 πŸ„  QUDRAT  πŸ„ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Allah T'aala ne hamarey upar mazbut aasman banaya, Roshni ke ke liye uusmey chaand, suraj aur chamakdar sitarey banaey, Aur uusi ne bagair sahaarey ke usko zameen par girney se rok rakkha he, Jab ki insan halki si chiz ko bhi bagair sahaarey ke rok nahi sakta, Magar Allah T'aala ne hazaaron saal se aasman ko bagair sutun ke rok kar apni zabardst qudrat ka izhar kiya he aur logon ko usmey gour w fikr ki daawat deitey huey farmaya: (Kya wo nahi deikhtey ke) aasman ko (bagair sutun ke) kaisey buland kiya gaya he? (S.Ghaasiyah-18) πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή ALLAHU AKBAR πŸ‚ KABIRAH πŸ‚  DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦🌷♦

Maan baap ko Muhabbat ki nazar se dekhe 

*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄       *✦ Maan baap ko muhabbat*                *ki nazar se dekhe  ✦​* ✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾ *πŸ“šHadees :* Rasoolullah ο·Ί ne farmaaya Jo farmaanbardaar aulaad apne maan baap ko muhabbat ki nazar se dekhe, to use har nigaah par ek maqbool haj ka sawaab milega. Logon ko bada taajjub huwa, unhon ne poochha: Agar woh din mein sau martaba dekhe (to har martaba maqbool haj ka sawaab milega?). Aap ο·Ί ne farmaaya: Haan! - πŸ“— (Sho'abul Imaan, 7856)           *✰​Join Islamic Group✰*             ✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾

Waalidain ko na Satana

*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄      *✦ Waalidain ko na Satana ✦​* ✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾ *πŸ“šHadees :* Aap ο·Ί ne farmaaya tamaam gunaahon mein se Allah Ta'ala jitna chaahte hain maaf farma dete hain, lekin maan baap ko sataane ka gunaah aisa hai ke Allah Ta'ala us gunaah ke karne waale ko maut se pehle duniya hi ki zindagi mein saza de dete hain. - πŸ“— (Sho'abul Imaan, 7890) *πŸ“šHadees :* Aap ο·Ί ne farmaaya Waalidain ki naafarmaani karne se bacho, kyun ke jannat ki khushbu ek hazaar saal ki doori se mahsoos hoti hai. Allah ki qasam! Waalidain ka naa-farmaan us ki khushbu bhi nahin soongh paayega. - πŸ“— (Tabraani Ausat, 5664)           *✰​Join Islamic Group✰*              ✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾

Apne maan baap ke saath achchha bartao karo

*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄      *✦ Apne maan baap ke saath*             *achchha bartao karo ✦​* ✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾ *❤Al Quran :* Tumhaare rab ne saaf saaf hukm diya hai ke tum us ke alaawa kisi ki ibaadat na karo aur apne maan baap ke saath achchha bartao karo. Agar woh tumhaare paas hon aur un mein se ek ya donon budhaape ko pahonch jaayein, to unhein "uff" tak na kaho, na unhein jhidko, un se khoob adab se baat karo.   - πŸ“– {Sura-e-Asra : 23} *πŸ“šHadees :* Ek martaba ek sahaabi RaziyAllahu anhu ne huzoor ο·Ί se poochha: Ya Rasoolallah! Aulaad par maan baap ka kitna haq hai? Aap ο·Ί ne farmaaya: Woh donon tumhaari Jannat aur dozakh hain. - πŸ“— (Ibne Maaja: 3662)           *✰​Join Islamic Group✰*              ✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾

Sageera Gunaahon se maafi ki dua

*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄            *✦ Sageera Gunaahon*                  *se maafi ki dua✦​* ✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾ *πŸ“š Hadees :* Rasoolullah ο·Ί ne irshaad farmaaya Jis ne rozaana 100 martaba yeh dua padhi us ke tamaam (sageera) gunaah maaf kar diye jaayeinge, agar che woh kasrat mein samandar ke jhaag ke baraabar hon.                       Ψ³ُΨ¨ْΨ­َΨ§Ω†َ Ψ§Ω„Ω„َّΩ‡ِ وَΨ¨ِΨ­َΩ…ْΨ―ِΩ‡ِ‏   *"Subhaanallaahi wa bihamdihi"* *πŸ“ƒ Tarjama :* Allah ki zaat tamaam uyoonbon se paak hai aur ta'areef usi ke liye hai.   - πŸ“— (Sahih Bukhaari, 6405)           *✰​Join Islamic Group✰*              ✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾

Gandi baato se bache

*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄        *✦ Gandi baato se bache ✦​* ✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾ *πŸ“š Hadees :* Hazrat Abdullah bin Mas'ood Raziy Allahu anhu se riwaayat hai ke Rasoolullah ο·Ί ne irshaad farmaaya: Momin taana dene waala, laanat karne waala, gandi baatein karne waala aur behaya nahin hota.    - πŸ“— (Tirmizi, 1977) *πŸ“ƒ Comment :* Islaam ne zabaan ki hifaazat karne aur us ko galat istemaal se bachaane ka hukm diya hai, Ek sachche pakke momin ki shaan yeh hai ke woh narm mizaaj aur sheereen kalaam karne waala hota hai, us ki zabaan se gandi baatein, gaali galoch aur akhlaaq se gire huwe alfaaz nahin nikalte, woh kisi ko taana nahin deta aur na woh kisi par laanat karta hai.           *✰​Join Islamic Group✰*              ✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾

Toba wa Istigfaar

*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄           *✦  Toba wa Istigfaar   ✦​* ✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾ *❤ Al Quran :* Aye Imaan waalo Allah se sachchi pakki toba karo, ummeed hai ke tumhaara Rab tumhaare gunah ko mita dega aur aisi Jannat mein  daakhil karega jis ke neeche nehrein behti hon gi.   - πŸ“– {Sura-e-Tehreem: 8} *πŸ“š Hadees :* Huzoor ο·Ί ka irshaad hai ke Allah Ta'ala farmate hain: Tum raat din khataaein karte ho sirf main tumhaare tamaam gunaahon ko maaf kar sakta hoon, mujh se magfirat Talab karo main tumhaare saare gunaahon ko maaf kardoonga.   - πŸ“— (Sahih Muslim, 6737)           *✰​Join Islamic Group✰*              ✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾

MO'AJIZA E RASUL

πŸ”Ά      ﷽     πŸ”Ά πŸ’    (0402)   πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 25-zil Hajjah-1437 28-Septembr-2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ πŸ’œ  MO'AJIZA  πŸ’œ πŸ‚         E.         πŸ‚     RASUL       (sallallahu alaihi w sallam) πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam masjid e Nabwi me khajur ke eik sutoon se sahara laga kar khutba diya kartey the, Baad me jab mimbar taiyar ho gaya aur Rasulullah sallallahu alaihi w sallam Jum'aa ke din jab khutba deiney ke liye mimber par tashreef le gaye toa wo sutoon bachchon ki tarah roney laga, Rasulullah sallallahu alaihi w sallam mimber se uutrey aur usko apney badan se chimtaya, Toa wo bachchon ki tarah sisakney laga, Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Ye sutoon hamaisha zikr (yani khutba) suna karta tha, Ab jo na suna toa roney laga. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή BUKHARI -3584  DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦🌷♦ (543)

Gandi baato se bache

*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄        *✦ Gandi baato se bache ✦​* ✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾ *πŸ“š Hadees :* Hazrat Abdullah bin Mas'ood Raziy Allahu anhu se riwaayat hai ke Rasoolullah ο·Ί ne irshaad farmaaya: Momin taana dene waala, laanat karne waala, gandi baatein karne waala aur behaya nahin hota.    - πŸ“— (Tirmizi, 1977) *πŸ“ƒ Comment :* Islaam ne zabaan ki hifaazat karne aur us ko galat istemaal se bachaane ka hukm diya hai, Ek sachche pakke momin ki shaan yeh hai ke woh narm mizaaj aur sheereen kalaam karne waala hota hai, us ki zabaan se gandi baatein, gaali galoch aur akhlaaq se gire huwe alfaaz nahin nikalte, woh kisi ko taana nahin deta aur na woh kisi par laanat karta hai.           *✰​Join Islamic Group✰*              ✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾

RAAT KI IBAADAT

πŸ”Ά      ﷽     πŸ”Ά πŸ’    (0401)   πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 24-zil Hajjah-1437 27-Septembr-2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ πŸŽ†     RAAT      πŸŽ† πŸ‚       KI          πŸ‚ πŸ„  IBAADAT  πŸ„ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Har raat me jab raat ka aakhri tihaai hissa baaqi reh jata he toa Allah T'aala pehley aasmaan pe tashrif latey hai aur ye e'alaan kartey hai, ke koun he jo mujh se duaa mangey aur mai uus ki duaa qubul karun, aur koun he jo mujh se sawaal karey aur mai uus ko ataa karun, aur koun he jo mujh se maghfirat talab karey aur mai uus ko muaaf karun. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή ABU DAWOOD -1315  DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦🌷♦ (544)

Sageera Gunaahon se maafi ki dua✦

*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄            *✦ Sageera Gunaahon*                  *se maafi ki dua✦​* ✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾ *πŸ“š Hadees :* Rasoolullah ο·Ί ne irshaad farmaaya Jis ne rozaana 100 martaba yeh dua padhi us ke tamaam (sageera) gunaah maaf kar diye jaayeinge, agar che woh kasrat mein samandar ke jhaag ke baraabar hon.                       Ψ³ُΨ¨ْΨ­َΨ§Ω†َ Ψ§Ω„Ω„َّΩ‡ِ وَΨ¨ِΨ­َΩ…ْΨ―ِΩ‡ِ‏   *"Subhaanallaahi wa bihamdihi"* *πŸ“ƒ Tarjama :* Allah ki zaat tamaam uyoonbon se paak hai aur ta'areef usi ke liye hai.   - πŸ“— (Sahih Bukhaari, 6405)           *✰​Join Islamic Group✰*              ✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾

Apne maan baap ke saath achchha bartao karo

*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄      *✦ Apne maan baap ke saath*             *achchha bartao karo ✦​* ✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾ *❤Al Quran :* Tumhaare rab ne saaf saaf hukm diya hai ke tum us ke alaawa kisi ki ibaadat na karo aur apne maan baap ke saath achchha bartao karo. Agar woh tumhaare paas hon aur un mein se ek ya donon budhaape ko pahonch jaayein, to unhein "uff" tak na kaho, na unhein jhidko, un se khoob adab se baat karo.   - πŸ“– {Sura-e-Asra : 23} *πŸ“šHadees :* Ek martaba ek sahaabi RaziyAllahu anhu ne huzoor ο·Ί se poochha: Ya Rasoolallah! Aulaad par maan baap ka kitna haq hai? Aap ο·Ί ne farmaaya: Woh donon tumhaari Jannat aur dozakh hain. - πŸ“— (Ibne Maaja: 3662)           *✰​Join Islamic Group✰*              ✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾

Maan baap ko Muhabbat ki nazar se dekhe 

*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄       *✦ Maan baap ko muhabbat*                *ki nazar se dekhe  ✦​* ✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾ *πŸ“šHadees :* Rasoolullah ο·Ί ne farmaaya Jo farmaanbardaar aulaad apne maan baap ko muhabbat ki nazar se dekhe, to use har nigaah par ek maqbool haj ka sawaab milega. Logon ko bada taajjub huwa, unhon ne poochha: Agar woh din mein sau martaba dekhe (to har martaba maqbool haj ka sawaab milega?). Aap ο·Ί ne farmaaya: Haan! - πŸ“— (Sho'abul Imaan, 7856)           *✰​Join Islamic Group✰* ✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾

QAYAMAT KE DIN

πŸ”Ά      ﷽     πŸ”Ά πŸ’    (0397)   πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 20-zil Hajjah-1437 23-Septembr-2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ ♨ QAYAMAT♨ πŸ’’       KE        πŸ’’ πŸ”΄     DIN        πŸ”΄ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Qayamat ke din log a'amaal ke baqdr pasiney me hongey, koee toa pasiney me takhnon tak duba huwa hoga, aur kisi ke ghutnon tak pasina hoga, aur kisi ka ye haal hoga ke paun se lekar munh tak pasiney me hoga, uska pasina lagaam ki tarah munh me ghusa huwa hoga. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή MUSLIM -7206  DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦🌷♦ (516)

Parde ka Ehtemaam

*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄        *✦   Parde ka Ehtemaam    ✦​* ✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾ *❤Al Quran :* Aye Nabi! Aap apni beewiyon, apni betiyon aur musalmaanon ki aurton se keh do ke woh apni chaadarein apne (munh ke) ke oopar jhuka liya karein.   - πŸ“– {Sura-e-Ahzaab : 59} *πŸ“šHadees :* Huzoor ο·Ί ne farmaaya Aurat chhupa kar rakhne ki cheez hai, yeh baat yaqeeni hai ke jab woh apne ghar se baahar nikalti hai, to  shaitaan takne lagta hai, aur bila shubah aurat us waqt Allah Ta'ala se ziyaada qareeb hoti hai jab ke woh ghar ke andar hoti hai. - πŸ“— (Sahi ibne Hubbaan, 5599)           *✰​Join Islamic Group✰*              ✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾

QUBULIYAT KA YAQEEN

πŸ”Ά      ﷽     πŸ”Ά πŸ’    (0396)   πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 19-zil Hajjah-1437 22-Septembr-2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 🌹 QUBULIYAT 🌹 πŸ„        KA         πŸ„ πŸ’Ÿ    YAQEEN   πŸ’Ÿ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Tum Allah T'aala se aisee haalat me duaa kiya karo ke tumhey qubuliyat ka pura yaqeen ho aur ye jaan lo ke Allah T'aala ghafil dil ki duaa qubul nahi kartey. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή TIRMIZI-3479 πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦🌷♦ (218)

KALMEY KA SAWAAB

πŸ”Ά      ﷽     πŸ”Ά πŸ’    (0395)   πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 18-zil Hajjah-1437 21-Septembr-2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ πŸ’    KALMEY    πŸ’ πŸ‚        KA          πŸ‚ 🌻   SAWAAB    🌻 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Jo bhi bandah kisi waqt bhi din me ya raat me LAA ILAAHA ILLALLAH kehta he toa uus ke naam e aamaal se bura'iyan mita di jati he aur neikiyan likh di jati he. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή ABU YA'ALA -3514 πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦🌷♦ (322)

HAJI KA MAQAAM

πŸ”Ά      ﷽     πŸ”Ά πŸ’    (0394)   πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 17-zil Hajjah-1437 20-Septembr-2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 🌹      HAJI      🌹 🌼        KA        🌼 πŸ„ MAQAAM  πŸ„ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Haji ki shifarish 400 gharaano ke liye qubul hoti he aur Haji apney gunahon se aisa paak ho jata he jaisa ke peidaish ke din tha. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή AT TARGHIB WAT TARHIB -1595 πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦🌷♦ (2/43) (642)

Geebat Aur bohtan

*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *✦  Geebat Aur bohtan   ✦​* ✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾ *πŸ“šHadees :* Hazrat Abu hurairah Raziy Allahu anhu se rivayat hai Rasoolullah ο·Ί ne farmaya Tum jaante ho geebat kya hai? logo ne kaha ki Allah aur uske Rasool ο·Ί hi khub jante hain, Aap ο·Ί ne farmaya Geebat ye hai ki tum apne bhai ka zikr is tarah karo ki (agar wo samne hota to) usko bura lagta, logo ne kaha ki Ya Rasoolallah ο·Ί agar hamare bhai mein wo aib mojud ho to, Aap ο·Ί ne farmaya wo hi to geebat hai Agar usmein wo mojud na ho to wo bohtan hai. - πŸ“— (Sahih Muslim, 6593, 6265)           *✰​Join Islamic Group✰*              ✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾

NEKIYON KA HUKM

πŸ”Ά      ﷽     πŸ”Ά πŸ’    (0393)   πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 16-zil Hajjah-1437 19-Septembr-2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ πŸ’    NEKIYON   πŸ’ πŸ‚         KA         πŸ‚ 🌻     HUKM      🌻 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Qasam he uus zaat ki jis ke qabzey me meri jaan he tum zarur bizzarur (laazim) bhalaiyon ka hukm karo aur buraiyon se roko, warna qareeb he ke Allah T'aala gunahgaron ke sath tum sab par apna azaab bhej dey uus waqt tum Allah T'aala se duaa mangogey toa qubul na hogi. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή TIRMIZI-2169 πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’ FAIDAH : Nekiyon ka hukm dena aur buraiyon se rokna ummat ke har fard par apni hesiyat aur taaqat ke mutabiq laazim aur zaruri he. πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦🌷♦ (257)

Kisi ki b Geebat na kro

*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄        *✦ Kisi ki b Geebat na kro ✦​* ✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾ *♥Al Quran :* Eh Imaan walon zyada badgumaniyon se bachte raho kyunki kuch guman gunah hain aur jasusi na kiya karo aur na hi ek dusre ki geebat kiya karo kya tum mein se koi ye pasand karta hai ki apne murda bhai ka ghosht khaye? isko tum napasand karoge aur ALLAH se daro beshak ALLAH bada tauba qubul karne wala aur nihayat raham wala hai.. - πŸ“– {Surah Al-Hujurat (49), Verse 12} *πŸ“š Hadees :* Hazrat Huzaifa Raziy allahu anhu se rivayat hai ki Rasoolullah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya chugalkhor (Geebat karne wala) jannat mein nahi jayega.. - πŸ“— (Sahih Muslim, 290, 189)           *✰​Join Islamic Group✰*              ✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾

FAZAAIL E TAHAJJUD

πŸ”Ά      ﷽     πŸ”Ά πŸ’    (0391)   πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 14-zil Hajjah-1437 17-Septembr-2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ πŸŽ†     FAZAAIL    πŸŽ† πŸ‚          E            πŸ‚ πŸ’œ  TAHAJJUD  πŸ’œ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Tahajjud zarur padha karo wo tumsey pehley ke neik logon ka tariqa raha he, iss se tumhey apney Rabb ka qurb (ΰ€¨ΰ₯›ΰ€¦ीΰ€•ी) haasil hoga, gunah muaaf hongey aur gunahon se bachtey rahogey. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή MUSTDRAK HAAKIM πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦🌹♦

Musalmaanon ke raaste se takleefdeh cheez ko hatana

*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄    *✦ Musalmaanon ke raaste se*      *takleefdeh cheez ko hatana ✦​* ✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾ *πŸ“šHadees :* Hazrat Abu barza Aslami RaziyAllahu anhu ne huzoor ο·Ί se arz kiya Ya Rasoolallah! Mujhe koi aisi cheez sikha deejiye, Jis se main faaida uthhaaun. Aap ο·Ί ne irshaad farmaaya Musalmaanon ke raaste se takleefdeh cheez ko hata diya karo. - πŸ“— (Sahih Muslim, 6839)           *✰​Join Islamic Group✰* ✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾

Safaai Suthraai ka ehtemaam

*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄ *✦ Safaai Suthraai ka ehtemaam ✦​* ✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾ *πŸ“šHadees :* Hazrat Jaabir Raziyallahu Anhu kehte hain ke ek din Rasoolullah ο·Ί hamaare pass tashreef laaye, to Aap ο·Ί ne wahaan ek shakhs ko dekha jis ke baal paraaganda bikhre huwe the, Aap ο·Ί ne farmaaya Kya is shakhs ko woh cheez (Kanghi wagaira) mayassar nahin, jis se woh apne baalon ko durust kar le, isi tarah Aap ο·Ί ne aise shakhs ko dekha jis ke badan par maile kuchaile kapde the, Aap ο·Ί ne farmaaya: Kya is aadmi ko woh cheez (saaban pani wagaira) mayassar nahin jis se woh apne kapdon ko dho daale.    - πŸ“— (Abu Dawood, 4062)           *✰​Join Islamic Group✰* ✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾

MUKMMIL IYAADAT

πŸ”Ά      ﷽     πŸ”Ά πŸ’    (0389)   πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 12-zil Hajjah-1437 15-Septembr-2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 🌹 MUKAMMIL 🌹 πŸ„    IYAADAT   πŸ„ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Mareez ki mukammil iyaadat ye he ke apna hath uus ke peishani ya uus ke hath par rakhey aur puchhey ke tabiyat kaisee he ? πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή TIRMIZI -2731 πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦🌷♦ (429)

Jis Shakhs ko hadiya tohfa diya jaaye

*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *✦ Jis Shakhs ko hadiya*                  *tohfa diya jaaye ✦​* ✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾ *πŸ“šHadees :* Hazrat Jaabir Raziy allahu Anhu se riwaayat hai ke Rasoolullah ο·Ί ne farmaaya Jis Shakhs ko hadiya tohfa diya jaaye, to agar us ke paas badle mein dene ke liye kuchh maujood ho to woh us ko dede aur jis ke paas badle mein tohfa dene ke liye kuchh na ho, to woh (bataur shukriya ke) us ki taareef kare aur us ke haq mein Duaa-e-Khair kahe. Jis  ne aisa kiya us ne shukriya ka haq ada kar diya aur jis ne aisa nahin kiya aur  ehsaan ke muaamle ko chhupaaya, to us ne naashukri ki. - πŸ“— (Abu Dawood, 4813)           *✰​Join Islamic Group✰* ✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾

ZYAADAH NA KHAO

πŸ”Ά      ﷽     πŸ”Ά πŸ’    (0387)   πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 10-zil Hajjah-1437 13-Septembr-2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ πŸ‚   ZIYADAH  πŸ‚ 🌳        NA        🌳 πŸ’’      KHAO     πŸ’’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Eik shakhs ne Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ke paas dakaar lee Toa Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Hamaarey samney dakaar mat lo, isliye ke Qayamat ke din sab se ziyadah bhuka wo shakhs hoga jo duniya me ziyadah peit bharta he. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή TIRMIZI -2478  DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH 🌷♦ (476)

Eidgaah jaane ke liye

*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄         *✦ Eidgaah jaane ke liye ✦​* ✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾ *πŸ“šHadith :* Hazrat Abdullah Ibn Umar RaziyAllahu Anhuma se rivayat hai ki Rasoolullah ο·Ί eidgaah jaane ke liye ek raaste ko ikhtiyar karte aur wapas aatey waqt dusre raste ko ikhtiyar karte they.   - πŸ“— (Abu Dawud, 1144) *πŸ“šHadees :* Nabiye Kareem ο·Ί ka irshaad hai: Jo shakhs qurbaani ki istita'at rakhta ho us ke baawajood qurbaani na kare, aisa shakhs hamaari Eidgaah ke qareeb hargiz na aaye.   - πŸ“— (lbne Maaja, 3123) *πŸ“šHadees :* Hazrat Aisha Raziy Allahu Anha se rivayat hai ki Rasoolullah ο·Ί Do din ke roze se mana farmaya hai (ek) Eid Al-fitar aur (dusra) Eid Al-Azha.   - πŸ“— (Sahih Muslim, 2676)           *✰​Join Islamic Group✰*              ✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾

GALTI MUAAF KARNA

πŸ”Ά      ﷽     πŸ”Ά πŸ’    (0386)   πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 09-zil Hajjah-1437 12-Septembr-2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ πŸ‚    GHALTI    πŸ‚ πŸ„   MUAAF     πŸ„ πŸ’Ÿ   KARNA     πŸ’Ÿ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Qayamat ke din eik pukarney wala pukarega ke kahaan he wo log jo logon ki ghaltiyan muaaf kar diya kartey the, Wo apney parwardigar ke huzur me aaey aur apna in'aam ley jaein kyun ki har wo musalman jiski ye (logon ko muaaf karney ki) aadat thi, wo jannat me janey ka haqdar he. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή KANZUL OMMAL-7012  DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH 🌷♦

BABAR KI IYAADAT

πŸ”Ά      ﷽     πŸ”Ά πŸ’    (0384)   πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 07-zil Hajjah-1437 10-Septembr-2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 🌷    BIMAR     🌷 πŸŽ†       KI          πŸŽ† 🌻  IYAADAT   🌻 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Jab tum kisi bimar ki iyaadat ke liye jaao toa uus se kaho ke wo tumharey liye duaa karey, isliye ke uski duaa farishton ki duaa ki tarah hoti he. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή IBNEY MAAJAH πŸ’πŸ’ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Jo shakhs bimar ki iyaadat karta he toa eik farishta aasman se pukaar kar kehta he, Tujh ko duniya w aakhirat me khushi haasil ho, aur duniya w aakhirat me tera chalna mubarak ho, Tujh ko jannat me eik buland martaba haasil ho. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή IBNEY MAAJAH πŸ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH 🌷♦

Qurbani ke janwaro ki koi cheez qasayee ko mazduri mein na do

*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄ *✦ Qurbani ke janwaro ki koi cheez*   *qasayee ko mazduri mein na do ✦​* ✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾ *πŸ“šHadees:* Hazrat Ali Raziy Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoolullah Sallallahu Alaihi Wasallam ne mujhe hukm diya ki main Qurbani ke oonto ki dekh bhal karo aur unmein se koi cheez qasayee ko mazduri mein na do. - πŸ“— (Sahih Bukhari, Vol 3, 1716) *πŸ“šHadees:* Hazrat Ali Raziy Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoolullah Sallallahu Alaihi Wasallam ne hukm diya ki Qurbani ke janwaro ki har cheez gosht chamda aur jhol khairat kar do aur Qasayee ki mazduri usmei se na do. - πŸ“— (Sahih Bukhari, Vol 3, 1717)           *✰​Join Islamic Group✰*              ✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾

ARFA KA ROZA

πŸ”Ά ﷽ πŸ”Ά πŸ’ (0383) πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 06-zil Hajjah-1437 09-Septembr-2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ πŸ’œ ARFA πŸ’œ πŸ‚ KA πŸ‚  ROZA  πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Arfa ke din (yani 9 zil Hajjah) ka roza rakhna eik saal agley aur eik saal pichhley gunahon ko muaaf kar deta he. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή IBNEY KHUZEIMA -3034  DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH 🌷♦ (696)

DUA KI FAZILAT

πŸ”Ά      ﷽    πŸ”Ά πŸ’    (0382)   πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 05-zil Hajjah-1437 08-Septembr-2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ πŸ’œ     DUAA    πŸ’œ πŸŒ‹        KI       πŸŒ‹ πŸ’  FAZILAT  πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam ne irshaad farmaya: Jo musalman bhi Allah T'aala se koee aisee duaa karey, Jis me koee gunah ya qataa rahmi ki baat na ho, Toa Allah T'aala ya toa usey wahi ataa farmatey hai, Jo uus ne maanga he, Ya koee taklif uus duaa ke bqadr uus se hata leitey hai Ya uus ke liye uus duaa ke baraabar ajr ka zakhirah kar deitey hai. Eik shakhs ne arz kiya: Jab baat ye he (ke duaa zarur qubul hoti he aur uus ke badley me kuchh na kuchh zarur milta he) toa ham bahot ziyadah duaayein karenge. Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam ne irshaad farmaya: Allah T'aala bhi bahot ziyadah deney waley hai. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή TIRMIZI - 3573 πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦🌷♦ (MA/428)

Qurbani ke liye chaar tarah ke jaanwar durast nahi hai

*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄    *✦ Qurbani ke liye chaar tarah*      *ke jaanwar durast nahi hai ✦​* ✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾ *πŸ“šHadees:* Hazrat Al-Bara' ibn Azib Raziy Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoolullah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Qurbani ke liye chaar tarah ke jaanwar durast nahi hai, *1.* Wo jiska kaanapan ya bhaingapan bilkul zahir ho, *2.* dusra wo jo dekhney se hi beemar lagta ho, *3.* teesra wo jiska langdapan bilkul zahir ho, *4.* aur chotha wo jo budha aur bilkul kamjor ho jiski haddiyon mein Gooda na ho. - πŸ“— (Abu Dawud, 1029, 2796)           *✰​Join Islamic Group✰*              ✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾

SAWAAB HI SAWAAB

πŸ”Ά      ﷽    πŸ”Ά πŸ’    (0380)   πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 03-zil Hajjah-1437 06-Septembr-2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ πŸ’œ SAWAAB  πŸ’œ πŸŒ‹      HI         πŸŒ‹ πŸ’ SAWAAB  πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam ne irshaad farmaya: Jab koee shakhs achchhi tarah wuzu karta he, Phir masjid aa kar namaaz ke intezaar me rehta he, Toa uus ke aamaal likhney waley farishtey har uus qadam ke badley jo uus ne masjid ki taraf uthaya, 10 nekiyan likhtey hai, Aur namaaz ke intezaar me beithney wala ibaadat karney waley ki tarah he, Aur ghar se niklney ke waqt se le kar ghar waapas lotney tak namaaz padhney walon me shumaar kiya jata he. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή MUSNAD E AHMAD -4/157 πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦πŸ…Ύ♦ (MA/197)

DUNIYA KI HAQIQAT

πŸ”Ά      ﷽    πŸ”Ά πŸ’    (0379)   πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 02-zil Hajjah-1437 05-Septembr-2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ ♨   DUNIYA    ♨ πŸ‚        KI         πŸ‚ πŸ’’  HAQIQAT  πŸ’’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Allah ki qasam ! Duniya aakhirat ke muqabley me itni si he ke tum me se koee apni uungali samandar me daaley phir nikaaley aur deikhey ke uus uungali par kitna paani laga he. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή MUSLIM -7197  DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦ (542)

SAB SE BEHTAR

πŸ”Ά      ﷽    πŸ”Ά πŸ’    (0377)   πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ 30-zil Qadah-1437 03-Septembr-2016 πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ πŸ’œ      SAB    πŸ’œ πŸŒ‹        SE     πŸŒ‹ πŸ’  BEHTAR πŸ’ πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam ne irshaad farmaya: Tum me sab se behtar wo log hai, Jo tum me sab se achchhey akhlaaq waley hai, Jab ke sath sath uun me deen ki samajh bhi ho. πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή IBNEY HIBBAN 1/294 πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦πŸ…Ύ♦ (MA/302)

*πŸ•Œ Baal aur Nakhun ka Masla πŸ•Œ*

✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾     *✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦* ✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾ *πŸ•Œ Baal aur Nakhun ka Masla πŸ•Œ* °•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•° *πŸ“šHadees :* Umm Salama Raziyallahu anha se rivayat hai ki Rasoolullah ο·Ί ne farmaya jab tum Dhul Hijja ka chand dekho aur tum mein se koi Qurbani karna chahe to apne baal aur nakhun yuhi rahne de. (yani na kaate) - πŸ“” (Sahih Muslim, 5119, 4869) *πŸ“šHadees :* Umm Salama Raziyallahu anha se rivayat hai ki Rasoolullah ο·Ί ne farmaya Jiskey paas janwar ho zabah karne ke liye aur Zil Hijja ka chand aa jaye (ya jab Dhu'l-Hijja ka mahina aa jaye) to apne Baal na katwaye aur na Nakhun tarashe jab tak qurbani na kar le. - πŸ“” (Sahih Muslim, 5121, 4873)           *❦ Join Islamic Group ❦​*             *For Text Msgs->* goo.gl/SB46QM ✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾