Eidgaah jaane ke liye

*
       ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄
         *Bismillahirrahmanirrahim*
       ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄

        *✦ Eidgaah jaane ke liye ✦​*
✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾

*📚Hadith :* Hazrat Abdullah Ibn Umar RaziyAllahu Anhuma se rivayat hai ki Rasoolullah ﷺ eidgaah jaane ke liye ek raaste ko ikhtiyar karte aur wapas aatey waqt dusre raste ko ikhtiyar karte they.
  - 📗 (Abu Dawud, 1144)

*📚Hadees :* Nabiye Kareem ﷺ ka irshaad hai: Jo shakhs qurbaani ki istita'at rakhta ho us ke baawajood qurbaani na kare, aisa shakhs hamaari Eidgaah ke qareeb hargiz na aaye.
  - 📗 (lbne Maaja, 3123)

*📚Hadees :* Hazrat Aisha Raziy Allahu Anha se rivayat hai ki Rasoolullah ﷺ Do din ke roze se mana farmaya hai (ek) Eid Al-fitar aur (dusra) Eid Al-Azha.
  - 📗 (Sahih Muslim, 2676)

          *✰​Join Islamic Group✰*
            
✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾

Comments

Popular posts from this blog

QAYAMAT KA DIN

UMMAT KA FITNA

▔▔▔▔ 🍁Jhooti Hadees bejhne ka Anjam🍁