Qurbani ke liye chaar tarah ke jaanwar durast nahi hai

*
       ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄
         *Bismillahirrahmanirrahim*
       ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄

   *✦ Qurbani ke liye chaar tarah*
     *ke jaanwar durast nahi hai✦​*
✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾

*📚Hadees:* Hazrat Al-Bara' ibn Azib Raziy Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoolullah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Qurbani ke liye chaar tarah ke jaanwar durast nahi hai,
*1.* Wo jiska kaanapan ya bhaingapan bilkul zahir ho,
*2.* dusra wo jo dekhney se hi beemar lagta ho,
*3.* teesra wo jiska langdapan bilkul zahir ho,
*4.* aur chotha wo jo budha aur bilkul kamjor ho jiski haddiyon mein Gooda na ho.
- 📗 (Abu Dawud, 1029, 2796)

          *✰​Join Islamic Group✰*
            
✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾

Comments

Popular posts from this blog

QAYAMAT KA DIN

UMMAT KA FITNA

▔▔▔▔ 🍁Jhooti Hadees bejhne ka Anjam🍁