Geebat Aur bohtan

*
       ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄
         *Bismillahirrahmanirrahim*
       ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄

         *✦  Geebat Aur bohtan  ✦​*
✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾

*📚Hadees :* Hazrat Abu hurairah Raziy Allahu anhu se rivayat hai Rasoolullah ﷺ ne farmaya Tum jaante ho geebat kya hai? logo ne kaha ki Allah aur uske Rasool ﷺ hi khub jante hain, Aap ﷺ ne farmaya Geebat ye hai ki tum apne bhai ka zikr is tarah karo ki (agar wo samne hota to) usko bura lagta, logo ne kaha ki Ya Rasoolallah ﷺ agar hamare bhai mein wo aib mojud ho to, Aap ﷺ ne farmaya wo hi to geebat hai Agar usmein wo mojud na ho to wo bohtan hai.
- 📗 (Sahih Muslim, 6593, 6265)

          *✰​Join Islamic Group✰*
            
✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾

Comments

Popular posts from this blog

QAYAMAT KA DIN

UMMAT KA FITNA

▔▔▔▔ 🍁Jhooti Hadees bejhne ka Anjam🍁