🍁Baccho ka Aqeeqa kab or kaise🍁

✦✦Bismillahirrahmanirrahim✦✦
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
🍁Baccho ka Aqeeqa kab or kaise🍁

📚Hadees: Umm Kurz Radi allahu anha se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya (Aqeeqe ke liye) ladke ki taraf se do bakre hain hai aur ladki ki taraf se ek, aur is koi farq nahi padhta ki wo(bakre) nar(male) ho mada(female).
- 📔 (Sunan Abu Dawud, Vol 2, 1062-Sahih)

📚Hadees: Samurah ibn Jundub Radi allahu anhu se riuvayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya har ladka apne aqeeqe ke badle mein girwi rakha hua hai, isliye uski taraf se saatwe din Qurbani ki jaye aur uska sir mundwaya jaye aur uska naam rakha jaye.
- 📔 (Sunan Abu Dawud, Vol 2, 1065-Sahih)

📚Hadees: Salman bin Amir Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya ladke ke liye aqeeqa hai isliye uski taraf se qurbani karo aur uski takleef dur karo.
- 📔 (Sunan Abu Dawud, Vol 2, 1066-Sahih)

PLZ FORWARD TO OTHER MUSLIMS •─━━━━━══════━━━━━─•
                         ❁ ❁ ❁

Comments

Popular posts from this blog

QAYAMAT KA DIN

UMMAT KA FITNA

▔▔▔▔ 🍁Jhooti Hadees bejhne ka Anjam🍁