๐ŸJuta Pahney to Dahiney taraf Se Aur Utarey to bahiney taraf Se๐Ÿ

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
🍁Juta Pahney to Dahiney taraf Se Aur Utarey to bahiney taraf Se🍁

📚Hadees: Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Jab tum mein se koi shaksh Juta pahney to Dahiney taraf (Right side) se shuru karey aur Utarey to bahiney taraf (left Side) se utarey, taki Dahini janib pahanney mein awwal ho aur utarney mein aakhri ho.
- 📔 (Sahih Bukhari, Vol 7, 5855)

📚Hadees: Umm Aayesha radi allahu anah se se rivayat hai ki Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam apney tamam kaamon mein jahan tak mumkin hota daaye (right side) taraf se shuru karney ko pasand farmatey they Taharat ke waqt bhi, Kangha karney mein aur juta pahanney mein bhi.
- 📔 (Sahih Bukhari, Vol 1, 426)

PLZ FORWARD TO OTHER MUSLIMS •─━━━━━══════━━━━━─•
                         ❁ ❁ ❁
✅join_+918822238899

Comments

Popular posts from this blog

QAYAMAT KA DIN

UMMAT KA FITNA

▔▔▔▔ ๐ŸJhooti Hadees bejhne ka Anjam๐Ÿ