🍁Sunnat par amal krne ka faeda🍁

✦✦ Bismillahirrahmanirrahim ✦✦
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
🍁Sunnat par amal krne ka faeda🍁

📚Hadees: RasoollAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ne Irshad farmaya Jis ne meri Sunnat zinda ki us ne mujhse muhabbat ki aur jis ne mujhse muhabbat ki woh (Jannat mein) mere saath hoga.
- 📔 (Tirmizi : 2678)

🌷 Allah Ta'ala ke yahaan wahi amal maqbool hai jo huzoor Sallallahu Alaihi Wasallam ke tareeqon ko janna aur Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ki batlaai hui duaaon aur sunnaton ko seekhna neez un par amal karna ummat ke har fard ke liye zaroori hai.

🌷 In duaaon aur Sunnaton par amal karne se aakhirat ka sawaab aur kaamyabi milna to yaqeeni hai hi, sath hi dunya mein bhi izzat milti hai aur museebaton aur aafaton se hifaazat hoti hai, sukh aur chain naseeb hota hai.

✨Note: "Aaj ke Aadab wa Sunnat" ek new post start ki gye h. Jisme roz ek sunnat bejhi ja rhi hai. Aap Sab se Guzarish hai ki amal ki niyat se padhe or aage share kre.. or Ye Sunnat ek maqbool kitab se li ja rhi h.. kitab b mufti sahab se confrm krke. So bina tention aage share kre.. Dua me Yaad..💐

PLZ FORWARD TO OTHER MUSLIMS •─━━━━━══════━━━━━─•
                         ❁ ❁ ❁

➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
Sahi Hadeesh Aur Sabhi Sawal jawab Aur Bhi baht kuch Message pane Ke liyA Islamic GrouP Application download Kre.. 👇🏿

https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islam.group

Comments

Popular posts from this blog

QAYAMAT KA DIN

UMMAT KA FITNA

▔▔▔▔ 🍁Jhooti Hadees bejhne ka Anjam🍁